• Categories
  • Bewafa Shayari SMS   949
  • ज़ख्म खाना तो अपनी आदत है मुस्कुराना तो अपनी आदत है रोशनी हो या घुप अंधेरा दिल जलाना तो अपनी आदत है। swee2
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Nazrein Meri Kahi Thak Na Jaaye, Bewafa Tera Intezaar Karte Karte, Yeh Jaan Yun Hi Nikal Na Jaaye, Tum Se Ishq Ka Izhaar Karte Karte.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Kyu Mere Dil Ke Tukde Kar Diye, Kyu Meri Aansuo Ko Muskaan Se Bhar Diya, Gunah Kya Tha Mera Bas Chahna Tumhe, Kyu Meri Zindagi Ko Tumne Dard Se Bhar Diya.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • bewafa dil ki rahon me na bhatke hote, sisse se najuk dil ko sine me chhupa ke rkhte, agr hum karte unse bewafai, to aaj iss kabr me na lete hote...iii
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • मैं जानता हूँ ,ये शराब मेरी जान लेती हैँ । कमब्कत ,उस बेवफा से तो अच्छा है जो मुझे अब भी बदनाम करती हैं।
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Kabhi Abad Karta Tha Kabhi Barbaad Karta Tha, Sitam Woh Roj Ek Naya Izaad Karta Tha, Zamana Ho Gaya Lekin Khabar Lene Nahi Aaya, Jo Panchi Roj Mere Naam Par Azaad Karta Tha.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Bewafa Tum Nahi Bewafa Hum Nahi Bewafa Tou Yeh Zamana Hai Wafa Ka Daman Na Chorna Tum Abhi To Zindagi Ne B Azmana Hai Duniya Ki Bato Nai Na Ana Tum Is Ka Kam Hi Dil Jalana Hai Sub Jante Hai Ye Log Ke Teri Meri Muhabbat Ka Qisa Purana Hai Jo Khuwab Duniya Cheen Le In Khawbo Ko Nahi Apna Hai Jo Hum Tum Ne Wada Tha Kiya Use Ta_Qiyamat Nibhana Hai
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Apne khwabo ki tabir ki khatir Meri chhota sa sansar kyon ujar dala Yad kar wo din ek isara par maine Bhari mahfil main tujhe apni dulhan bana dala Par thodi si gurbat ko dekh kar tum ne Mujhe beijjat aur badnam kar dala Maine hamesha tujhe pyar kiya hai Par tune khun ke aansu rula dala Tumhe rutha hua mahboob samjha tha main Par tune mujh se bewafai kar dala.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Khuda Ne Kaash Mohabbat Banayi Na Hoti, Toh Aaj Iss Tarah Hamare Pyar Ki Ruswayi Na Hoti, Kaash Unke Dil Mein Zara Si Jo Wafa Hoti, To Iss Tarah Mere Sath Aaj Bewafai Na Hoti.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Kash Tum Bhi Koi Aisa Kaam Kar Do, Meri Har Hasrat Har Arzoo Ko Faana Kar Do, Ya To Tum Bhi Seekh Lo Wafao Ko, Ya To Mujhe Bhi Apni Tarah Bewafa Kar Do.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Aaj Phir Aaina Poochta Hai, Ke Teri Aankhon Mein Nami Kyon Hai Jiski Chahat Mein Khud Ko Bhula Diya, Uski Chahat Mein Kami Kyon Hai
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Ek dard thi unki aankhon me mere bagair, ek aah thi unki jubaan me mere bagair. Ro rahe the mere intezaar me wo is kadar, k ek khoyi si junoon thi unki awaaj me mere bagair…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Jane Kyu Wo Hame Kuch Aisi Nishani De Gaye, Dohra Na Sake Wo Hame Aisi Kahani De Gaye, Hum To Reh Gaye Yuhi Pyase Par, Woh Hamari Aankho Ko Bahut Sari Name De Gaye.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Jism Ki Chah Mein Deewane Badnam Hote H, Jism Ki Rah Mein Deewane Nakam Hote H, Jin Pe Lutadi Jindagi Aaj Wahi Log, Mere Sar Pe Bewafai Ka Iljam Dete H.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Uski Aankhoon Mein Wafa Dekhi Thi, Mehakti Phooloon Ki Ada Dekhi Thi, Yeh Na Socha Tha Woh Bewafa Hoga, Usmein Toh Chahat Ki Inteha Dekhi Thi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Mohabbat Se Mohabbat Na Mili, To Pyaar Ne Doosra Rasta Dhoonda, Dil Se Dil Na Mile,Tou Kya Howa Yaar Ne Kisi Aur Ka Pyaar Dhoonda.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Woh To Apne Dard Ro-Ro Ke Sunate Rahe, Humari Tanhayion Se Ankh Churate Rahe, Aur Hume Bewafa Ka Naam Mila, Kyunki, Hum Har Dard Muskura Kar Chipate Rahe.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS