Ek bar ek ladka roj ek ladki ke ghar ke bahar jata or beath jata .ensa 1year tak chalta raha jab ladki ko laga ki ye mere se sachha pyar karta hea to ladki ne puchha tum yanha kyo khade rahte ho. To ladka bola bhan tumhare vai fai me passworld nahi tha to me use estmal karne aata hun.
choti Si Dosti,
Anjaani Mulakaatein;
Pal Bhar Mein Khatam Hote Din,
Khayalon Mein Doobi Lambi Raatein;
Yahin Se Shuru Hota Hai Pyaar, Hai Na..??
`
Anjaan Hai, Anjaan Hi Rahne Do
Kisi Ki Yaado Me Pal Pal Yun Hi Marne Do
Kyoun Badnaam Karte Ho Humara NaamLeke
Ab Toh Iss Naam Ko Benaam Hi Rahne Do
`
Jiski Yaad Me Sare Jahan Ko Bhul Gaye
Suna Hai Aajkal Vo Humara Naam Tak Bhul Gaye
Kasam Khai Thi Jisne Sath Nibhane Ki Yaaro
Aaj Wo Humari Lash Par Aana Bhul Gaye
heart tuching story.....
एक लड़का एक लड़की को बहुत प्यार
करता था.
लड़के ने लड़की को प्रपोज़ किया..
लड़की :- जितनी तेरी एक महीने की कमाई
है,
उतना मेरा हफ्ते का खर्चा है, इसलिए मैँ
तुमसे मोहब्बत
नहीं कर सकती..
फिर भी वो लड़का मन ही मन
उसी लड़की कोचाहता है...
20 साल बाद वो दोनों संयोग से एक मॉल
(दुकान) में मिलते
है,
बातो ही बातो में लड़की ने
कहा मेरा पति आज एक बहुत बड़ी
कंपनी में नौकरी करता है.
उसकी सेलरी एक 80 हजार रुपये
प्रति महिना है.
वो बहुत होशियार है, अब तुम ही बताओ,..
मैंने उस दिन तुम से शादी न कर के कोई
गलती की क्या...?
.
लड़के की आँखे नम हो जाती हैं,...
और उसके बाद दोनों अपने काम के लिए जाने
लगे..
.
थोड़ी देर में लड़की का पति उसे लेने
आया और लङकी के
पति की नजर उस लड़के पर पड़ी और कहा -
सर, आप
यहाँ ?,
बाद में अपनी पत्नी से मिलते हुए
कहा कि :- ये मेरी कंपनी के
मालिक है
और एक साल का 500 करोड़ का टर्नओवर
है,
और सर एक लड़की को चाहते है, इसलिए आज
तक सर ने
शादी नही की...लङकी Emotional
हो गयी यह है
जिन्दगी बस एक पल की मोहताज़
नहीं होती,बस
वक़्त उसे मोहताज बना देता है....
"प्यार को समझे और उसे महत्व दे,
उसे तोले नहीं... क्योकि प्यार अनमोल है"
जो लोग सच्चा प्यार करते है पढने के बाद Like Jrur kro....
@Love.Sp [Ajay]
SAD STORY
Baap ne Bete ki Talasi li,
Jaib se Gutkha, Cigrette,
Katrina kaif ki Tasweer,
oR
Girls ke numbers nikle.
Baap ne Bete ko bahut mara oR kha
kb se ye sb kr rhe ho?
Bete ne rote hu kaha: Baba mene Apki Jacket pahni hui hai...
kuchh batae
har ladka. ladki pyaar kart hai par kehne se dart hai jo apne pyaar ka ejahar kar deta hai wo pyaar nhi apke paise se or jim se pyaar kart hai
.
.
pyaar wo hai jo dil se kiya jata hai par kisi ko jataya nhi jata jo pyaar ko jatat hai wo pyaar nhi karta
.
.
sacha pyaar kisi ke aage nhi girta
pyaar to apni gali khud hi bana leta hai
.
.
pyaar me kabhi dhok nhi mita
pyaar dil se kiya jata hai jo dil se pyaar karta hai wo kabhi dhok nhi khata
Chalo Tum Chor Do Mujh Ko Main Wapis Loot Jata Hoon!♥ ♥ ♥ !♥ ♥ ♥ Tumhain Manzil Mubarak Ho Nai Rahein Mubarak Hoon !♥ ♥ ♥ Magar Phir Ae Mere Humdum Mujhe Itna To Btla Do!♥ ♥ ♥ !♥ ♥ ♥ K Wapis Kiss TarafJoun Kahan Se Sath Lai Thay!♥ ♥ ♥ !♥ ♥♥ Mujhe Itna To Smjha Do Agar Aisa Nahi Mumkin!♥ ♥ ♥ !♥ ♥ ♥ To Mujh Ko Is Trha Toro K Mai Yaksar Bikhar Joun!♥♥ ♥ !♥ ♥ ♥ Bhatakne Se To Behter Hai Tumhary Pass Mar Joun
True love
subah uth ke ankhe kholne se pehle kisi
ka chehra dekhne ki ichha ho vo pyar hai,
mandir me darshan krte waqt kisik
pas khade hone ka ehsas ho vo pyar hai,
pure din ki thakan jiske sath bethne ki
kalpna se hi dur ho jaye vo pyar hai,
sir kisi ki god me rakh k lage ki man
halka ho gya vo pyar hai,
lakh koshish kar k bhi jise nafrat
na kr sake,bhul na sake vo pyar hai,
or
ye padhte waqt jiska chehra nazark samne
aaye to hi aapka pyar hai....
==> A cute love story <==
Boy - kya main tumhe pyara lagta hu
Girl - nahi
Boy - kya tum mere saat rehna chahti ho
Girl - nahi
Boy - Augar main mrr gya to tum rougi
Girl - nahi
Ladka bahut udaas ho gya usey bahut dukh huaa aur wo rone laga
Ladki - ne usey apne kareeb kiya Aur kaha tum pyare nahi Balki bahut khubsurat ho
Main tumhare shaat rehna nahi balki jeena chahti hun
Agar tumhe kuch ho gya to main roungi nahi mrr jaungi..
kabhi ajao tum pal bhar ko
mujhe tum se baten krni hai
kuch ghum k geet sunane hai
kuch raaz hai jo btlany hai
kuch dil ko yaar behlana hai
kuch zakhm hai jo dikhlaney hai
kuch dil se yaden dhoni hai
kuch naaty naye bnany hai
jo shair likhy hai teri furqat main
kuch shair tumhaen wo sunany hai
kuch dard sunany hai dil k
kuch pyar ki baten krni hai
kabhi ajao tum pal bhar ko
mujhe tum se baten krni hai
Anokhi love story:Ek ladka ek ladki ko boht pyar karta tha bo ladki love later me ladke ko sad love storyes likhti thi ek din ladki ne later likhne band kar diye. ladke ne ladki ki yaad me leter likhne shuru kr diye ta k ladki ki yaad na sataye
Boy : I Love you..
Pehli Nazar mein Hi
Tumhara Aashiq Ban Gaya Hu.. Do
U Love me..?
Girl : Hmmmm Main Tumhe
Ek Sawal Puchti Hu
Agar Tum Jeet Gaye To Mai Tumhe
Jawab De Dungi....?
Lakda"Muskurata Hai Aur Chup
Chap Jaane Lagta Hai..
Girl : Kya Hua Jawab Nai
Chahiye..
Ladka : (Palat Kar Kehta Hai) Mujhe
Tumhara Pyar Chahiye.. Jeet mein
mila Hua Inaam Nahi......!
Ek Budhe Aadmi Ne Socha Ki Meri
Biwi Ko Shayad Sun Na Kam Ho
Gaya Hai
So Check Karne Ke Liye Ek Din Uske
Piche Gaya Aur Bola
Buddha:"Janu, Kya Tum Mujhe Sun
RahiHo?"
Koi Jawab Nahi Aya,
Vo Thoda Sa Aur Aage Gaya Aur Fir
Bola
Buddha: "Janu, Kya Tum Mujhe Sun
Rahi Ho?"
Is Bar Bhi Koi Jawab Nahi Aya,
Vo Bilkul Uske Kareeb Chala Gaya
Aur Bola
Buddha: "Janu, Kya Tum Mujhe Sun
Rahi Ho?"
Budhi Chillate Hue: “bhootni Ke, Ye
Teesri Baar Haan Bol
The 1st ever status on Emptiness :)
Chk it out..Hope u all will like it ♥
~Nrip~
Kuch To Baat Humse Ki Hoti
To Ye Zindagi Aisi Nhi Hoti
Kehte Ho K Umeed Thi Tumhe Humse
Sach Hai Ye To Iski Umar Itni Kam Nhi Hoti
Ek Baar Humse Shikayat Agar Karte Tum To
Hum Ne Khud Me Tabdiliya Bhi Ki Hoti
Yuh Jo Saare Rah Badnaam Kr Rhe Ho Hame
Ek Baar Mere Es Dil Ki Bhi Sun Li Hoti
Hum Ne Utara Tha Tumhe Apni Ruh Me Ae Sanam
Kaash Ye Baat Tmne Hamari Aankho Me Dekh Li Hoti.
Dooriyon se farak nahi padta,
Baat to ddilon ke nazdikiyon se hoti hai,
Dosti aap jaise kuch khaas logon se hoti hai,
Warna mulaqat to na jaane roz kitne logon se hoti hai…
Girl: We Are Best Friends, Right?
Boy: Yes, Of Course.
Girl: So Be Honest With Me, Who Do You Like?
Boy: No One. I Love Someone.
Girl: Oh, She Must Be Very Lucky..
Boy: Definitely. I’ve Loved Her,
Ever Since I Met Her.
Girl: Really? Well, Since We’re Best Friends,
I Wanna Meet Her. Go Call Her…
Boy: Oh Okay.
*Boy Takes Out His Phone, Dials Her Number And Phones Her..*
Girl: Wait, Hold On I Think Im Getting A Call.
*Answers The Phone*
Boy: I Love You;)
Ek ldki thi aur ldka tha ek duje se bhut pyr krte the zndgi bhar sath rahne ki kasme khai. aisa mod aya.ladki ne apno ke kahne par sastri se hath dikhya kundli me mera naam aya sabko pata chala ki hum dono ka rista h.sastri ne dosh dur karne ke liye upay btaya usne upay majak samajhkar kar liya aur dosh dur ho gya.uski zndgi se hmesha ke liye me dur ho gya mai dosh tha.ae khuda tumse puchta hu ki kya sacha pyr dosh h.maine suna tha sachhe pyr me khuda bhi sath deta h.aaj v intjar h
2-dono me fir pyaar badha
pyaar me izhaar hua
izhar ka iqraar hua
sab kuch achha chal rha tha
dono khush the, Ladki k kai aur frnd the,
Kisi ne ladki ko kaha k wo ladka
bura
hai
ladki ko trust nahi hua
aur fir bhi ladke se pyar karne lagi par
us din k baad ladki k man me
shak
janam le chuka tha
Next page
HEART TOUCHING STORY.
Ek Larki Janaza Dekh Kar.,
{Muskurany Lagi}
To.
Ek Buzurg Ne Kaha
Beti Jawan Mout Par Nahi Muskurate..??
Larki Ansu Ponch Kar Boli
Baba.
KYA KARU WADA KIYA THA
JAB BHI MILENGAY MUSKURA KAR MILENGAY.
BOY: Kya me tmhe pyara lgta hun?
GIRL . Nhi
BOY. kya tm mere 7 rhna chahti ho?
GIRL. Nhi
BOY. Agr me mar jaon to tm ro gi?
GIRL. Nhi
Larka bht udas ho gaya use bht dukh huwa or wo rone lga
Larki ne use apne qarib kiya Or kaha
Tm Pyare nhi bht Khubsurat ho
Me tmhare 7 rhna nhi blke Jeena chahti hun
Agr tmhe kch ho gya to me roun gi Nhi MAR jaon gi.!
What A Great msg for the All LOVER’s .