Jab koi niklta hai dil me bas jane ke baad,
Dard kitna hota hao bichard jane ke baad,
Jo paas hota hai uski kadar nhi hoti,
Kami mehsus hoti hai door jane ke baad..
Chandu
Hoto pr hashi dekhi pr andar nhi dekha,
tune mere gum ka samundar nhi dekha,
shishe ka makaan bna to liya mene,
pr jmane k hath me patthar nhi dekha,
wo mere itne karib the ki unhe chhu b na sakta,
aisa bigda hua mukaddar mene kisi ka nahi dekha...
By-Rajat
Tujse dosti karne ka hisab na aya,
Mere kisi bhi sawal ka jawab na aya,
Hum to jagte rahe tere hi khayalo me,
Aur tujhe so kar bhi hamara khawab na aya
"Us Bewafa se Kehna ik Yaar Tha Tumhara,,
Tum Zindagi Thay uski wo Piyar tha Tumhara,,
Tum khawabon Mein kihayalon Mein rehty thay Us K,,
Tum jaan thay Us ki woh Dildar tha Tumhara,,
Tm Yaad karo woh Pal woh din aur Woh Raaten,,
Tum ibtida Thay us ki woh Aghaz tha Tumhara,,
Do pal judai k jo Kaatay na jatay Thay,,
Tum Sur thy us Ki aur woh Saaz Tha tumhara,,
Dekh Ay dost us ki Muhabat ka ye Taqaza,,
Tum ho gaye Kisi aur k aur wo Aaj bhi hai
Tumhara...;(
kaash apna b ik mukaam hota...tumhare honto pe ik mera hi naam hota....doob jaate aisi samandar me .. Jis samandar ka naam kabhi badnaam na hota..? Form Shaban gonda.?
Eye khuda aaj ye faisla karde,
Use mera ya mujhe uska
karde.
Bahut dukh sahe hain maine,
Koi khusi ab toh muqadar
karde. Bahut mushkil lagta hai us se
door rehna,
Judai ke safar ko kam karde.
Jitna door chale gaye woh
mujhse,
Use utna kareeb karde. Nahi likha agar nasib me uska
naam,
To khatam kar ye zindagi aur
mujhe FANAA karde.
~:~:~:~:~:~:~:~:~:~:
rasty pe na bethoo k hawa tang kary geee
bichry huwy loogoo ki sada tang kary geee
mat toot k chahoo ussy agaz-e-safer say
bichry ga tu aik aik ada tang kary geee