• Categories
  • Bewafa Shayari SMS   949
  • Hamare liye uske dil me chahat na thi, kisi khushi me koi daawat na thi. Maine dil uske kadmo me rakh diya, par use zameen pe dekhne ki aadat na thi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Wafa Karte Rahe Ibadat Ki Tarha, Fir Ibadat Khud Ek Gunah Ho Gayi, Kitna Suhana Tha Safar Tere Sath, Fir Kya Hua Jo Manzil Khafa Ho Gayi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Ho Sake To Tum Apna Ek Wada Nibhane Aana, Meri Payasi Ankho Ko Apna Deedar Karwa Ke Jana, Badi Hasrath Thi Tumhare Bahon Mein Bitau Kuch Pal, Agar Yeh Saans Tham Gayi To Meri Laash Se Aakar Lipat Jana.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Karta Raha Fareb Koi Saadgi Ke Saath, Itna Bada Mazak Meri Zindagi Ke Saath, Shayad Mili Saza Issi Jurm Ki Mujhe, Ho Gaya Tha Pyaar Mujhe Ek Ajnaabi Ke Saath.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Neend aankhon main nahin khwaab kho gaye Tanha hi the kuchh aur tere bin hum ho gaye Dil kuchh tadap utha zuban bhi ladkhadayi Teri yaad main do aansu chupke se beh gaye
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Kash Tum Bhi Koi Aisa Kaam Kar Do, Meri Har Hasrat Har Arzoo Ko Faana Kar Do, Ya To Tum Bhi Seekh Lo Wafao Ko, Ya To Mujhe Bhi Apni Tarah Bewafa Kar Do.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Apni Tanhai Ko Ghazalo Mein Chipata Raha Hu Mein, Apne Har Dard Ko Ek Geet Banata Raha Hu Mein, Teri Chahat Mein Mere Mehboob Dekh Lo, Mar-Mar Ke Jami Par Aata Raha Hu Mein.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Tera Chehre Pe Meri Aankhe Safar Karti Hai, Chand Ke Pehlu Mein Jese Raatain Safar Karti Hain, Main Tujhe Or Kia Wafa Ka Sila Doon, Tere Sene Mein Meri Sanse Safar Krti Kain.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Itni Chahat Ki Uss Se Ki Inteha Ho Gayi, Wo Mohabbat Kar Ke Phir Bewafa Ho Gayi, Main To Bas Chahta Raha Toot Kar Use Din-Raat, Bas Yahi To Ek Mujh Se Ab Khata Ho Gayi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Humari Khushi Ki Khuda Se Fariyaad Na Karna, Bhula Dena Mujhe Kabhi Tum Yaad Na Karna, Kiya Barbaad Tumne Mujhe Ye Meri Badnaseebi Thi, Iltaza Hai Kabhi Kisi Aur Ko Yun Barbaad Na Karna.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Ye Shiishe Ye Sapne Ye Rishte Ye Dhaage Kise Kyaa Khabar Hai Kahaan Tuut Jaayen Muhabbat Ke Dariyaa Main Tinake Vafaa Ke Na Jaane Ye Kis Mo.D Par Duub Jaayen
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Tere Pyaar Me Hamne Saara Jag Thukraya Hai, Fir Bhi Tune Kadam Kadam Pe Sataya Hai, Tu Apni Kasmein Aur Waadon Se Mukar Gayi Bewafa, Teri Isi Berukhi Ne Shehar Chudaya hai..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Kitna Bebas Hai Insaan Kismat Ke Aage, Kitne Door Hai Sapne Haqiqat Ke Aage, Koi Rooki Hui Dhadkan Se Puche, Kitna Tadapta Hai Dil Mohabbat Ke Aage.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Najre Mile Ab Ek Zamana Ho Gaya, Aisa Lagta Hai Apna Koi Begana Ho Gaya, Wo To Chale Gaye Humse Bewafa Karke, Mushqil Iss Dil Ko Ab Samjhana Ho Gaya.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • betaab tha dil unse dubara milne ke liye, apne pyar ka izhaar karne ke liye, unki khoobsoorati pe marna tha humko dubara, par dil rota hi rehgaya humari yaadon ki tarha... Khan
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Muhje to lot ana tha mgar awaz to dety.. Na itni door jana tha mgar awaz to dety.. Tmy shayad khabar na thi mujhe tum jan se pyary ho.. Agrchay aazmana tha mgar awaz to dety.. Tmhara dil behlta tha meri bekar baton se. Ye qissa to purana tha mgar awaz to dety.. Gilay shikway hazaron the mgar dil men “muhabbat” thi “Muhabbat”ko bachana tha mgar awaz to dety….
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • teri aankhon se kaash koi ishara to hota, kuch to meri jaan jeene ka sahara to hota, tod dete hum har ek rasam zamane ki, tune ek baar mohabbat se pukara to hota
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS