Uska Vaada V Bda Ajeeb Tha
K Jindgi Bhar Sath Nibhayenge.....
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
,
.
.
,
.
Hum B Pagal The Ye V Naa
Pucha Ki Mohhabat K Sath
Ya Bewafaai K Sath....!
Usne Gham Deke Bataya Meri Kismat Kya Hai,
Mein Bhi Gam Kha Ke Bata Du Mohabbat Kya Hai,
Zamana Kyu Pareshan Hai Meri Tanhai Par,
Itni Gehrayi Mein Jane Ki Jarrurat Kya Hai.
Kraye H Hijar Ke Lamhat Usse Keh Dena,
Bikhar Rahi H Meri Jaat Usse Keh Dena,
Hawa-E-Mausam-E-Gam Uske Sehar Jaye To,
Mere Dhuko Ki Koi Baat Usse Keh Dena.
मैं रहा ना मैं तुम रहे न तुम,
क्यूँ हुए अलग गर बेवफ़ा नहीं हम.
है रीत वही, है हर मौसम भी वही ,
क्यूँ रहे ना वो लोग ना रहे वो सनम .
मैं हो रहा बर्बाद ये तकदीर मेरी है,
तू मुझे ना सोचना तुझको मेरी कसम.
लैला मजनूं, हीर राँझा नसीब की बातें हैं,
तुझे मिली डोली मुझे मिला जाम,
मयखाने में आ गए हम, ऐ साकी,
वो मेय पिला वफ़ा हो जिसका नाम.
Hum Nay Kab Tum Say Milnay Ka Irada Chaha
Door Reh Kar Tumhe Or Bhi Ziada Chaha
Bohot Shidaat Say Aayi Yaad Tumhari
Jab Jab Tumhay Bholnay Ka Irada Chaha……!!
Koi Kar Le Tujhe Kitna Bhi Pyar,
Lekin Un Sab Ke Pyar Se Mera Pyar Saccha Hoga,
Agar Yakeen Na Aaye To Dekh Lena Khidki Se,
Teri Baarat Se Accha Mera Zanaza Hoga.
Wo Pyaar Mein Hamara Imtehan Kya Legi,
Milegi Najar Se Najare To Najar Zukha Legi,
Use Meri Mayyat Pe Diya Jalane Ko Na Kehna,
Wo Nadan Hai Dosto Apne Haath Jaala Legi.
Bewafa Nahi Hai Woh Yeh Manta Hun Main,
Woh Bhi Chahte Hain Hamein Yeh Jaanta Hun Main,
Magar Itna Bhi Toh Yaaron Nadan Nahi Hun Main,
Unki Badli Huyi Najrein Toh Pahchanta Hun Main…
Kisi Aur Ki Baahon Me Rehkar..
Wo Humse Wafa Ki Baaten Karte
Hain..
Ye Kaisi Chaahat Hai Yaaro..
Wo Bewafa Hai Jankar Bhi Hum
Unhi Se Pyar Karte Hain..!
Chahte The Jinhe Unke Dil Badal Gaye,
Samundar To Wohi The Par Sahil Badal Gaye,
Qatal Aisa Hua Kissto Mein Main Mera,
Kabhi Badle Khanjar To Kabhi Qaatil Badal Gaye.
Waadon par kisi ke ab aitabaar na karenge...
Mar jaayenge par kisi se pyar na karenge...
saari umar chaahe akele kaatni pade...
In raahon par kisi ka ab intezaar na karenge...
Uska Khayal Ab Na Mere Dil Me Ayega,
Wo Bhi To Kuch Dino Me Mujhe Bhool Jayega,
Royega Wo Karke Yaad Meri Wafaon Ko,
Wo Shaqs Jab Kisi Aur Se Dil Lagayega.
Mujhe Chal Diye Maut Ke Bhawar Mein Chodkar,
Dekhe Jaa Rahe Hai Dil Ko Todkar,
Sangdil Sanam Hume Mila Kaha Se Kya Gila,
Lo Hum Chal Diye Tumhari Duniya Chodkar.
Wo Mujh Se Puch Raha Tha Batao Kaisa Laga,
Tum Agle Zakham Ko Chodo Ye Ghao Kaisa Laga,
Ajab Sawal Kiya Andhiyon Ne Paathon Se,
Shajar Se Toote Kar Girna Batao Kaisa Laga.
Muraadon Ki Manzil Ke Sapnon Main Khoye
Mohabbat Ki Raahon Pe Ham Chal Pade The
Zara Dur Chal Ke Jab Aankhen Khuli To
Kadi Dhup Main Ham Akele Khade The