• Categories
  • Bewafa Shayari SMS   949
  • Zindagi qed-e-musalsal ke siwa kuch bhi nahi Kiya tha jurm- e -wafa is k siwa kuch bhi nahi Jeene ki aarzoo me roz mar rahey hain Daawa teri muhabbat ke siwa kuch bhi nahi
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Na Jaane Eh Dost Kis Baat Ne Tujhko, Zindagi Mein Apni Itna Magrur Kar Diya, Yeh Bhi Aapka Julm Hai Jo Dekar Ke Kasam, Sagar Ko Jeene Ke Liye Majboor Kar Diya…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • ज़ख्म खाना तो अपनी आदत है मुस्कुराना तो अपनी आदत है रोशनी हो या घुप अंधेरा दिल जलाना तो अपनी आदत है। swee2
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Humne Bewaffai Nehi Ki Aapse Aap Yeh Kyo Keh Ke Hume Sattate Hai Aapka Rishta Kisi Our Ke Saath Hai Hum Yehi To Aapko Samjhate Hai Aapke Haath Pe Jiski Angoti Hai Useh Ka Aap Pe Haq Hai Humne Bewaffai Nehi Ki Aapse Aap Yeh Kyo Keh Ke Hume Rulate Hai
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Uss Bewafa Ne Mere Pyar Ka Ye Anjaam Diya, Aankho Me Aanshu Or Hath Me Jaam Diya, Me Marta Raha Uss Par Tamam Umar, Usne Mere Pyar Ko Hawas Ka Naam Diya.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Main Sansoo May Samoo Loon Ga Tumhari Her Amanat Ko Ye Vehshat Naak Sanatay, Ye Tanhai Mujhe Day Do Tumharay Baad Her Manzar Mujhey Be Rang Lagta Hay……!! Ye Aankhain Cheen Lo Ya Apni Benayi Mujhay Day Do………!!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Pyar Na Dilse Hota Hai Na Dimag Se Hota Hai.. Ye Pyar To Ittefaq Se Hota Hai.. Par Pyar Karke Pyar Hi Mile.. Ye Ittefaq Kisi Kisi Ke Saath Hota Hai..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Har Dharkan Mein Ek Raz Hota Hay Har Baat Ko Batane Ka Ek Andaz Hota Hai Jab Tak Thokar Na Lagay Bewafai Ki Har Kisi Ko Apne Pyar Par Naz Hota Ha
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS