• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • Kabhi Usko Bhi Meri Yaad Sataati Hogi. Apni Aankhon Mei Mere Khawab Woh Bhi Sajaati Hogi. Woh Jo Har Waqt Khayaalon Mei Basi Rehti Hai. Kabhi To Woh Meri Bhi Yadon Mei Kho Jaati Hogi…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kya Tera Ghar Nahi Tha Koi Jo . Mere Dil Main Aa Basi......?? . Ae MOHABBAT..!!!! . Kya Mila Tujhe Is Haste Huye Ghar . Ko Barbaad Kar ke...#SK
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Barbad Kar Gye Wo Zindagi Pyaar Ke Naam Se. Bewafai Mili Sirf Wafa Ke Naam Se, Zakhm Hi Zakham Diye Us Ne Dawa Ke Naam Se, Asman bhiRo Pda Meri Muhabat Ke Anjam Se.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Unki Yaad Aakar Dil Jala Deti Hai, Jo Karni Ho Baate Wo Baate Bhula Deti Hai, Shocha Na Tha Is Tarah Se Chhod Ke Jayegi, Ek Pal Ko Sab Bhula Deti Hai
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Dard ka ehsaas janna hai to pyaar karke dekho , Apni aankho me kisi ko utaar kar dekho , Chot unko lagegi aansu tumhe aa jayenge , Yeh ehsaas janna hai to pyaar me dil har kar dekho . . . . .
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • teri masom najren dgawaaz niklegi ye kabi socha bhi nahi tha to karti thi mujhse time pas, aur mai teri yaadon me sota bhi nahi tha
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • tujhe paa Kar kho diya hu , tujhe yaad karke sirf roya hu. itna badnasib hu me ki , jaha gaya vaha kho gaya hu. mujhe gum he sirf is baat ki, tujhe paate paate kho diya hu. abhi bhi dhundta hu me vo jagah, jiski Tu jikr kiya karti Thi. umeed Nhi chhodunga tujhe paane ki, jab tak ye saanse chalegi. saza chahe mout bhi Dedo, bas Kabhi mile to hum muh mod Kar Chale na jaana...
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Baar’haa aese laga, Jese tera hath, Mere baalon ko chuaa ho, Tu ne mujhse kaha ho lekin, Raat bhar rootha raha, Tu ne manaya hi nahin…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Tumhare Khayal Se Daman Chura Ke Dekha Hai... Dil Or Nazar Ko Bohat Aazma Ke Dekha Hai.... Mohabbat Ki Kasam Tum Nahi To Kuch Bhi Nahi... Maine Kuch Pal Tumko Bhula Ke Dekha Hai...!!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Andaz To Dekho Uske Dil Todne Ka . . . Rukhsar Par Hath Rakh Kar Kaha Usne Tum Pyar Bahut Ho Par Pyar Nahi Tumse :(
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Pyar kismat hai koi khwab nahi, Ye wo khel Hai jisme sab kamyab nahi, Jinhe ishq ki panah mili wo kuch hi log hai.. Or Jinke barbad ho gaye unka to hisab nahi :D
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Mujh Se Usne ek Cigrette Jaisa Salook Kiya, Pahle Jalaya Fir Piya Aur Paav Rakh Ke Bujha Diya. Usko Sirf Meri Talab Thi Tode Waqt Ke Liye, Laga Ke Honton Se Fir Duhe Mein Uda Diya, Saanse Khinch Ke Khusbu Meri Khud Me Basa Liya, Fir Jalti Huyi Raakh Ko Apni Ungliyo Se Gira Diya. Isliye Humne Bhi Cigratte Pina Start Kar Diya.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • jinse ki pyar maine jaan se zyada,,wo hi meri jaan maang lii,, kehte bhi to kya us nadan se,, are wo to nasamajh hai,isliye maine apni jaan uski naam kar di..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Haan Hum Bewfa Sahi, Par Itna Mujhe Batao. Bewafa Jo Nahi Hai Aisa koi Saksh Dikhao. Haan Main Janta Hoon Aapne kisi se Bahut wafa ki Hai Par yun kya aapne Khud se koi Wafa ki Hai
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Bhoolneki tujhe najane hum kitne vade karte hain, Kaise bhoolu tujhe,yeh sochker tume yaad karte hain, Jab bhi hota hai zikr zamane mein pyar aur wafaa ki, To tumhe bewafa ke bahane yaad karte hain
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Wo Khamosh Aur Hum Pareshan Kyu Hain, Wo Mashoor Aur Hum Badnaam Kyu Hain.. Uski Awaaz Hamare Dil Ki Dharkan Hai, Ye Jan Kar Bhi Wo Anjaan Kyu Hain..!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • ♥ Toot kar chahne wale aaj bhi tujhe chahte hai aye sanam.. Yeh aur baat hai tujhe ehsaas na kal tha aur na aaj.....!! ♥
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Saath agar doge muskrayenge zarur, . Pyar agar dil se karoge to nibhayengezarur ­ ­, . Raah me kitne kante q na ho , . Awaz agar dil se doge to aayenge zarur…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Unki chahat me dil majbur ho gaya! Bewfai karna unka dastur ho gaya , kasur unka nahi hamara tha! Hamne chaha hi itna ki unko gurur ho gaya...KISHOR UPASE (P)
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS