• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • Mera Iljam He Tere Par Ke Tu Bewafa Tha, Dosh To Tera Tha Par Tu Hamse Hi Khafa Tha. Ek Kitab Main Bayan He Teri Meri Kahani, Yaddon Se Sarabor Uska Ek Ek Saffa Tha.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Zindagi dene vaale marta chod gaye, Apnapan jataane vaale tanha chod gaye, Aur jab padi zaroorat apne humsafar ki, Woh saath chalne vaale apna raasta mod gaye...
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Mujhko Rulakar Wo Bhi to Roya Hoga, Mooh Ashqo Se Usne Bhi to Dhoya Hoga, Agar Na Kiya Hai Kuch Hasil Hamne Pyar Mein, Kuch Na Kuch Usne Bhi jarur Khoya To Hoga.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Na zindagi mili na wafa mili, Na jaane har khushi hamse khafa mili, Jhoothi muskaan liye apne gham chhupaate hain, Sachchi mohabbat karne ki bhi kya khoob saza mili.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kash Aisa Koi Tum B Kaam Kardo Meri Hr Hasrat Hr Arzoo Ko Fana Kardo Ya To Wafaon Ko Tum B Seekh Lo Ya To Apni Tarah Muje B Bewafa Kr Do
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • kun kisko dil me jgah deta h peid bhi sukhe ptto ko gira deta h wakif h hum duniya ke riwaazo se man bhr jaye to koi bhi bhula details h.. I Miss you
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Hota Kaise Unko Gam Hamari Tanhai Ka, Jab Farq Para Hi Nahi Unko Hamari Judai Ka, Khamoshi Se Saha Hum Ne Jab Har Gam, To Ilzam Laga Dia Hum Par Bewafai Ka!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • kaash wo tera aakhiri khat aakhiri na hota bhooli nahi hai tu mujhe ye ehsaas to rehta main tanha to hota magar itna bhi na hota sweet har khat tera wajood banke mere paas to rehta
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Hanste Hain Yun Hans Kar Rula Jate Hein Log, Milte Hain Yunhi Mil Kar Juda Ho Jate Hein Log, Pal Do Pal Ki Mohabbat Ko Umar Ka Saath Samjhna, Mohabbat Bi Karte Hain Or Khafa Bhi Ho JateHain Log, Naseeb Mein Pyar Na Tha Jo Mujhe Mila Hi Nahi, Kr Ke Izhaar_E_Mohabbat Bhi Beparwaah Ho Jate Hain Log, Ab Kis Say Shikwa Karen Apni Mohabbat Ka Aye “Sameer” Kar K Wafa Ka Vaada Bewafa Ho Jate Hain Log…!*!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Dil K Kehne Par Duniya Chhod Aaye, Sabhi Rishte Nato Se Muh Mod Aaye, Humse Na Mango Hisab Dosti Ka Yaaro, Aapki Khatir Na Jane Kitno K Dil Tod Aaye.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • lumbi musaafaton se jb bhi jhuka sar mera.. akhir beh he gya aankh se ashk mera.. main itna udaas aur akela kun hun?… yehi soch kar jo utha maatha mera.. Ya! RAB barsoon bad bhi dikha asmaan tera.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • kaash apna b ik mukaam hota...tumhare honto pe ik mera hi naam hota....doob jaate aisi samandar me .. Jis samandar ka naam kabhi badnaam na hota..? Form Shaban gonda.?
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Bahut roya hai dil unhe yaad karke, kuch na mila rub se bhi fariyaad karke, wo keh gayi main na dungi saath aapka, koi puche unhe kya mila hume barbaad karke.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Hoga Afsos jb Hm Nhi Honge, Tb apki Ankho Se Ashu Kam Nhi Honge, Bahut Milenge apke Armano Se Khelne Wale, Lekin Us Waqt apki Parwah Krne Wale Hm Nhi Honge...
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Teri jabee’n pe likha tha ke tu bhula dega, So mein bhi bhaamp geya tha ke tu bhula dega, Har aik shakhs se larta raha mein tere liye, Har ik ne mujhe se kaha tha ke tu bhula dega, Yeh teri aankhon pe halqey se parr gaye kaise, Mujhe to tu ne kaha tha ke tu bhula de ga , Nikaal laya hai ilzaam phir puraney tu, Yeh hum ne tey’y bhi kiya tha ke tu bhula de ga, Kuch is liye bhi ke ik til tha teri ankhon mein, Mujhe to tab pata tha ke tu bhula de ga,
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Tumhe Ab Bhul Hi Jae To Acha Hai Ye Fasle Aur Bhi Badh Jae To Acha Hai Tumari Chahtein Hum Ko Nahi Hasil To Ab Gair Hi Ban Jaye To Acha Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Sapna ek lekin mushkile hazar hai, Tanhayi aur gum to mere bachpan ke yaar hai, Ab to yeh dil maut ke liye bhi taiyaarhai, kyunki is zindagi me hume sirf bewafao se pyaar hai…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Hum yad rahein to theek varna bhula dena, Ho koi khta hum se to saza dena, Waise to hum hai khali kagaz ki tarah, likha jaya to theek varna jala dena.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS