Ishq Ke Phool Bhi Khilte Hain, Bikhar Jaate Hain
Zakhm Kaise Bhi Hon, Kuch Roze Main Bhar Jaate Hain
Us Khwabon Main Ab Koi Nahi Aur Hum Bhi Nahi
Itne Roze Se Aaye Hain, Chup Chaap Guzar Jaate Hain
Nurm Aawaaz, Bholi Baatain, Mohazzab Lehjaa
Pehle Baarish Main Hi, Sab Rang Utar Jaate Hain
Raasta Roke Khari Hai, Wahi Uljhan Kab Se
Koi Puche To Kahen Kya Ke Kidhar Jaate Hain
Neend aankhon main nahin khwaab kho gaye
Tanha hi the kuchh aur tere bin hum ho gaye
Dil kuchh tadap utha zuban bhi ladkhadayi
Teri yaad main do aansu chupke se beh gaye
Toote Hue Pyaale Mein Jaam Nahi Aata,
Ishq Mein Mareej Ko Aaraam Nahi Aata,
Ae Bewafa Dil Todne Se Pehle Ye Soch Liya Hota,
Ki Toota Hua Dil Kisi Ke Kaam Nahi Aata.
Naam Likh Ke Uss Ne Mera Mitaya Hoga,
Soo Baar Usko Meri Yaadon Ne Rulaya Hoga,
Uss Ke Chehre Pe Mera Naam Likha Hai Yaaro,
Uss Ne Kis Kis Se Ye Mera Naam Chupaya Hoga.
Kabhi Na Dard-e-Bewafai Ka Gila Nhin Krty
Muqdar Me Jo Na Hon Wo Mila Nhi Krty
Mat Dekh Kisi Ko Nigah-e-Hsrat Se
Wafadar Log Kisi Ki Nazron Se Gira Nhi Krte
Khud Ki Mohabbat Fanah Kon Karega,
Sabhi Nek Banenge To Gunah Kon Karega,
Aye Khuda Sanam Bewafa Ko Bachaye Rakhna,
Warna Hamari Maut Ki Dua Ab Kon Karega.
Pathar Ki Yeh Duniya Jazbat Nahi Samajhti,
Dil Me Hai Jo Woh Bat Nahi Samajhti,
Tanha Toh Chand Bhi Hai Sitaron Ke Beech,
Magar Chand Ka Dard Bewafa Raat Nahi Samajhti.
Aaj Agar Tum Nahi Humare To Kya Hua,
Ktham Ho Gaye Apne Sabhi Shahre To Kya Hua,
Usi Ne Baksi Thi Ye Kushiya Zindagi Ki,
Aaj Usne Chin Li, Har Shok Najare To Kya Hua.
ZINDAGI MEIN HUMESHA KAMI TUMHARI MEHSUS HUI
KABHI KAM TOH KABHI JYADA MEHSUS HUI
SOCH HI RAHE THE KE KUCH KAHEN TUMSE
AUR BAS USSI PAL PICHHLI KAHANIMEHSUS HUI
Deewana Wahi Hota H Jise Gam Nahi Hota,
Dard Chahe Jitna De Koi, Dil Se Pyar Kam Nahi Hota,
Yu To Bhar Aate H Aankho Se Aansu Kabhi Kabhi,
Magar Aashiq Kabhi Sare-Aam Nahi Rota.
वफ़ा की तलाश करते रहे हम
बेबफाई में अकेले मरते रहे हम,
नहीं मिला दिल से चाहने वाला
खुद से ही बेबजह डरते रहे हम,
लुटाने को हम सब कुछ लुटा देते
मुहब्बत में उन पर मिटते रहे हम,
खुद दुखी हो कर खुश उन को रखा
तन्हाईयों में सांसे भरते रहे हम,
वो बेवफाई हम से करते ही रहे
दिल से उन पर मरते रहे हम|