• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • सोचते रहे ये रातभर. हम करवट बदल बदलकर...!!! . जानें वो क्यों बदल गये, हमको इतना बदलकर...!!!C.S..LOVE
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Saza hume ye kaisi mili dil lagane ki, Ro rahe magar tamnna thi muskurane ki, Apna dard kise dikhau aye dost, Dard bhi usine diya jo wajahthi muskurane ki Swee2
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Yun to sadmo me bhi hans leta tha mein, Aaj kyu bewajah rone lage hain hum, Barson se hatheliyan khali hi rahi meri, Phir aaj kyu laga sab khone laga hun mein….
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kar Na Sake Hum Pyaar Ka Sauda Keemat Hi Kuch Aisi Thi Jeeti Baazi Haar Gaye Hum Kismat Hi Kuch Aisi Thi Koi Na Samjhe Koi Na Jaane Kaisi Yeh Majbbori Hai Paas Hain Ek Dooje Ke Kitne Phir Bhi Kitni Doori Hai Aankhon Main Aansu Ke Hain Qatre Hoton Pe Khamoshi Hai Hans Na Sake Hum Ro Na Sake Hum Halat Hi Kuch Aisi Thi Khan
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Haqiqat janlo juda hone se pehle, meri sunlo apni sunane se pehle, ye soch lena bhulane se pehle, ye aakhe bahot royi hai muskurane se pehle..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Har rat ek naam yad aata hai Kabhi subah kabhi shyam yad aata hai Jab sochte hai karle dusri mahobbat Tab pahli mahobbat ka anjam yad aata hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Apni yadaain apni batain lay kar jana bhool gayqa. Janay wala jaldi main tha mil kar jana bhool gaya. Mur mur kar daikha tha usnay jatay jatay rastay main. Jaisay usnay kahna tha kuch jo wo kehna bhool gaya Khan Sagarr Se7en575
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Shararat na hoti Shikayat na hoti Nainon me kisi ke Nazakat na hoti Na hoti bekarari Na hote hum tanha Agar jahan me kambakht Ye mohabat na hoti.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Dard Kya Hota Hai Batayenge Kisi Roz, Kamal Ki Ye Ghazal Sunayenge Kisi Roz Udne Do In Parindo Ko Azad Fizaon Mein Jo Mere Hue To Lout Ke Ayenge Kisi Roz…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Is Tarah Toot Chuke Hai K . Choone Se Bikhar Jayenge . Ab Dua Bhi Doge To Hum Mar Jayenge . Hum To Musafir Hai Aap Ki Kashti Ke . Jaha Kahoge Waha Utar Jayenge..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Barbaad Kar Gya Wo Zindgi Pyar Ke Naam Sey, Bewafaai Mili Sirf Wafaa Ke Naam Sey, Zakhm He Zakham Diye Usney Dava K Naam Sey, Khud Bhi Ro Pada Wo Meri Mohabbat K Anjaam Sey.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Woh bewafanikli toh kya hua, kuch dino ka toh saath nibhaya tha, . Tadapta hua chhod gayi toh kya gilla, Tadapna bhi toh ussi ne sikhaya tha?
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Mohabbat bewafa ke siwa kuchh bhi nahi, Duniya gum ke siwa kuchh bhi nahi. Unke pas hamare siwa sab kuchh hai, Par hamare pas unke siwa kuchh bhi nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • jite the kabhi hum bhi saan se. Mahak uthi thi fiza kisi ke naam se. Par gujre hai kuch aise mukaam se. Ki nafrat si ho gyi hai mohabbat ke naam se $RAAJ$
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • aye mere hamnashi chal kahi aur chal..is chaman me apna gujara nahi....baat hoti phoolo tak to sah lete...,ab to kaanto pe bhi hak hamara nahi.........s.k.?
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Haan Hum Bewfa Sahi, Par Itna Mujhe Batao. Bewafa Jo Nahi Hai Aisa koi Saksh Dikhao. Haan Main Janta Hoon Aapne kisi se Bahut wafa ki Hai Par yun kya aapne Khud se koi Wafa ki Hai
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • टूटा हो दिल तो दुःख होता है, करके मोहब्बत किसी से ये दिल रोता है, दर्द का एहसास तो तब होता है, जब किसी से मोहब्बत हो और उसके दिल में कोई और होता है।
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS