Log Kahte Hain
Dhokha Dena To Dushmano Ka Kaam Hai
Sirf Dost Hi Asa Hain Jo
Dhokha Nahi Dete
Lekin Main Samajhti Hoon
Dhokha Khana Hamari Niyati Ban Chuki Hai
Chahe Vo Dushmano Ne Diye Ho Ya Dosto Ne
Dhokha Dono Hi Dete Hain
Dosto Aur Dushmano Me Farq Bas Itna Hi Hai
Dushman Har Baat Pe Dohkha Dete Hain
Par Log Kahte Haindost Achche Hote Hain
Isiliye Vo Sirf Vaqt Par Hi Dhokha Dete Hain
Unke Bewafai Pe Wafa Ab Hum Karenge,
Yaad Ko Unki Dil Se Juda Ab Hum Karenge.
Itna Chaha Fir Bhi Yakeen Nahi Usko,
Aisi Zindagi Jee Kar Ab Hum Kya Karenge.
Bewafai Teri Hum Kabhi Maaf Na Ker Payenge,
Mar Jayenge Per Laut Ker Na Teri Mehfil Mein
Ayenge,
Kayamat Ka Ab Hai Humko Intezaar,
Dard-E-Bewafai Tu Bhi Chakh Leh Ek Baar,
Phir Tujhe Hum Milne Zaroor Ek Baar Ayenge,
Sukoon Mile Ga Dil Ko To Laut Jayenge,
Per Dua Teri Khush-Haali Ki Hum Kiya Kerte Hai,
Kya Kare Tujhe Aaj Bhi Pyar Kerte Hai,
Kya Kare Tujhe Aaj Bhi Pyar Kerte Hai.
Dil Ke Kareeb Aa Kar Jab Wo Door Ho Gaye
Saarey Haseen Khuwab Mere Choor Ho Gaye
Hum Ne Wafa Nibhai To Badnamiyan Milien
Wo Ho K Bewafa B Mashhoor Ho Gaye
Pathar Ki Yeh Duniya Jazbaat Nahi Samajhti,
Dil Me Hai Jo Woh Baat Nahi Samajhti,
Tanha Toh Chand Bhi Hai Sitaron Ke Beech,
Magar Chand Ka Dard Bewafa Raat Nahi Samajhti.
Salook Usne Mujhse Kisi Cigrate Jaisa Kiya,
Pehle Jalaya Phir Piyaa Paon Rakha Aur Bujha Diya,
Bas Talab Thi Meri Kuchh Waqt Ke Liye,
Pehle Lagaya Hothon Se Aor Phir Dhuwen Ko Udda Diya..!!!
रंगे है हाथ मेरे, मेरे ही खून से,
कर गया क़त्ल अपना ही जूनून में.
बेवफाई के पत्थरों ने जख्मी किया,
रहना चाहता था वफ़ा के संग सुकून से,
जान से भी ज्यादा प्यार है जिनसे मुझे,
वो अब रहते हैं प्यासे मेरे खून के.
कातिलों की बस्ती में आ गया खुद ही,
क्या कर गया मैं इश्क़ की धुन में.
अपने खून से माँग भरने की ख्वाहिश थी जिनकी,
देख लेना एक दिन नहायेंगे वो मेरे खून में.
टूटे हुए दिल ने भी उसके लिए दुआ मांगी,
मेरी साँसों ने हर पल उसकी ख़ुशी मांगी..
न जाने कैसी दिल्लगी थी उस बेवफा से,
के मैंने आखिरी ख्वाहिश में भी उसकी वफ़ा मांगी….
Aaj Wo Humse Kuch Khafa Lagte Hai,
Khafa Hokar Kitne Pyare Humare Humnawa Lagte Hai,
Bas Kya Kahe Aur Hum Unke Bare Mein,
Wo Kabhi Khuda To Kabhi Bewafa Lagte Hai.
Ek Pal Bhi Dekhna Hame Gawara Nahi Use,
Zara Bhi Ehsaas Hamara Raha Nahi Use,
Wo Sahil Se Dekhta Raha Doobna Mera,
Hum Bhi Doobte Rahe Par Pukaara Nahi Use.