Barbaad Kar Gaye Wo Zindagi Pyar Ke Naam Se,
Bewafai Mili Sirf Wafa Ke Naam Se,
Zakhm Hi Zakham Diye Us Ne Dawa Ke Naam Se,
Asman Bhi Ro Pada Meri Mohabbat Ke Anjam Se.
Bhula Ke Mujhko Agar Tum Ho Salamat,
To Bhula Ke Tujhko Sambhlna Mujhe Bhi Aata Hai,
Nahi Hai Meri Fitrat Main Ye Aadat,
Warna Teri Tarha Badalna Mujhe Bhi Aata Hai.
“TUJHE” Bhool Jane Ka “HOSLA” Na Hoga,
“DOOR” Reh Kar Bhi Tu “JUDDA” Na Hoga
“TUJHSE” Mill Kar “KISI” Or Se Kiya Milna,
“KOI” Tere “JAISA” Na Hai, Na Hoga.
Baad Marne K Mere Tum Jo Kahani Likhna,
Kaise Barbaad Hui Meri Jawani Likhna,
Yeh Bhi Likhna K Mere Honth Hansi Ko Tarse,
Umer Bhar Ankh Se Behta Raha Pani Likhna.
Tumhe’n Chahne Ki Saza Hamne Paayi,
Tumse Dil Lagane Ki Daga Hamne Khayi,
Agar Karni Thi Humse Yun Hi Bewafai,
To Fir Kyun Iss Dil Mein Apni Jagah Banayi.
Barbad Kar Gaye Wo Zindagi Pyar k Naam Se
Bewafai Mili Sirf Wafa k Naam Se
Zakhm He Zakham Diye us ne Dawa k Naam Se
Asman Bhi Ro Para Meri Muhabat k Anjam Se
Wo shayri hi kya jisme dard na ho,
Aur dard bina mohabbat ke kabhi milta nahi...
Wo prem kahani hi kya jo poori ho jaaye,
Bina adhuri kahani ke itihaas kabhi banta nahi...
Agar na marte laila-majnu, heer-ranjha to kya,
Hum ek naya itihaas banayenge...
Na ki ho jisne mohabbat kabhi,
Mere dil ki baat wo samajh sakta nahi...
Mila Ke Nazar, Nazar Loot Lenge,
Yeh Bewafa Jalwe Jigar Loot Lenge,
Hasino Pe Hargiz Bharosa Mat Karna Dost,
Maa Kasam Ghar Ke Sukoon-E-Chain Loot Lenge.
betaab tha dil unse dubara milne ke liye,
apne pyar ka izhaar karne ke liye,
unki khoobsoorati pe marna tha humko dubara,
par dil rota hi rehgaya humari yaadon ki tarha...
Khan
♥ ♥ Palko Mai Aansu Aur Dil mai Dard Soya hai
Hasne Walo ko kya Pata Rone wala kis kadar Roya hai
Ye To Bas Wohi Jan Sakta hai Meri Tanhai Ka Alam
jisne Zindgi mai kisi ko Pane se Pehle khoya hai ♥ ♥
टूटे हुए दिल ने भी उसके लिए दुआ मांगी,
मेरी साँसों ने हर पल उसकी ख़ुशी मांगी..
न जाने कैसी दिल्लगी थी उस बेवफा से,
के मैंने आखिरी ख्वाहिश में भी उसकी वफ़ा मांगी….
Mat Puch Mere Sabar Ki Inteha Kaha Tak Hai,
Tu Sitam Kar Teri Takat Jaha Tak Hai,
Mujhe Meri Wafa Ki Ummid Puri Hai,
Mujhe To Ye Dekhna Hai Ki Tu Bewafa Kaha Tak Hai.
Phir le aaya dil majboor kya keeje
Raas na aaya rehna door kya keeje
Dil keh raha use maqammal karbhi aao
Wo jo adhoori si baat baaki hai
Wo jo adhoori si baat baaki hai
Baheti hui naadi mein unka peaas hain
jalti hui shama mein unki gharmi ka ehesaas hain
kisi aur ke saath ghar basa liya humne
seene mein basi wahi bewafa pyar ka zeher ki raas hain
Log Puchte Hai, Kyun Surkh Hai Tumhari Aankhein,
Hans Ke Keh Deta Hoon, Raat Ko So Na Saaka,
Laakh Chahon Phir Bhi, Ye Keh Na Sakun,
Raat Ko Rone Ki Hasrat Thi, Magar Ro Na Saka.