Toote Hue Pyaale Mein Jaam Nahi Aata,
Ishq Mein Mareej Ko Aaraam Nahi Aata,
Ae Bewafa Dil Todne Se Pehle Ye Soch Liya Hota,
Ki Toota Hua Dil Kisi Ke Kaam Nahi Aata.
Aaj Jhi Bharkar Hum Par Hans Lo Beraham,
Fir Tujhe Milne Waale Hain Mere Gham Sabhi,
Teri Bewafayi Ka Charcha Charon Dishaon Main Hai,
Mujhe Diye Jakhmon Ka Hisaab Chukana Hai Kabhi Na Kabhi….
Sab Kuch Mila Bas Ek Khudai Ke Siwa
Zindagi Bohat Pasand Aayi Ruswayi Ke Siwa,
Meri Chahat Ka Ehsaas Bhi Na Hoga Use,
Uski Har Adaa Pasand Aayi Bewafayi Ke Siwa.
मुद्दत से तमन्ना हुई अफसाना न मिला ……
हम खोजते रहे मगर ठिकाना न मिला …………..
लो आज फिर चली गई जिंदगी नजरो के सामने से ……
और उसे कोई रुकने का बहाना न मिला
Us bewafa ne mujhe pyar karke bhi chhod diya,
mujhe akela kar tanhaiyon se naata mera jod diya,
jab aai mout apni to usse raha na gaya,
aaya vo laas par meri or mujhe bina jalaye hi chhod diya
Aaina Dekh Ke Kya Se Kya Ho Gaya,
Joh Wafa Tha Kabhi Bewafa Ho Gaya,
Tere Dil Ke Shahar Mein, Naa Apna Koi,
Pyaas Joh Dikh Gayi, Dariya Ho Gaya,
Dushmano Se Mile, Kuch Baat Ban Gayi,
Dost Kam Khush Huye, Aur Khafa Ho Gaya,
Ah Meri Zindagi, Ab Mere Saath Chal,
Mout Kya Dikh Gayi, Kya Nasha Ho Gaya…
Barbaad Kar Gaye Wo Zindagi Pyar Ke Naam Se,
Bewafai Mili Sirf Wafa Ke Naam Se,
Zakhm Hi Zakham Diye Us Ne Dawa Ke Naam Se,
Asman Bhi Ro Pada Meri Mohabbat Ke Anjam Se.
में खफा नहीं हूँ जरा उसे बता देना
आता जाता रहे यहाँ इतना समझा देना !
में उसके गम में शरीक हूँ
पर मेरा गम न उसे बता देना,
जिन्दगी कागज की किश्ती सही,
शक में न बहा देना !
Badhe Bedard Duniya Hai Ye Sare Jamane Wae,
Ye Hote Hai Bas Iljaam Lagane Wale,
Apni Tokar Mein Rakhe Ha Hamane Ai.
Wafa Ki Raah Mein Sath Nibhane Wal.
Barbad Kar Gaye Wo Zindagi Pyar Ke Naam Se,
Bewafai Mili Unke Paigam Se,
Zakhm Hi Zakhm Diya Dua Ke Naam Se,
Dushman Bhi Ro Pada Meri Mohabbat Ke Anjam Se.
“TUJHE” Bhool Jane Ka “HOSLA” Na Hoga,
“DOOR” Reh Kar Bhi Tu “JUDDA” Na Hoga
“TUJHSE” Mill Kar “KISI” Or Se Kiya Milna,
“KOI” Tere “JAISA” Na Hai, Na Hoga.