Ek tooti PREM kahani
Fark sirf itna sa hai
Uski barat gayi,
Iski mayat uthi.
Phool us par bhi the,
Phool is par bhi the.
Mehfil waha bhi thi,
Log yaha bhi the.Wo doli pe thi,
Yeh janaze pe tha.
Unka hasna waha,
Inka rona yaha.
Saheliya uski bhi thi,
Dost iske bhi the.
Qazi udhar bhi the,
Molvi Idar bhi the.
Wo saj k gayi,
Ise sajaya gaya.
Wo uth k gayi,
Ise uthaya gaya.
Fark sirf itna sa hai,
USE APNAYA GAYA AUR ISE DAFNAYA GAYA.
Interested LOVE STORY 1 LADKA
1 LADKi Aik Dusre Se Bahut
MOHABBAT Karte The Bad Qismati Se LADKi Mar Gai Marne K Bad LADKi Ne LADKE
Se Kaha: "Ek WADA Tha Tera
Har WADAY K Peeche Tu Milega Mujhe Har Gali
Har Darwaze K Peeche Par Tu Hi BEWAFA Nikla Ek Tu Hi Na Tha Mere JANAZE K
Peechy ". LADKA BOLA: "Ek WADA Tha Mera Har
WADAY K Peeche, Me Milunga Tujhe Har Gali Har
Darwaze K Peeche, Par Tune mud K Bhi Na Dekha, Ek Or JANAZA Tha,
Tere JANAZE K Peeche..
* Ramesh *
agar pyar donoko sehi me ho jaye to pata keise chalega
Samne uske jao to jore se DIL dhadkega
najar se najor milao to appne aap najar jhukega
right na dosto♥♥♥♥♥
.
.
.
Koi dur jaraha ho aapse ♥♥♥♥♥♥♥
to keisa lagega
Yaad karne ko DIL chahega
aankhe band koro to aapne aap aansu behega
.
.
aab pata chala pana aur khone me pharak itna he
takhlif Dilko aur hi hoti he.
14 saal ke ladke ko, 10 saal ki khubsurat ladki ki photo raste mein mili,
aur us ladke ko ladki se pyar ho gya.
uska us ladki k liye pyar dhire-2 badne lga.
wo us ladki se bhut pyar karne lga.
Lekin wo ladka us ladki ko kbi nahi pa ska.
Kuch saal bad.
Uski wife ne wo photo dekha aur pucha:
tumhe ye photo kha se mila?
ladke ne pucha kyun?
Ladki boli: meri photo kho gya thi jab mein 10 saal ki thi.
Unko bhi humse waisi himohabbat ho zaroori to nahi
ek si dono ki halat ho zaroori to nahi
dil ki chahat to kai khuwaab jaga deti hai
haan! magar saath mein qismat bhi ho zaroori to nahi
meri tanahaiyan karti hai jinhe yaad sada
unko bhi hamari zaroorat ho zaroori to nahi
muskuraane se bhi hota hai beyaan gum-e-dil
mujhe rone ki bhi adat hozaroori to nahi.
gali ka pyaar
jis gali me rehta hu bahi ek ladki bhi rehti hai me jab bhi gali se bahar nikalta hu to wo bahar hi khadi rehti hai wo mere dil me bhi hai par Gali ke liye kuchh nahi kehta mene ek din himat kar ke bol bhi diya or usne haa bhi kar di
.
.
par kuchh dino bad gali walo ko pata chal gaya or wo mere karad badnam ho gae uska ghar se nikalna band. ho gaya
or me bahi tut gaya or
or chala gaya
♥♥TRUE LOVE ♥♥
Subah Uth Ke Ankhe Kholne Se Pehle Kisi
Ka Chehra Dekhne Ki Ichha Ho Vo Pyar Hai,
Mandir Me Darshan Krte Waqt Kisi K Pas Khade Hone Ka Ehsas Ho Vo Pyar Hai,
Pure Din Ki Thakan Jiske Sath Bethne Ki
Kalpna Se Hi Dur Ho Jaye Vo Pyar Hai,
Sir Kisi Ki God Me Rakh K Lage Ki Man
Halka Ho Gya Vo Pyar Hai,
Lakh Koshish Kar K Bhi Jise Nafrat
Na Kr Sake,Bhul Na Sake Vo Pyar Hai,
"OR"
Ye Padhte Waqt Jiska Chehra Nazar K Samne
Aaye To Hi Vo Aapka Pyar Hai...!!♥♥
Ek Rajkumar Ko Shraap Mila Tha
Ki Wo Ek Saal Me Ek Word Hi Bol
Skta Tha.
To Wo 3 Saal Tk Kuch Nhi Bola
Aur....
Wo 3 Saal Tak Intjaar Karta Rha.
keval...
Ek Rajkumari Ko
I Love You
Bolne K Lie.
.
Jb Usne Ye Word Bole To
Rajkumari Ne Kaha...
.
.
.
.
.
.
Mai Sun Nhi Paai Plz Repeat Kro.!!
* must read it***
Ek ladka aur ek ladki ek dusre ko
bahut pyaar karte the...
Ladki hamesha ladke se yahi kehti
rehti thi ki mera dil tumhare pas hai.
Iska khayal rakhna.Ek din ladki ne
ladke ko bataya ke uski shadi tay
ho gayi hai aur wo apne mom dad ke
against ni jaa sakti..Boy also agreed
wid her..Next day girl was married wid
another guy.. When she was opning a gift,
she sawthe gift n got fainted....Gift ke
andar ladke ka dil tha aur ek letter pe
likh atha PAGLI APNA DIL TO LETI JAA WARNA
APNE PATI KO KYA DEGI..
choti Si Dosti,
Anjaani Mulakaatein;
Pal Bhar Mein Khatam Hote Din,
Khayalon Mein Doobi Lambi Raatein;
Yahin Se Shuru Hota Hai Pyaar, Hai Na..??
`
Anjaan Hai, Anjaan Hi Rahne Do
Kisi Ki Yaado Me Pal Pal Yun Hi Marne Do
Kyoun Badnaam Karte Ho Humara NaamLeke
Ab Toh Iss Naam Ko Benaam Hi Rahne Do
`
Jiski Yaad Me Sare Jahan Ko Bhul Gaye
Suna Hai Aajkal Vo Humara Naam Tak Bhul Gaye
Kasam Khai Thi Jisne Sath Nibhane Ki Yaaro
Aaj Wo Humari Lash Par Aana Bhul Gaye
Ye msg Pyar karne walon k naam,
Heer paidal ja rahi thi ek ladka awaz deta hai:
Ae diwani piche mud k dekh,
Tera dupatta zameen se ghisa ja raha hai,
Heer jawab deti hai:
Ae diwane tu kya jane ye v
Apna farz nibha raha hai,
Koi chum na le mere kadmo ki mitti ko
"Ranjhe" ke siwa, isliye ye nisan mita raha hai.
एक लड़का अपनी
गर्लफ्रेंड से बहुत प्यार करता था...
एक दिन उसने अपनी गर्लफ्रेंड से कहा,
तुम मेरे बिना 1 दिन बिता के दिखाओ..
गर्लफ्रेंड ने अपने बाय्फ्रेंड के बिना
एक दिन बिताया ओर वो जीत गयी..
दूसरे दिन बड़ी ही खुशी से वो
अपने बाय्फ्रेंड से मिलने गयी..
पर वो मर चुका था
क्यूंकी उसे केंसर था,
और उसके पास एक ही दिन बचा था.
उसने लेटर मे लिखा था,
मुझे पता था, तुम यह कर लोगि...
और तुम्हे ऐसा रोज़ करना होगा,
मेरे लिए..
सिर्फ़ मेरे लिए...
बेबी लव यू सो सो मच...
Teri yaad se rista kal bhi tha,
Teri yaad se rista aaj bhi hai,
Dil apna dukhta kal bhi tha,
Dil ye udaas aaj bhi hai,
Jo Pyaar Hum Tum Karte The,
Wo Pyaar To Zinda Aaj Bhi Hai,
Hum Bichad Gaye Is Doori mein,
Tum Door Ho Majburi Mein,
Kabhi Waqt Mile To Chali Aana,
Khula Dil ka Darwaza Aaj Bhi Hai,
Na Sataao.,....
Na Tadpaao....
NA Mehfil Mein Yu Tanha
Chhodo,
Teri Yaad Me Jaage Kal Bhi They,
Teri Yaad Me Jaage Aaj Bhi Hai !
♥By- OR Dhandhal karal
Bichar Ke Tum Se Zindagi Saza Lagti
Hai
Yeh Saans Bhi Jaise Mujh Se Khafa
Lagti Hai ..
Tarap Uthte Hain Dard Ke Maare
Zakhmon Ko Jab Tere Sheher Ki Hawa
Lagti Hai ..
Agar Ummeed-E-Wafa Karun To Kis Se
Karun
Mujh Ko Toh
Meri Zindagi Bhi Be-Wafa Lagti Hai ..
1 ldki jo pyr ko shayd smjhti b na thi
use 1 ldke se pyr hogya
wo 2no 1 dusre se bht pyr krne lge
lekin 1din aisa hua dono ka
milna or bate krna bnd ho gya
vo ldki us ldke k yad me roti rhti
or God se pray krti 1 bar muje usse mila do.
1 din god ne usse bola:-
jis din ye msg sbi pyr krne walo ko mil
jyega us din tera pyar tere sath hoga
or jo isko rokega usko uska pyr kbi nhi
milega. Snd dis to 10 ppl.apko pyar ki ksm.
Yaad Nahi Woh Din Jab Tumse Baat Hui Thi,
Aur Humare Chehre Pe Muskan Chhayee Thi..
Ab Jo Dur Rehne Lagi Ho Tum,
Gam Ke Sagar Mein Poori Tarah Doob Gaye Hain Hum..
Pata Nahi Kab Humne Akhri Baar Hasa Tha,
Lekin Haan, Humare Dil Mein Bhi Khusiyon Ka Badal Barsa Tha..
Ab Yeh Badal Sirf Gam Barsaate Hain,
Har Pal Humein Rulate Hain..
Aye Jan-e-Man Ehsaan Kar Do Ek…
Humein Kabhi Na Bhulana,
Mohabbat Rog Hoti Hai Kaha Bhi Tha,
Rula Kar Khud Bhi Roti Hai Kaha Bhi Tha,
Kinaare Ke Kareeb Le Jaa Kar,
Ye Kashti Ko Duboti Hai Kaha Bhi Tha,
Ise TuM Dilki Dharti Ka Pata Mat Do,
Ye Is Mein Dard Boti Hai Kaha Bhi Tha,
Mohabbat Mein Khushi Ke Baad GaM Ki Rutt,
Bahut Nazdeek Hoti Hai Kaha Bhi Tha,
Loota Kar Dilko, Rone Se Bhi Kya Haasil,
Bahut Nayaab Moti Hai Kaha Bhi Tha,
Shuro Se Iski Fitrat Hai ZaMane Ko,
Jaga Kar Khud Ye Soti Hai Kaha Bhi Tha,
Ye Sar Se Paaon Tak Pas Raakh Kar Degi,
Bahut Bedard Hoti Hai Kaha Bhi Tha..
Ek ladki aur ek ladka ek dusre ko bohat pyar karte the but un dono ne kabhi apne pyar ka izhar nahi kiya...
Ek baar us ladke ne bohat himmat juta kar us ladki ko "i love you" bol diya.. Ladki ne usse ek majak kiya ki uska ek boy friend hai aur uske b.f se uski shadi hone wali hai..
Ye sadma ladka bardasht nahi kar paya aur usne atmahatya karli..
Doosre din ladki use sorry bolne us ladke ke ghar aayi to use pata chala ki ab wo nahi raha jo use beinteha mohabat karta tha...
Ek ladki roz ek gali se gujra karti thi,apne chere ko nakab se dhaka rakhti thi.Ek ladka uspe marta tha,sayad wo use dil se payar karta tha.Ek din ladki ne us ladke ke padosi se pucha,kaha gaya wo aashik?To usne bataya aapko aane me derho gai,us diwane ki kal raat mot ho gai?Padosi ne apna frz nibhaya,ladki ko kabr tak le gaya.Ladki kabr par rone lagiapne ansu se kabr ko dhone lagi.Kabr se aawaz aayi"A khuda ye kesa inklab aya he, aaj me parde me hu or mera mehbub benakab aya he.~navi
Boy: Kya main tumhe pyara lgta hu.
Girl: Na
Boy: Kya tum mere sath rehna chahti ho.
Girl: Na
Boy: Aagr main mar jaun to tum rougi?
Girl: Na
Ladka bahut udas ho gya use bahut dukh hua aur wo rone laga.
Ladki ne use apne qarib kiya aur kaha:
Tum Pyare nahi bahut Khubsurt ho.
Main tumhare sath rehna nahi balki Jeena chahti hu.
Agar tumhe kuch ho gya to mein roungi nahi mar jaungi.