• Categories
  • Last / Latest Updated SMS
  • dekh is arsagah-e-mehanat-o-sarmaya mein
    mere naghmay bhi mere pas nahi rah sakate
    tere jalve kisi zaradar ki miras sahi
    tere khake bhi mere pas nahi rah sakate
    aj un giton ko bazar mein le aaya hun
    main ne jo git tere pyar ki khatir likkhe
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • mai tod leta agar wo gulab hoti.....mai jawab banta agar wo sawal hoti...sab ko pata hai ki ye shaban kabhi nasha nahi karta...phir b pee leta agar wo sharab hoti.?
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Zindgi kaisi b hogi jite jaenge 1 Din
    hum b is duniya se chale jaenge Aj
    rahte h apke mobile me SMS bankar
    kal koi achha SMS mila to Delete ho
    jaenge
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • JAB B TUMHE MERI YAAD AAYE TO US CHAND KO DEKH LENA ISLIYE NAHI KI WO BAHUT KHUBSURT H ISLIYE KI ITNE SITARO K BEECH WO B AKELA H.. MERI TARAH...
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kitna Aur Dard Dega Bas Itna Bata De;
    Aisa Kar Malik Ab Meri Hasti Mita De;
    Yu Ghut Ghut K Jeena Maut Se Badtar Hai;
    Kabhi Na Khule Ankh Tu Aisi Neend Sula De :(
  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Teri yaad me zara aankhe bhigo lu
    Udas raat ki tanhai me so lu
    Akele gum ka bojh ab sambhlta nahi
    Agar tu mil jaye to tujse lipat kar ro lu…..

  • 9 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Friends r like street lights along the road.
    They don’t make the distance any shorter,
    But they light up the path & make the walk worthwhile.
  • 9 years ago



    Tags : Love Saying SMS
  • :Airtel effect:
    Bikhari: "Uparwale Ke Naam Pe
    1 Rupaya Dedo Baba...
    .
    .
    .
    Boy:" Chutte Nahi Hai...
    .
    .
    .
    .
    Bhikhari:" Koi Baat Nahi Sunny
    Leone Ka Video hi Dikha Do Saab 1
    Rupaye Wala...
  • 9 years ago



    Tags : Jokes SMS
  • एक मैत्रिण आहे माझी...
    नेहमी सलवार-कमीज़ घालणारी....
    साधेपणातच सौंदर्य आहे....
    हे सिद्ध करणारी,
    ... ... एक मैत्रिण आहे माझी...
    ... हिशोबिपणे वागणारी,
    तिच्या या सवयीमुळे.....
    माझे पैसे वाचवणारी,
    एक मैत्रिण आहे माझी...
    कठोरतेने वागणारी,
    जरा ओरडलो की मात्र.....
    मुसू मुसू रडणारी
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Usy kehna tumhari yaad ka mosam nahi badla

    Teri chahat k phoolo ki abhi tak khushbo nahi bikhri

    Mery ander tumhari zat ka ehsas baqi hai

    Tumhari dam se meri zindagi ki sans baqi hai

    Usy kehna mosam to badlty rehte hain

    Kabhi mosam bdalny se ye aankhain nam nahi hoti Mohabbat kam nahi hoti

    Usy kehna mohabbat kam nahi hoti
  • 9 years ago



    Tags : Hindi Ghazals SMS
  • Koi WADA Nahi Lekin Phir Bhi Intezar unka hai....... ...!
    DOOR Hone par Bhi mujhe Apne Pyar pe Aitbaar hai...... ....!

    Najane Kyun Be Rukhi si kr rhe hai wo Hum Se.......!
    Kya Hum Se Bhi Zayada Koi Unka Talabgar hai..........
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS