Mai roya nahi rolaya giya hun.
Bana kar pasand fir tukraya giya hun.,
Chor diya giya taqdeer k saharay,
pyare k naam pe jalaya gya hun,,
Bhot he naram o nazuk ta mizaj apna,
Jete jee khak ma milaya giya hun,
Mareez-e-mohabat ko gulaab raas kahan,,
Hamesha k lye kanto par sulaya giya hun,,
Be mout na marta to kia krta ,
Bhari duniya ma yun sataya gya hun.,
Kabi jo palko pe naaz utate te ,,zameer,,
Aj usi nazar se giraya giya hun
Nazar Main Zakhm-E-Tabbasum Chupa Chupa K
Mila
Khafa To Tha Wo Magar Mujh Se Muskera K Mila
Wo Humsafar Ke Mere Tanz Per Hansta Tha Bohat
Sitam Zareef Mujhe Aaina Dikha Ke Mila
Mere Mizaj Pe Hairaan Hai Zindagi Ka Shaoor
Main Apni Moat Ko Aksar Gale Laga Ke Mila
Main Us Se Mangta Kia Khoon Baha Jawani Ka
Kay Wo Bhi Aaj Mujhe Apna Ghar Luta Ke Mila
Na Chaaho Itna Hame,
Chahaton Se Dar Lagta Hai
Na Aao Itna Kareeb Judai,
Se Dar Lagta Hai,
Tumhari Wafaon Pe Bhrosa Hai
Magar Apne Naseeb Se Dar Lgta Hai.
हम सिमटते गए उनमें और वो हमें भुलाते गए,
हम मरते गए उनकी बेरुखी से, और वो हमें
आजमाते गए,
सोचा की मेरी बेपनाह मोहब्बत देखकर
सीख लेंगी वफाएँ करना,
पर हम रोते गए और वो हमें खुशी खुशी
रुलाते गए..!!
Itni Jaldi Kya Hai Mujhe Chodne Ki;
Abhi To Had Baqi Hai Mujhe Todne Ki;
Khilona Hu Mai Ghum Na Kar Mere Tutne Ka;
Mil Jayega Naya Zarurat Nahi Mujhe Jodne Ki...
Ladki Ladke ko kiss karti he,
To ladke ke gal pe lipstick lag jati he.
Ladka kehta he ye kya kiya?
Ladki: Agar kuch acha karne se
Dag lagta he to dag ache he...
Wo karte hain baat muhabat ki,
Per muhabat ke dard ka unhain ehsas nahi,
Muhabat wo chand hai,
Jo,
Dikhta hai sab ko,
Per usey pana sab ke bus ki baat nahi
Raat ko ye
Tootay sapnay
Meri band aankh’on
Ko zakhmi kar gaye
Aur
Saari raat
Khoon behta raha
Subha utha aur
Bister dekha
Tou pata chala
k
Raat Ko Kamray mein
KON AAYA HAI. . !
Har traf khamushi ka chaya hai,zindagi me pyaar kisne paya hai,hum to jhoomte hain unke yaado me/aur zamana khata hai dekho ladka aaj fhir pe k aaya hai,