• Categories
  • Last / Latest Updated SMS
  • So my biggest fun has been watching my daughters grow up. Now, unfortunately they're hitting the age where they still love me, but they think I'm completely boring. And so they'll come in, pat me on the head, talk to me for 10 minutes, and then they're gone all weekend. Right? They break my heart! So now I've got to start thinking, Well what's going to replace that fun?
  • 5 years ago



    Tags : Barack Obama Quotes , Daughter Quotes , Growing Up Quotes
  • Suraj Ki Har Kiran
    Roshani De Aap Ko, Phoolon
    Ki Har Kali Khushboo De
    Aapko, Hamto Kuch Dene Ke
    Kabil Nahi Dene Wala
    Har Khushi De Aapko.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • meri zindagi pe na muskara mujhe zindagi ka alam nahi
    jise tere gham se ho vasta wo khizan bahar se kam nahi
    mera kufr hasil-e-zud hai mera zud hasil-e-kufr hai
    meri bandagi wo hai bandagi jo rahin-e-dair-o-haram nahi
    mujhe ras aaye khuda kare yahi ishtibah ke saten
    unhen aitabar-e-vafa to hai mujhe aitabar-e-sitam nahi
    wohi karavan wohi raste wohi zindagi wohi marahale
    magar apane-apane muqam par kabhi tum nahi kabhi hum nahi
    na wo shan-e-jabr-e-shabab hai na wo rang-e-qahar-e-itab hai
    dil-e-beqarar pe in dinon hai sitam yahi ki sitam nahi
    na fana meri na baqa meri mujhe ae ‘shakeel’ na dhundiye
    main kisi ka husn-e-khayal hun mera kuch vujud-o-adam nahi
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Santa: Jab mai mar jaun to
    samne wali family ko zaroor bulana.
    Banta: Kyun???
    Santa: Yaar unke ghar ki ladies
    murde se lipat lipat kar roti hain.
    K.k
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • दुनिया को इतना सीरियस लेने की जरुरत नहीं, यहाँ से कोई जिन्दा बच के नहीं जाएगा..!!
  • 10 years ago



    Tags : Whatsapp Status SMS
  • Tanhai na paye koi kisi ke sath ke bad,
    Judai na paye koi kisi ke sath ke bad,
    Na pade kisi ko kisi ki aadat itni ki,
    Ek ek sans bhi aaye kisi ke yad ke baad.
  • 10 years ago



    Tags : Nice Sayings SMS
  • Raat ko hostle me Light jane k baad candle leke washroom ja raha tha bechara...
    .
    .
    .
    .
    .
    .
    .
    .
    .
    koi kambakhat phoonk maar kar keh
    gaya..
    Happy birthday to you
    Happy birthday to you
    Batao yaar Emergency ke waqt bhi mazak...
    Dost kamine hi nahin harami bhi hotehain... :P :D L
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes