Apni Tanhai Ko Ghazalo Mein Chipata Raha Hu Mein,
Apne Har Dard Ko Ek Geet Banata Raha Hu Mein,
Teri Chahat Mein Mere Mehboob Dekh Lo,
Mar-Mar Ke Jami Par Aata Raha Hu Mein.
Rehte Hain Hum Door To Kya Hua, Hum Juda To Nahi,
Baat Nahi Ker Sakte To Kya Hua, Hum Khafa To Nahi,
Na Milna Hamari Majboori Hai, Hum Khafa To Nahi,
Kuch Bhi Samjho Tum, Par Hum Bewafa To Nahi.
Begano Se Pyar Ki Gunjaish Nahi Hoti,
Maut Ke Baad Baaki Koi Khawish Nahi Hoti,
Shayd Koi Pyar Bhara Dil Toota Hoga Warna,
Itni Tej Dhoop Mein Kabhi Barish Nahi Hoti.
Mohabbat Mein Pyar Ko Azmaya Nahi Karte,
Jo Jal Rahe H Mohabbat Mein Unhe Aur Jalaya Nahi Karte,
Wadda Kiya H To Wadda Nibhana Sikho,
Iss Kadar Tod Ke Wadda Kabhi Jaya Nahi Karte.
Kaash Aisa Ho Ki Unse Mila De Koi,
Ya Wo Kaise H Hume Itna Bata De Koi,
Ek Muddat Se Sukhi H Palke Merin,
Bas Aaj Bahoo Mein Bhar Le,
Aur Jee Bhar Ke Rula De Koi
Dil Ke Khareed Daar Toh Hazaar Mil Jayenge,
Dhokha Dene Wale Aapko Hazaar Mil Jayenge,
Hum Jaisa Dost Na Mil Payega Aapko,
Bewafa Yaar Toh Beshumaar Mil Jayenge.
Naam Likh Ke Uss Ne Mera Mitaya Hoga,
Soo Baar Usko Meri Yaadon Ne Rulaya Hoga,
Uss Ke Chehre Pe Mera Naam Likha Hai Yaaro,
Uss Ne Kis Kis Se Ye Mera Naam Chupaya Hoga.
Hume Bhi Na Pyar Karne Ka Khayal Aaya,
Jab Bhi Yeh Khayal Aaya Khud Ko Akela Paya,
Dhoondte Rahe Is Duniya Main Humsafar,
Kisi Ko Dhoke Baaz, Kisi Ko Bewafa Hi Paya.
Ek Tum Keh Dil Mein Dard Kisi Ghair Keh Liye
Ek Hum Keh Dard Ban Gayae Khud Aap Keh Liye
Hum Apnae Aashiyanae Mein Teray Muntazir
Tum Tinkay Chun Rahae Thae Kisi Ghair Keh Liye
Barbad Kar Gaye Wo Zindagi Pyar Ke Naam Se,
Bewafai Mili Unke Paigam Se,
Zakhm Hi Zakhm Diya Dua Ke Naam Se,
Dushman Bhi Ro Pada Meri Mohabbat Ke Anjam Se.
Na Jane Iss Pyar Ka Hoga Kya Anjaam,
Milega Kya Mujhko Dil Lagane Ka Inaam,
Chod Diya Maine Chardiwari Mein Saans Lena,
Phirta Hu Ab Galiyo Galiyo Mein Me Hokar Badnaam.
सब कुछ है मेरे पास बस दिल
की दवा नहीं;
दूर वो मुझसे है पर मैं उस से खफा नहीं;
मालूम है अब भी प्यार करता हैं
वो मुझसे;
वो थोडा सा जिद्दी है लेकिन
बेवफा नहीं।
Khwab dekhte huye dil thak chuka hai ,
Mera har khwab patthar ho chuka hai ,
Shisa hota tootane ka gam na hata ,
Patthar hokar bhi ye dil toot chuka hai ..
Tumne sada sath nibhane ka vada tod dia,
Beach rah mein mera sath bhi chod dia,
Kehte the sath nibhayenge marte dum tak A-
Sanam,
Lekin adhe raste mein hi hume marne k liye chod
dia.
Aapki judai ne hamein shayarisikha di,
Judai ke gam ne hamein manzilbhula di,
Chahte to nehin thaey aapse juda hona para
Kya karein agar hamein apno ne hi peeth dikha di…..