• Categories
  • Bewafa Shayari SMS   949
  • Ishq Ke Phool Bhi Khilte Hain, Bikhar Jaate Hain Zakhm Kaise Bhi Hon, Kuch Roze Main Bhar Jaate Hain Us Khwabon Main Ab Koi Nahi Aur Hum Bhi Nahi Itne Roze Se Aaye Hain, Chup Chaap Guzar Jaate Hain Nurm Aawaaz, Bholi Baatain, Mohazzab Lehjaa Pehle Baarish Main Hi, Sab Rang Utar Jaate Hain Raasta Roke Khari Hai, Wahi Uljhan Kab Se Koi Puche To Kahen Kya Ke Kidhar Jaate Hain
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Kyu Naseeb Mera Mujh Se Khafa Ho Jata Hai, Mano Jisko Bhi Apna Wo Bewafa Ho Jata Hai, Shiqayat Kyu Na Ho Meri Nazro Ko Raat Se, Pura Hota Nahi Sapna Mera Or Savera Ho Jata Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Log Hanste Hai Toh Hanse Do Tanhai Pe Meri, Hum Ne Khud Apni Wafaon Ki Saza Paaye Hai, Yeh Ghalat Hai Ki Main Tanha Hoon Bichad Kar Tujh Se, Dekh Le Aake Mere Sang Gham E Tanhai Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • आज अचानक तेरी याद ने मुझे रुला दिया, क्या करू तुमने जो मुझे भुला दिया, न करती वफ़ा न मिलती ये सजा, शायद मेरी वफ़ा ने ही तुझे बेवफा बना दिया।
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Unke bewafai pe wafa ham karenge, Yaad ko unki dil se juda ham karenge. Itna chaha fir bhi yaqin nahi use, Aisi zindagi jee kar kya karenge
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Ek Khushi ki chaah mai har khushi se dur huye hum� Kisi se kuch keh bhi na sake itne majbur huye hum.. Na aayi unhe nibhaani pyar mai wafaa� Aur jamaane ki najar bewafa ke naam se mashur huye hum�
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Ansuo ki likhawat ko padh na sakoge, Gile Kagaz pe kuch likh na sakoge, Yaad aayegi tumko hamari baate, Khokar jab tum hume pa na sakoge.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Teri Bewafaai Mein Dil Bekaraar Hina Karoon, Tu Hukm De To Tera Intezaar Hi Na Karoon, Tu Bewafa Hai To Kuch Iss Kadar Bewafaai Kar, Ke Tere Baad Main Kisi Aur Se Pyaar Hi Na Karoon.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Maine To Tumse Pyar Kiya Tha Dil Jaan Apna Tum Pe Nissar Kiya Tha Chorhogi Na Saath Mera Saari Zindagi Wafa Ka Tumne Bhi Ikraar Kiya Tha Hamne To Tumhari Rahon Par Phool Bichaye The Un Rahon Ke Kaante Apne Haathon Se Uthaye The Magar Ey-Bewafa Tune Meri Wafa Ka Kya Sila Diya Gair Ki Khatir Mujhko Dil Se Bhula Diya Main Koun Hoon Tumhara Jo Mujhe Yaad Karo Tum Apne Do Aansoo Bhi Mujh Par Barbaad Karo Tum Khud Ki Naav To Kinaare Par Laga Li Mujhe Beech Manjhdhaar Main Hi Chod Diya Is Dil Main Jo Basa Tha Pyar Tera Maine Bhi Us Dil Ko Hi Tod Diya Jo Gali Tere Ghar Tak Jaati Thi Us Gali Se Hi Maine Mooh Morh Liya Badnaam Na Ho Jaaye Tu Dunia Main Kaheen Isliye Tera Naam Lena Hi Chod Diya Jab Kabhi Bhi Yaad Aayegi Tumhari Samjhain Ge Kabhi Tumhe Chaha Hi Nahi Jab Bhi Tum Rahon Main Nazar Aayogi Sochainge Tumhe Dekha Hi Nahi Tu Jahaan Bhi Rahe Sada Khush Rahe Tujhe Dil Se Main Bhula Raha Hoon Tere Pyar Ki Jo Haseen Yaadain Hain Dil Main Un Yaadon Ko Louta Raha Hoon Tumhari Bewafai Ka Kya Charcha Karoon Apni Wafa Pe Sharma Raha Hoon Mujhe Tumhari Bewafai Se Koi Shikwa Nahi Main Tumhari Zindagi Se Ja Raha Hoon
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Wo Mujh Se Puch Raha Tha Batao Kaisa Laga, Tum Agle Zakham Ko Chodo Ye Ghao Kaisa Laga, Ajab Sawal Kiya Andhiyon Ne Paathon Se, Shajar Se Toote Kar Girna Batao Kaisa Laga.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Accha Hua Jo Maloom Ho Gaya, Ki Apno Ki Mohabbat Ab Mohabbat Nahi Rahi, Warna Hum To Apna Ghar Bhi Chod Rahe The, Unke Dil Mein Apna Ghar Banane Ke Liye.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Us se Pyar Hua Jise Hum kabhi Pa Na Sake, Jiski Baato Ko Hum Kabhi Bhula Na Sake, Dil Lagaya Aur Lagakar Tod Diya Usne, Jise Bhulana Chaha Par Hum Bhula Na Sake, Apani Kasam Dekar Usne Hume Majboor Kar Diya, Mujhe Khush Rakhne Ke Liye Khud Se Dur Kar Diya, Humari Chahat Ko Kabhi Usne Samjha Hi Nahi, Aur Hum The Ki Unke Liye Apno Ko Hi Chhod Diya… khan
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Hr subha aati h rat k bad... . . . . .ae anjel . . . .fir q khatm ho jati h dunia tere name k bad
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Aaj Hum Bichade Hai To Kitne Rangile Ho Gaye, Meri Aankhen Surkh Tere Hath Pile Ho Gaye. Kab Ki Pathar Ho Chuki Thi Muntazir Aankhe Magar, Chu Ke Dekha To Mere Hath Gile Ho Gaye.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Tere Pyar Ko Bhula Doon Phir Chale Jana Teri Yaad Ko Mita Doon Phir Chale Jana Jana Hi Tha To Pyar Kiya Kyun Khud Ko Jala Doon Phir Chale Jana
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Mere Alfazon Ko Jhuth Na Samjhna, Yaad Aati Ho Bahut Milne Ki Dua Karna, Jee Raha Hoon Tumhara Naam Lekar, Mar Jau To Bewafa Na Samajhna.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Ye Zakham Mere Paas Tere Pyar Ki Nishani H, Bhool Kar Bhi In Par Na Marham Lagana Tum, Jab Kabhi Tum Tanha Ho Aur Meri Yaad Satati Ho, Bewafa Hoon Main Yahi Apne Dil Ko Samjhana Tum.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Meri Chahat Ki Bahut Lambi Saza Do Mujhko, Aalam-E-Tanhai Me Jeene Ki Dua Do Mujhko, Mohabbat Me Bewafai Kya Hai Aaj Pata Chal Gaya, Shayad Koi Hai Jo Is Dard Ki Dawa De Mujhko.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Ve Jan Waleya Enj Chadh K Na Javeen, Keetay Waday Saray O Tor Nibhaveen, Gallan Ishq Di Kitiyaan Sang Rataan Kaddiyaan, O Pull Na Javeen Menu Chhadd Na Javeen.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS