• Categories
  • Bewafa Shayari SMS   949
  • Barbad Kar Gaye Wo Zindagi Pyar K Naam Se, Bewafai Mili Sirf Wafa K Naam Se, Zakhm He Zakham Diye Us Ne Dawa K Naam Se, Asman Bhi Ro Para Meri Muhabat K Anjam Se…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • मेरी वफ़ा की कदर ना की, अपनी पसंद पे तो ऐतबार किया होता, सुना है वो उसकी भी ना हुई, मुझे छोड दिया था उसे तो अपना लिया होता|
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Dil Ko Manana Aggar Hota Aaasaaan Na Karta Kisi Ko Yoon Ye Pareshaan Tanha Na Rahta Bhari Mehfil Main Na Hoti Woh Halat Jo Ho Na Bayaan….
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Bohat Naaz Tha Us Ki Wafa Pe Kabhi Hum Ko, Mujh Ko He Meri Nazron Mein Gira Diya Usne, Kisi Ko Yaad Karna To Us Ki Fitrat Mein Shamil Nahi, Hawa Ka Jhonka Samjh Kar Bhula Diya Usne .
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Barbad Kar Gaye Wo Zindagi Pyar Ke Naam Se, Bewafai Mili Unke Paigam Se, Zakhm Hi Zakhm Diya Dua Ke Naam Se, Dushman Bhi Ro Pada Meri Mohabbat Ke Anjam Se.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Tujhe Chaha To Kya Khata Ki Hamne, Ek Tere Liye Duniya Bhula Di Hamne, Tu Phir Bhi Rakhti Hai Shikayat Ham Se, Sajdon Main Tujhe Pane Ki Duaa Ki Hamne, Jab Se Mila Tumhara Sath Hame, Tabse Har Tamanna Mita Di Hamne, Ek Aadat Ho Gai Tumhe Yaad Karne Ki, Tere Liye To Apni Hasti Tak Ganwa Di Ham Ne..!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Woh bewafa hamara imtihan kya legi, Jab milegi to nazar jhuka legi, Use meri kabar par diya jalane ko mat kehna, Nadaan hai apna haath jala legi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Hum To Tere Dil Ki Mehfil Sajane Aaye They, Teri Kasam Tujhe Apna Ham Banane Aaye They, Kis Baat Ki Saza Di Tune Ham Ko Aye Sanam, Bewafa Hum To Tere Dard Ko Apnane Aaye They.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Kisi ke pyaar me nahi, kisi ke gum me peeta hu main... Jab jab usse bhulana chahu, tab tab kuch likhta hu main... uski khushi se badkar kuch bhi nahi hai mere liye... aur bas ussi ke liye jeeta hu main... Kisi ka aashiq nahi yaaron, bas 1 diljala hu main...
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Kaam Na Aa Saki Unki Wafa To Kya Kare, Bewafa Sanam Ko Bhul Na Jaye To Kya Kare, Dil Kehta Raha Ki Unko Bhula Kar Hi Dekh Lo, Par Baar-Baar Yaad Wo Jo Aaye To Kya Kare.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • "उस मासूम शराब की मोहब्बत भी क्या खूब थी। जालिम एक बार लबो पर लगी तो फिर कभी उसने बेवफाई न की।"
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Gamo Ki Barsat Samete Baitha Hu, Kisi Bewafa Se FAREB Khaye Baitha Hu, Jane Kab Dega Uparwala Maut Mujhe, Khuda Ke Bharose Aas Lagaye Baitha Hu
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Bewafai Unhone Ki, Saja Hume Mili, Pyar Humne Kiya, Gunah Unse Hua, Chot Usse Lagi To Dard Mujhe Hua, Jhkam To Uske Bhar Gye, Par Nissan Mere Baaki Reh Gaye.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Zindagi Se Poocho Ye Kia Chahti Hai Bus Ek Teri Wafa Chahti Hai Kitni Masoom Or Nadan Hai Zindagi Khud Bewafa Hai Or Wafa Chahati Hai
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • ab Bhi Teri Yad Ati Hai Mujhko Khon Ke Anson Rolati Hai Mujhko Tera Kya Hai, Daga Dena Pesha Hai Aurat “Bewafai” Yad Delati Hai Mujhko
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Tumse Pyar Karne Wale Zamane Mein Kam Na Honge, Magar Hum Se Wafa Karne Wale Mehfil Mein Nahi Honge, Tum Hasi Ho Chahenge Tumhe Sabhi, Magar Pyar Mein Mit Jane Wale Nahi Honge.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Har Pal Gamo Ki Yaad Mein Jalti Hai Zindagi, Bas Mom Ki Tarah Se Pighalti Hai Zindagi, Kya Raaz Hai Ye Ishq Hua Hai Jabse, Barbadiyo Ki Raah Pe Chalti He Zindagi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS