रंगे है हाथ मेरे, मेरे ही खून से,
कर गया क़त्ल अपना ही जूनून में.
बेवफाई के पत्थरों ने जख्मी किया,
रहना चाहता था वफ़ा के संग सुकून से,
जान से भी ज्यादा प्यार है जिनसे मुझे,
वो अब रहते हैं प्यासे मेरे खून के.
कातिलों की बस्ती में आ गया खुद ही,
क्या कर गया मैं इश्क़ की धुन में.
अपने खून से माँग भरने की ख्वाहिश थी जिनकी,
देख लेना एक दिन नहायेंगे वो मेरे खून में.
Khuda Kaise Karoon Shukriya Iss Din Ke Liye
Jis Dunya Tumhein Dharti Pe Bheja Humare Liye
Na Jane Kiyun Main Intezar Kar Raha Tha
Shahad Janmdin Hai Tumhara Is Liye
Meri Har Aik Dua Hai Teri Lambi Umar Ke Liye
Dil Khud Jaanta Hai Tu Na Ho Dhadkega Kis K Liye
Hamare Ansoo Ki Pyali Hi Jaam Ho Gayi,
Izzat Bhi Hamari Ab To Neelam Ho Gayi,
Kyu Use Bewafa Ki Raah Takti Hai Ye Nazar,
Ab To Nazar Bhi Gairo Ki Gulam Ho Gayi.
Kaam Na Aa Saki Unki Wafa To Kya Kare,
Bewafa Sanam Ko Bhul Na Jaye To Kya Kare,
Dil Kehta Raha Ki Unko Bhula Kar Hi Dekh Lo,
Par Baar-Baar Yaad Wo Jo Aaye To Kya Kare.
Ya Tu Meray Maalik Usay Meri Kismut Ker Day
Ya Phir Khtum Dil Say Uski Mohubbat Ker Day
Jo Derd Dia Hai Abh Us Ka Mudawa Bi To Ker
May Nay Kaha Tha Meri Aisi Halut Ker Day
Sbne kaha tum me pehle jaisi bat nahi?
Maine kaha zindagi me uska sath nahi...
Sbne kaha ab bhi kisi ki aankho me doob sakte ho?
Maine kaha ab kisi aankh me wo baat nahi...
Sbne kaha kyu itna toot kar chahause?
Maine kaha insan hu pathar nahi...
Sbne kaha kya bewafa hai woh?
Maine kaha mujhe ab wafa ki talash nahi..
Sbne kaha bhul ja use ab?
Maine kaha WOH HAQIQAT HAI KOI KHWAB NAHI...
जब अपने अपनों से खार रखते हैं,
दिलो की आग से अपने ही घर जलते हैं.
जो तोड़ चुके हैं दिल मेरा,
उन्ही से हम अब भी प्यार करते हैं.
बरसे हैं मेरे आँगन में अंगारे,
उनपर पैर रखकर हम रस्ता पार करते हैं.
पड़ गए हैं तलवों में छाले अब,
हम उनको भी प्यार में शुमार करते हैं.
कोई इल्जाम ना लगाये बेवफाई का उसपर,
इसलिए सनम बेवफ़ा से भी हम प्यार करते हैं.
Log Hanste Hai Toh Hanse Do Tanhai Pe Meri,
Hum Ne Khud Apni Wafaon Ki Saza Paaye Hai,
Yeh Ghalat Hai Ki Main Tanha Hoon Bichad Kar Tujh Se,
Dekh Le Aake Mere Sang Gham E Tanhai Hai.
ajanabi apne qadmon ko roko zara
janati hun tumhare liye gair hun
phir bhi thaharo zara
sunate jao ye ashkon Bewafa dastan
sath lete chalo ye mujassim fugan
aj duniya mein mera koi bhi nahi
meri ammi nahi
mere abba nahi
meri aapa nahi
mere nanhe se masum bhaiya nahi
meri ismat ki magrur kiranen nahi
wo gharonda nahi jis ki saye tale
loriyon ki tarannum ko sunati rahi
phul chunati rahi
git gati rahi
msukurati rahi
aj kuch bhi nahi
meri nazaron ki sahame hue aaine
meri ammi ki mere abba ki aapa ki
aur mere nanhe se masum bhaiya ki khoon se
hain dahashatzada
aj meri nigahon ki viraniyan
chand majaruh yadon se aabad hain
aj meri umangon ki sukhe kanval
mere ashkon ki pani se shadab hain
aj meri tadapati hui sisakiyan
ek saz-e-shikasta ki fariyad hain
aur kuch bhi nahi
bhuk mitati nahi
tan pe kapada nahi
aas madum hai
aj duniya mein mera koi bhi nahi
ajanabi apne qadmon ko roko zara
sunate jao ye ashkon bhari dastan
sath lete chalo ye mujassim fugan
meri ammi bano
mere abba bano
meri aapa bano
mere nanhe se masum bhaiya bano
meri ismat ki magrur kiranen bano
mere kuch to bano
mere kuch to bano
mere kuch to bano
Barbad Kar Gaye Wo Zindagi Pyar K Naam Se,
Bewafai Mili Sirf Wafa K Naam Se,
Zakhm He Zakham Diye Us Ne Dawa K Naam Se,
Asman Bhi Ro Para Meri Muhabat K Anjam Se…
Mohabbat Har Insaan Ko Aajmati Hai,
Kisi Se Ruth Jati H To Kisi Par Muskurati Hai,
Mohabbat Khel Hi Aisa Hai,
Kisi Ka Kuch Nahi Jata Aur Kisi Ki Jaan Chali Jati Hai.
Kitne Nadaan Thy Toufan Ko Kinara Samjha
Kitne Bejan Saharon Ko Sahara Samjha
Kitnay Anjaan Thy Wo Log Jo Sahil Pe Thy
Hamain Doobta Dekha Or Nazara Samjha
Dil Ki Dhadkno Ko Ek Lamha Sabar Nahi,
Shayad Ki Usko Ab Meri Kadar Nahi,
Har Safar Mein Mera Kabhi Humsafar Tha Wo,
Ab Safar To Hai Magar Wo Humsafar Nahi.
Kabhi hasati hai to kabhi rulati hai
ye zindgi bhi na jaane kitne rang dekhati hai
haste hai to bhi ankhon mein nami aa jaati hai
na jaane ye kaisi yaadein hai jo dil mein bas jaati hai
dua karte hai is naye saal k avsar per
mere doston k labon per sada muskaan rahe
kyoki unki her muskurahat hamin khushi de jaati hai.