• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • Mujhse Na Sahi, Gairon Se Hi Sahi; Tumhein Dil Ko Lagana Aa To Geya; Duniya Mein Kisi Ke Tum Ho To Gaye; Chalo Tumhein Pyaar Nibhana Aa To Geya!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Achhi ladki par aitbar ho jati hai andekhi anjani ladki se pyar ho jati hai jab de jati hain wahi ladki dhoka to bewfa shayariyo se dilochar ho jati hai
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Bohat udaas hai koi shakhs tere jaane se Ho sake to laut aa kisi bahaane se Tu laakh khafa sahi magr ik baar to dekh Koi toot gaya hai tere door jaane se....
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Seh Liya Har Dard Humne Haste Haste Ujd Gaya Ghar Mera Yaaro Baste Baste Ab Wafa Kare To Kis Se Kare Yaaro Wafa Karne Gaye To Bewafa Hi Mile Raste Raste…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • मुझे उसके पहलु में आशियाना ना मिला; उसकी जुल्फों की छाओं में ठिकाना ना मिला; कह दिया उसने मुझको बेवफ़ा; जब मुझको छोड़ने का उसे कोई बहाना ना मिला।
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Apni to mohabbat ki itni kahani hai, Tooti hui kashti or thera hua pani hai, Ek phool kitabon may dam tor chuka hai, Magar kuch yaad nahi aata yeh kis ki nishani hai…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Beet jate hain jo zamane nhi aaty, AAty b hain to woh log purane nhi aaty, Kuch is kadar bikhra hai AAshiyana hamara! Jahan panchi b raat bitaane nhi aaty.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kal na hum honge na koi gila hoga. Sirf simti hui yado ka silsila hoga. Jo lamhe hai chalo haskar bita le. Na Jane kal zindgi ka kya faisla hoga.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Dheeray Se Sarakti Hai Raat Us Ke Aanchal Ki Tarah Uska Chehra Nazar Aata Hai Jheel Main Kanwal Ki Tarah Baad Muddat Usko Daikha To Jism-o-Jaan Ko Yun Laga Pyasi Zameen Pe Jaisay Koi Baras Gaya Baadal Ki Tarah Roz Kehta Hai Seenay Pe Sar Rakh K Raat Bhar Jaga’uon Ga, Sar-e-Sham Hee Mujhe Aaj Phir Sula Gaya Wo Kal Ki Tarah, Mere Hee Dil Ka Makee.n Nikla Wo Shakhs “Wasi” Aur Mein Shehar Bhar Me Dhundta Raha Usy Kisi Pagal Ki Tarah
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Khubsurat sa ek pal kissa banjata hai, Jane kab kaun zindagi ka hissa banjata hai, Kuch log zindagi me milte hain aise, Jinse kabhi na tutnewala rishta banjata hai… By Hareram
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Mout ko to maine dekha nahi par, Kavi kavi aisa lagta hai ki wo bahut hi khoobsurat hogi, Kambakht jo bhi usse milta hai , Jeena chhor deta hai…!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Berookhi Ka Teer Khaana Bhi Mera Ek Shaukh Thaa, Doston Ko Azmaana Bhi Mera Ek Shauk Thaa, Dard Unka Apne Seene Se Lagaya Isliye, Ke Chot Khakar Muskraana Bhi Mera Ek Shauk Tha!!!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Tanzz karte hain jo log un ko dikhane ke liye, Laut aao na mere yaar zamane ke liye, Is liye bhi teri tasveer jala di mene, Aur kuch tha hi nahin dil ko jalane ke liye, Tere baayess hi to saktay ka hai aalam taari, Khud ko naraaz kiya khud ko mananey ke liye, Aaj phir shaam guzari hai usi jungle mein, Un darakhton se tera naam mitaney ke liye,
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • जिंदगी तो तुमने ले हीं ली हमारी, तू बोले तो… मौत भी अपनी तेरे नाम कर दूँ तेरी बेवफाई के बदले, तुझे.. अपने प्यार का एक और ईनाम दूँ…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Zakham Kee Baat Nahi Hai Jaane Dard Kyon Hota Hai; Dhokhe Kee Baat Nahi Hai Jaane Ehaas Kyon Hota Hai; Jante Hue Ki Wo Bewafa Hain; Na Jane Phir Bhi Pyaar Kyon Hota Hai!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Bhulakr hame shayd wo khush reh paenge, Hamare liye na sahi hamare baad muskraenge. Khuda se dua hai unhe kabhi gham na de, Humto seh gaye par wo tut jaenge..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS