• Categories
  • Bewafa Shayari SMS   949
  • Uski Yaad Mein Hum Saaloon Tak Rote Rahe, Bewafa Woh Nikale Badnaam Hum Hote Rahe, Pyar Mein Madhoshi Ka Aalam Toh Dekhiye, Dhool Chehre Pe Thi Hum Aaina Saaf Karte Rahe.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • hum uski yaad mai barso rote rahe Bewafa wo nikle badnam hum hote rahe.. pyar me madhoshi ka aalam to dekhiye, dhul chehre pe thi aur hum aaina dhote rahe..ii
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Aahsiq Ke Dil Mein Khuda Ka Noor Hota H, Ho Ke Barbad Aashiq Mashur Hota H, Tera Bichadna Dard De Gaya Lekin, Hota Wahi H, Jo Khuda Ko Manjur Hota H.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • @@ gumnaam shayari@@ Har dua meri tere naam hoyi Har sza teri mere naam hoyi Bewfa ne aisa julm kita Mohbbat v meri badnaam hoyi ...Har jakham tera, dil sahnda gya Dukh kalam de rahi kahnda gya Likhi yaad teri vich sajna jo , Oh shayari v gumnaam hoyi Inj wfa meri badnaam hoyi....
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Kuch Raat Ki Ankhein Bhegi Thi, Or Chand Bhi Rutha Rutha Tha, Kuch Yadein Uski Baki Thi, Or Dil Bhi Tuta Tuta Tha, Kis Mod Pe Bichde Yaad Nahi, Honton Pe Koi Faryad Nahi, Us Wadde Ki Bhi Khabar Nahi, Woh Sacha Tha Ya Jhuta Tha, Har Lamha Aahein Bharte Hai, Bus Ek Hi Dua Karte Hai, Aye Kash Woh Wapis Aajaye. Aye Kash Woh Wapis Aajaye.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Humein Bhi Pyar Karne Ka Khayal Aaya, Jab Bhi Yeh Khayal Aya Khud Ko Akela Paya, Dhoonte Rahe Is Duniya Mein Humsafar, Kisi Ko Dhoke Baaz To Kisi Ko Bewafa Paya.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Meri koi khata to Saabit kar, Jo Buri hun to Bura Saabit kar, Tujhe chaha hai kitna tu kya jane, Chal main Bewafa hi sahi, Tu Apni Wafa Saabit kar..!!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • ज़ख्म खाना तो अपनी आदत है मुस्कुराना तो अपनी आदत है रोशनी हो या घुप अंधेरा दिल जलाना तो अपनी आदत है। swee2
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS