• Categories
  • Bewafa Shayari SMS   949
  • Dard Hi Sahi Mere Ishq Ka Inaam To Aaya, Khali Hi Sahi Hathon Mein Jaam To Aaya, Main Hoon Bewaafa Sabko Bataya Usne, Yun Hi Sahi Uske Labon Pe Mera Naam To Aaya.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • गम इस बात का नही कि तुम बेवफा निकली, मगर अफ़सोस ये है कि, वो सब लोग सच निकले, जिनसे मैं तेरे लिए लड़ा करता था!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Usne Mujse Kaha K Mujhe Bhool Jao, Maine Tume Dil Se Nikal Diya Hai, Bas . . . . . . . . . . . . . . . Sukoon Sa Mil Gaya Ye Sunkar, Ki Kabhi To Uss Ke Dil Me The Hum
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Maine To Tumse Pyar Kiya Tha Dil Jaan Apna Tum Pe Nissar Kiya Tha Chorhogi Na Saath Mera Saari Zindagi Wafa Ka Tumne Bhi Ikraar Kiya Tha Hamne To Tumhari Rahon Par Phool Bichaye The Un Rahon Ke Kaante Apne Haathon Se Uthaye The Magar Ey-Bewafa Tune Meri Wafa Ka Kya Sila Diya Gair Ki Khatir Mujhko Dil Se Bhula Diya Main Koun Hoon Tumhara Jo Mujhe Yaad Karo Tum Apne Do Aansoo Bhi Mujh Par Barbaad Karo Tum Khud Ki Naav To Kinaare Par Laga Li Mujhe Beech Manjhdhaar Main Hi Chod Diya Is Dil Main Jo Basa Tha Pyar Tera Maine Bhi Us Dil Ko Hi Tod Diya Jo Gali Tere Ghar Tak Jaati Thi Us Gali Se Hi Maine Mooh Morh Liya Badnaam Na Ho Jaaye Tu Dunia Main Kaheen Isliye Tera Naam Lena Hi Chod Diya Jab Kabhi Bhi Yaad Aayegi Tumhari Samjhain Ge Kabhi Tumhe Chaha Hi Nahi Jab Bhi Tum Rahon Main Nazar Aayogi Sochainge Tumhe Dekha Hi Nahi Tu Jahaan Bhi Rahe Sada Khush Rahe Tujhe Dil Se Main Bhula Raha Hoon Tere Pyar Ki Jo Haseen Yaadain Hain Dil Main Un Yaadon Ko Louta Raha Hoon Tumhari Bewafai Ka Kya Charcha Karoon Apni Wafa Pe Sharma Raha Hoon Mujhe Tumhari Bewafai Se Koi Shikwa Nahi Main Tumhari Zindagi Se Ja Raha Hoon
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Deewano Ke Sar Par Sada Iljam Hota H, Khata Dil Karta H Aur Deewana Barbad Hota H, Deewana Husn Pe Khud Ko Luta Deta H, Deewana Ko Milte H Aansu, Unka Yahi Inaam Hota H.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Pyar Ke Ujale Mein Gum Ka Andhera Aata Kyu Hai, Jisko Hum Chahe Wahi Rulata Kyu Hai, Agar Wo Mera Naseeb Nahi, To Khuda Aise Logo Se Milata Kyon Hai?
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Hum To Tere Dil Ki Mehfil Sajane Aaye They, Teri Kasam Tujhe Apna Ham Banane Aaye They, Kis Baat Ki Saza Di Tune Ham Ko Aye Sanam, Bewafa Hum To Tere Dard Ko Apnane Aaye They.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Mohabbat Ki Duniya Mein Aakar To Dekho, Kisi Se Dil Laga Kar To Dekho, Samjh Jaoge Ki Dard Kya Hota Hai, Kabhi Ishq Mein Thokar Khakar To Dekho.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Jb Zindagi Samajh Aayi To Zindgi Se Dur The Hum. Marna To Chaha Par Jine Ko Majboor The Hum. Har Saja Humne Kabul Ki Sir Jhuka Kar. Kasur Sirf Itna Tha Ke Bekasur The Hum.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Maana Ke Naseeb Mein Mere Koi Humdard Nahi, Phir Bhi Koi Shikwa Koi Gham Nahi, Tanha Hai Aur Tanha Hi Chale Jayenge, Badnaseeb To Hai Magar Bewafa Hum Nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Woh Bewfa Nikli Toh Kya Hua, Kuch Dino Ka Toh Sath Nibhaya Tha,tadapta Hua Chhod Gai Toh Kya Gila ,Tadapna Bhi Toh Usi Ne Sikhaya Tha By
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Wo Kya Samzegi Pyar Ki Gahrai Ko, Jo Pagalpan Samzati Hai Meri Tanhai Ko, Wafa Ki Ummid To Humne Hi Ki Thi, Ab Q ilzam De Uski Bewafai ko
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Milne Ki Aas Tanhai Hoti H, Wafa Ki Aas Bewafai Hoti H, Dil Me Jine Ki Umid Salamat Hoti H, Pata Nhi Kisko Kya Mile, Kyun Ki Takdeer Rab Ki Banai Hoti H.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Raat Ulajh Rahi Andhere Ki Dor Mein, Ye Chirag Jalana Pada, Besharmi Bhi Sharminda Thi Khud Par, Ye Dekh Mujhko Sharmana Pada, Paro, Tum To Chali Gayi Thi Mujhko Mere Haal Par Chodkar, Jeene Ka Yahi Ek Tareeka Tha Teri Yaado Se Dil Lagana Pada.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Na Kisi Ki Qasam Se Jeeta Hai Koi, Na Kisi Ke Gham Se Marta Hai Koi, Aksar Mohabbat Mein Chod Jata Hai Wohi, Jis Se Be-Panah Mohabbat Karta Hai Koi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Ye ISHQ wale WAFA ki kimat kya jane BEWAFA he ye GAM E MOHBAT kya jane MILTA ho jinhe hr MOD pe naya HUMSAFAR Wo SACHE pyar ki KIMAT kya jane Khan
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Woh Hamare Nahi To Kya Gham Hai, Hum To Unhi Ke Hai Yeh Kya Kam Hai, Na Gham Kam Hai Na Aansu Kam Hai, Dekhte Hai Rulane Wale Mein Kitna Dam Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Wo shayri hi kya jisme dard na ho, Aur dard bina mohabbat ke kabhi milta nahi... Wo prem kahani hi kya jo poori ho jaaye, Bina adhuri kahani ke itihaas kabhi banta nahi... Agar na marte laila-majnu, heer-ranjha to kya, Hum ek naya itihaas banayenge... Na ki ho jisne mohabbat kabhi, Mere dil ki baat wo samajh sakta nahi...
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS