To jhuka jhuka k nazar kion milayee jati hay,
Banaa banaa k tamanna mitayeejaati hay,
Tarah tarah say wafa aazmayeejaati hay,
Hijaab un ko meri mohabbat ka aitbar nahin,
To jhuka jhuka k nazar kion milayee jaati hay,
Hamaray dil ka pata wo hamain nahin daitay
Hamari chiz hum hi say chupai jaati hay,
Saqi, Doori-e-manzil say naa-umid na hoo
Manzil ab bus aa hi jaati hay
{ मेरा बचपन का शमां}
↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓
वो भी क्या दिन थे,
↓↓
जब मम्मी का प्यार. और पापा का कन्धा,
↓↓
ना पैसोँ की सोच,
ना फतुर के सपने,
↓↓
न कल की चिन्ता,
ना जिन्दगी के कुन्दे,
↓↓
पर अब कल की है चिन्ता,
और अधुरे है सपने,
↓↓
सपनोँ को ढुन्डते-ढुन्डते
कहाँ आ कये हम,
↓↓
आखिर......
इतने बडे क्युँ हे कये हम..!
ek ladke ne apni class ki 1 ladki ko prapose kiya or wo raji ho gayi.. ladki aksar kha karti thi ki main bina dil k ji rhi hoon q ki mera dil tere paas hai... kuch dino baad ladki ne apna irada change kar diya or ladke se kaha ki main tumse shadi nhi kar sakti mere parents ki khusi meri khusi hai... ladki ne kahahum hamesa dost hi rhenge or ladka maan gya... Kuch dino baad ladki ki shadi hui to us ladke ne use "GIFT" bheja.
dost Pranav Aur Sarang jungle
mein, Raste me raat ho gayi wo
TENT laga k so gaye..
.
RAAT ko 1 Pranav ki ankh khuli..
Usne Sarang ko jaga k
kaha:"Aasman ki taraf dekh ke
bata tujhe kya nazar aatahai..??
.
.
Sarang: "Bahut sare sitare" .
Pranav: "Isse kya pata chalta
hai..??"
.
Sarang: "Asman khubsurat hai.."
. .
Pranav: "Abey Newton ki aulad
Tent chori ho gaya
hai..danish hashmi
Larrki: Ammi main shadi nahi karun gi or
agar zabardasti tum ny meri shadi ki to ghar sy bhag jaun gi
maa rote huwy boli beti mai ne bhag k
tere abba k sath shadi ki
teri khala or behen ny b bhag k shadi ki
tera bhai nokrani k sath
or
tera chacha dhoban k sath bahag gya
teri phopho sabzi waly k sath
or
couzin doodh waly k sath bhag gai
tera bap 2 bar parrosan k sath bhag chuka hai
ab tu b bhag jaye gi to..
.
.
.
.
.
.
Hamari kya izzat reh jaye gi
kuch khayal kar.
Dil badal na dena sim ki tarah.
Dosti low n karna battry ki tarah.
Pyar kam na karna balance ki tarah.
Hamesha meri zarurt mehsus karna CHARGR ki tarah.
By - santu maity
Mere Hato Ko Apne Hato Me Tham K Usne Pucha
Pyar Karte Ho Mujhse?
Hum Chup The
Usne Fir Pucha Kya Mai Tume Pasand Nahi?
Hum Kuch Na Keh Sake
Usne Pucha Zindagi Bitaoge Mere Sath?
Humne Ankhe Jhukali
Usne Kaha Mere Sukh Dukh Me Hamesha Sath Rahoge?
Hamari Ankho Me Ansu The
Wo Hamara Chehra Utha K Dekha To Hairan Hogaya Aur Pucha Ankho Me Ansu Kyu?
Humne Kaha Pyar Karnewalo Ko Agar Ye Sab Puchna Pade To Pyar Kaisa
Pyar To Rooh Se Hota Hai
Ankho Me Pada Jata Hai
Aur Dil Me Basaya Jata Hai!!
page 3
.
ladke ke ghar pe jane ki sochti hai or himat karke ladke ki gali me aa jati hai tabhi ladke ka dost milta hai
.
.
ladki ladke ke dost se puchhti hai ki aap ka dost kaha hai ladke ka dost bolta hai ki aap yaha tak to aa hi gae ho
chalo me apko mere dost ki maa ke pas le jata hu aap unhi se puchh lena
.
.
ladki ladke ke ghar pe aa jati hai
ladke ki maa bolti hai kon ho ladki jese hi ladki apna naam leti hai
.
.
bese hi ladke ki maa ne ladki ko ek kagj diya or bola
एक इश्क नगरी की वादी थी,
जहाँ प्यार की नदियाँ बहती थी,
कुछ दिल-वाले भी रहते थे,
जो प्यार की बातेँ करते थे,
जब बहार का मौसम आता था,
और फुल प्यार के खुलते थे,
मस्त-नशीली रोतो मेँ,
प्यार से दो दिल मिलते थे,
एक रोज वो बस्ती बिखर गयी,
और प्यार की बस्ती उजर गयी,
और फिर हर दिल को सौग लगा,
और जीवन भर का रोग लगा,
दीवाने फिरते रहते है,
और हर एक से पुछा करते है,
इकरार किसी से तुम ना करना,
तुम प्यार किसी से ना करना...!♥
HEART TOUCHING STORY.
Ek Larki Janaza Dekh Kar.,
{Muskurany Lagi}
To.
Ek Buzurg Ne Kaha
Beti Jawan Mout Par Nahi Muskurate..??
Larki Ansu Ponch Kar Boli
Baba.
KYA KARU WADA KIYA THA
JAB BHI MILENGAY MUSKURA KAR MILENGAY.
Sweet
EK Baar Insan Ne Koyal Se,
Kaha Tu Kali Na Hoti To Kitni
Achhi Dikhti, Sagar Se Kaha
Tera Pani Khara Na Hota
To Kitna Achha Hota, Gulab Se
Kaha Tujme Kante Na Hote
Tho Kitna Achha Hota, Tab
Teeno 1 Sath Bole Ki....,
ey Insan Tujh Me Dusro Ki
“Kamiya”
Dekhne Ki Adat Na Hoti To Tu
Kitna Achha Hota.
1 sweet story:
1 ladke ne marne ke 3 minute pehle 2 msg kiye..
1 GF. Ko and 1 dost ko..
Mein ja raha hu reply fast..
1st reply GF ka aya:
tum kahan ja rahe ho, i m busy bad me milenge. Ye sunkar use bahut dard hua..
2nd msg dost ka aya: abe kamine akele kaha ja
raha hai ruk mein bi ata hu..
Ye padkar wo ladka muskuraya aur bolaaaj phir
pyar dosti se haar gaya.
'EK andhi ladki thi jise sabne thukraya...
siway uske dost ke, wo use bahut like karta tha...
ladki roz kehti thi agar me tumhe dekh sakti
to tumhi se shadi karti 1din kisi ne
us ladki ko aankhen donate ki jab ladki ne
dost ko dekha to wo andha tha
dost ne pucha 'kya tum ab mujhse shadi karogi?
To ladki ne inkar kar diya...
ladka chupke se muskuraya, aur usko 1 letter
dekar uski life se chala gaya..
Usme likha tha."PLZ TAKE CARE OF MY EYES"
Teri yad ne mere dil ko sja rakha hai
tere pyar me sab ko bhula rakha hai
kuch acha nahi legta teri judai ke bad
ek teri yaad ko sine se laga rakha hai
tera milna to ab ek khawab hi lagta hai
najayaj ab kyo dil ko bhula rakha hai
sab kuch lut gya hamara tere pyar me
teri yad ko palko me chupa rakha hai
muqadar se milte hain bichar kya warna
aj bhi tera naam dil me saja rakha hai
najayaj koi nahe basta tere siva ankh me
ek teri tasvir ko dil me chupa rakha hai
Girl: We Are Best Friends, Right?
Boy: Yes, Of Course.
Girl: So Be Honest With Me, Who Do You Like?
Boy: No One. I Love Someone.
Girl: Oh, She Must Be Very Lucky..
Boy: Definitely. I’ve Loved Her,
Ever Since I Met Her.
Girl: Really? Well, Since We’re Best Friends,
I Wanna Meet Her. Go Call Her…
Boy: Oh Okay.
*Boy Takes Out His Phone, Dials Her Number And Phones Her..*
Girl: Wait, Hold On I Think Im Getting A Call.
*Answers The Phone*
Boy: I Love You;)
Garibi. Ke kuchh pal
.
.
Pyaar se bada bana diya paisa ladka roj ki tarha school ja raha tha uski najar ek ladki par padti hai
.
Yaha se ek tarfa pyaar ki pal soru hote hai ladka us ladki ko roj dekhta
.
.
Ek din ladka himat karta hai or ladki se apne pyaar ka eajahr karta hai
Ladki kehti hai tere pas kya hai ladka bolta hai mai apko hames khus rakhuga par ladki fir se bolti hai tere pas kya hai ladka kuchh nhi bolta or chup
.
.
Chala jata hai
.
.
Abhi baki hai kuchh pal
Interested LOVE STORY 1 LADKA
1 LADKi Aik Dusre Se Bahut
MOHABBAT Karte The Bad Qismati Se LADKi Mar Gai Marne K Bad LADKi Ne LADKE
Se Kaha: "Ek WADA Tha Tera
Har WADAY K Peeche Tu Milega Mujhe Har Gali
Har Darwaze K Peeche Par Tu Hi BEWAFA Nikla Ek Tu Hi Na Tha Mere JANAZE K
Peechy ". LADKA BOLA: "Ek WADA Tha Mera Har
WADAY K Peeche, Me Milunga Tujhe Har Gali Har
Darwaze K Peeche, Par Tune mud K Bhi Na Dekha, Ek Or JANAZA Tha,
Tere JANAZE K Peeche..
* Ramesh *
Ek ladka ladki facebook pe mile
kahi kisi
post pe,
Pehle like, fir comment fir chat post pe
baat,
Kabhi hasi
kabhi mazak
kabhi khatti meethi fariyad
fir add as friend
aur confirm friend wo notification
accept ka
wo anjaani si khushi
fir msg me baat
jaan pehchaan aur subah shaam
yaad,
Wo subah good morning kehna aur raato
ko jag jag k good night
kehna
wo din me 10 baar uske msg ka
wait
karna
aur msg padh k akele akele hasna kahani
fir kuch aage badhi
Next page
Teen bachcho wali vidhwa ne
teen
bachcho wale aadmi se shadi kar
li,
.
.
unke bhi teen bachche huye..
.
.
Ek din ghar mein bachchon ki
zabardast ladai hui,
biwi ne husband kophone kiya,
jaldi
ghar aao, tumhare bachche aur
mere
bachche milkar hamare bachchon
ko
maar rahe hain..
yado ko bhulane me kuch waqt
to lgta hai,
aankho ko sulane me kuch waqt to
lgta hai .
kisi shakhs ko bhula dena itna
aasan to nahi hota dil ko samjhane
me kuch waqt to lagta hai .
bhari mahfil me jb koi achanak
yaad aa jaye to fir aansuo ko
chupane me kuch waqt to lagta
hai .
jo shakhs jaan se bhi pyara ho
achanak door ho jaye to .
Dil ko yakeen dila me kuch waqt to
lagta hai
1 LADKA or LADKi
ek Dusre Se Bahut
MOHABBAT Karte The
Bad Qismati Se LADKA Mar Gaya
Marne K Bad LADKE Ne LADKI SeKaha:
“Ek WADA Tha Tera
Har WADE K Piche
Tu Milegi Mujhe Har Gali
Har Darwaze K Piche
Par Tu Hi BEWAFA Nikli
Ek Tu Hi Na Thi Mere JANAZE K Pichy.
LADKI BOLI:
“Ek WADA Tha Mera Har WADE
K Peeche,
Me Milungi Tujhe Har Gali Har Darwaze K Piche,
Par Tune mud K Bhi Na Dekha,
Ek Or JANAZA Tha,
Tere JANAZE K Piche..!