• Categories
  • Bewafa Shayari SMS   949
  • Ajeeb Tajurba Tha Bheer Se Guzarne Ka Use Bahana Mila Mujh Se Baat Karne Ka Phir Ek Mauj Use Kheench Le Gai Tah-E-Aab Tamasha Khatm Hua Doobne Ubharne Ka
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Aap Ko Khone Ka Har Pal Darr Laga Rehta Hai.. Jab Ki Aapko Paaya Hi Nahi.. Tum Bin Itna Tanha Hain Hum.. Ki Mere Saath Mera Saaya Bhi Nahi..!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Karam Kar Do Ya Sitam Kar Do Hum Tum Se Gila Nahi Karty Khiza Main Phool Khila Nahi Karty Mila Do Khak Main Lekin Yaad Rahy Hum Jesy Log Dobara Mila Nahi Karty
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Zindagi Guzar Gayi Dil Ko Samjhane Mein, Pyar Ke Unn Kisse-Kahaniyo Ko Bhulane Mein, Samjh Baithe The Jise Hum Zindagi Apni, Wo Bhi The Meri Barbadi Ka Jashn Manane Mein.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Zindagi Mein Ek Pal Bhi Sukoon Na Paya, Duniya Ki Is Bhid Mein Khud Ko Tanha Na Paya, Tere Diye Zhakmo Ko Pyar Samjhate Rahe, Tere Dhoke Mein Aake Kisi Se Dil Na Lagaya.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Apni bebasi par aaj rona aya Dusron ko nahi main ne apno ko aazmaya Har dost ki tanhai dur ki Lekin khudh ko har morh par tanha paya…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Likha to ki khush hu tere binaa bhi............ .........!!.... !!!!!!!!.....!! !!!!!....!!!!!! ..!!!!!!...!!!. ...@ magar ANSOOOo Qalam se pehle hi gR gaye........ ...
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Yeh Zakham Mere Paas Tere Pyar Ki Nishani Hai, Bhool Kar Bhi In Par Na Marham Lagana Tum, Jab Kabhi Tum Tanha Ho Aur Meri Yaad Satati Ho, Bewafa Hoon Main Yahi Apne Dil Ko Samjhana Tum.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Phir Is Duniyaa Se Ummiid-E-Vafaa Hai Tujhe Ai Zindagii Kyaa Ho Gayaa Hai Badii Zaalim Nihaayat Bevafaa Hai Ye Duniyaa Phir Bhii Kitanii Khush-Numaa Hai Har Ik Apane Hii Gam Mein Mubtilaa Hai Kisii Ke Dard Se Kaun Aashnaa Hai Mere Naqqaad Merii Shaayarii To Mere Tuute Huye Dil Kii Sadaa Hai Kahaan Huun “Shad” Main To Shaad Saa Huun Vo Shaad-E-Khush-Navaa To Mar Chukaa Hai
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Bewafai ki kya dava hai yaroo! Kush kismati uski jiski Mayyath nikli mehboob ki gali se…. Bathkismathi uski jiski Mehboob ki baraath nikli uski gali se…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Tere Pyar Mein Dil Majbur Ho Gaya, Bewafai Karna Tera Dastur Ho Gaya, Kasur Tera Nahi Mera Tha Mere Dost, Maine Pyar Hi Itna Sacha Kiya Ki, Tujhe Apne Aap Par Gurrur Ho Gaya.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Humare Muskurane ki Wajah Tum Ho, Hamare Zindagi ka Matlab Tum Ho, Agar Chor Diya Saath Hamara To Samajh Lena K Hamari Maut ki Waja Bhi Tum Ho
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Vishwas Ban ke Log Zindagi Me Aate Hai, Khwab Ban ke Aankho Me Samaa Jaate Hai, Pehle Yakeen Dilate Hai Ki Wo Hamare Hai, Fir Na Jaane Kyu Badal Jaate Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Ankhe kyon hui meri num kabhi sochna, kyon hua hum pe itna sitam kabhi sochna, pyar to hum dono ne kiya tha, lekin sirf mujhe he kyon mila itna gum kabhi sochna.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Jab Dour Ho To Mera, Tasavvur Na Chorna Aye Dost!!! Dil Lagane Se Pehle Ye Sonch Le Mushkil Bahut Hai, Rishton Ki Zanjeerain Hain Torna
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Aye Mera Janaza Uthane Waalo, Dekhna Koi Bewafa Mere Paas Na Ho, Agar Ho To Usse Kehna, Ki Aaj To Khushi Ka Mauka Hai Yu Udaas Na Ho.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Hamein Aapki Yaad Na Aaye To Hum Bewafa Aap Hamein Bulaein Aur Hum Na Aaein To Hum Bewafa Hammein Zahar Dene Ki Kya Zaroorat Hai Aap Chehra Mod Le Aur Hum Na Marein To Hum Bewafa
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Bevafaa Tere RuuTh Jaane Se AaNkh Miltii NahiiN Zamaane Se Aarizaa Ho Gayaa Hai Rone Kaa Chand GhaRiyoN Ke Muskuraane Se Kitne TuufaaN UTheNge Saahil Par Ek Kashtii Ke Duub Jaane Se DhuuNd Aayaa Tujhe Zamaane MeN Tum KahaaN Gum Ho Ek Zamaane Se Ab To Duniyaa Se Jaa Rahaa HuuN MaiN LauT Aao Isii Bahaane Se Kis Qadar BaRh Gayii Hai Lazzat-E-Gham Shiddat-E-Gham MeN Muskuraane Se...
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • Meri Aankho Se Na-Jane Kitne Aansu Beh Gaye, Main Insaano Ki Bheed Mein Bhi Tanha Reh Gaya, Karte The Jo Kabhi Apni Wafa-E-Pyaar Ki Baatein, Ek Sham Ko Wo Shaqs Hi Hame Bewafa Keh Gaya.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS
  • tni bedardi se dil ko mere voh tod degi, Yeh maloom na tha mujhe akela voh chhor degi, Aey mere masoom dil tu tanhai se pyar kar le, Bewafa bhi ab wafa ka saath chhor degi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa Shayari SMS