• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Mujhe Kisi Se Mohabbat Nahi Tere Siwa Kisi Ki Zaroorat Bhi Nahi Tere Siwa Meri Nazar Ko Thi Talash Jiski Kisi Ke Paas Vo Surat Nahi Tere Siwa Aapse Rishta Bhi Mera Koi Hota Shayad Uska Naam Dosti Hota Chipk Kar Rehta Seene Se Humesha Kash Main Aapki Mala Ka Koi Moti Hota Teri Aakhon Me Aas Ho To Meri Ho Tere Hothon Pe Pyass Ho To Meri Ho Jab Tu Bole To Lab Tere Hile Magar Unme Awaz Meri Ho
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ahista ahista aapka yakeen karne lage hain…. Ahista ahista aapke kareeb aane lage hain… Dil tho dene se ghabraathe hain… Magar ahista ahista aapke dil ki kadar karne lage hain….
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • hamse door jaoge kese, dil se hame vulaoge kese, hum wo khusbu he jo sansoo me basi hai..... apne sansoo ko rok paoge kese?..(debu)
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Koi Chupaata Hai, Koi Batata Hai, Koi Roolta Hai To Koi Hasata Hai, Pyar To Hai Kisi Na Kisi Ko, Har Kisi Se, Fark Itna Hai Koi Aazmata Hai, Koi Nibhaata Hai..!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Zindagi jaise ek saza si ho gayi hai, Gham ke sagar me is kadar kho gayi hai, Tum aajao wapis yeh gujarish hai meri, Shayaad mujhe tumari aadat si hogayi hai..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • हाल तो पूछ लू तेरा पर डरता हूँ आवाज़ से तेरी, ज़ब ज़ब सुनी है कमबख्त मोहब्बत ही हुई है।
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Door rehkar un dooriyon ko badhya nhi karte, Apne dost ko is tarha sataya nhi karte, Jise harwaqt khyal ho aapka, apni aawaz ke liye usse istarha tarsaya nhi karte..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Chote se dil me arman koi rakhana, dunia ki bhid me pehchan koi rkhana, achhe nhi lagte job rhte ho udas, apne hoto pe muskn sada wahi rakhana.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kisi Ka Bhi Naam Lu Yaad Tu Hi Aati Hai, Mere Palkon Pe Aansu Ban Ke Har Ghadi Muskurati Hai, Yakeen Hai Tu Ab Laut Ke Ayegi Nhi, Phir Koi Khawbon Me Aa Ke Laut Aane Ka Ehsaas Delati Hai!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Hamari Hr Khushi Ka Ehsaas Tmhara Ho Tumhare Har Gam Ka Dard Hamara Ho, Marr Bhi Jaaye To Hume Koi Gam Nahi Bas Aakhiri Waqt Ka Saath Tumhara Ho
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • o pal-pal jale vo 'dipak' jo pa-pal mehke vo'khusbu' jo pal-pal dhadke vo'dil' jo pal pal sarmaay vo samay, jo pal-pal yaad aaye wo'aap aur jo har pal aapko yaad kare vo 'hum'
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Hamari Har Ada Ka Aaina Apse He, Humari Har Manzil Ka Rasta Aapse He, KabHi Na Door Hona Humari Zindgi Se, Humari Har KHusHi Ka Waasta Aapse He.!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Nabz Abhi Thami Nahi, Ab Kuchh Saans Baaki Hai, Ab Bhi Unki Aane Ki Aash Baki Hai, Aise Nahi Niklega Mera Dam Mere Yaar, Abhi Unse Mulaqat Baki Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jo dil chahe wo zindagi mile aapko,Har kadam par sachi khushi mile aapko. Hum to aksar paakaq kho dete hai,Lekin khuda kare kabhi na khone wali hasi mile aapko..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jab se dekha hai teri aankhon mein jhank kar koi bhi aaina acha nahin lagta teri mohabbat mein aise hue hai deewane tumhe koi aur dekhe to acha nahin lagta…. BY:-ASHUTOSH CHOUDHARY
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Pyar Use Karo Jo Tumhe Pyar Kare, Khud Se Jyda Tum Par Aitbar Kare, Tum Bas Ek Baar Kaho Ki Ruko Do PaL, Aur Wo Un Do PaL Ke Liye Puri Zindgi Intzar Kare.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ik Din To Tujhe Aana Hi Padega, Wada Jo Kiya Nibhana Padega, Chhod Sakhiyon Ka Shehar Is Aur, Ik Naye Jahaan Me Aana Padega, Dekhein Kaise Khud Ko Rok Paoge, Chahat Ki Dor Sang Aana Padega, Gar Tu Magroor Hai To Hum Jiddi, Doli Me Baitha Kar Lana Padega, “Sagar” Ishq Kiya Koi Chori Nhi, Tadpayegi Yaad To Aana Hi Padega…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Deepak mein agar nur na hota, Tanha dil agar majbur na hota, Hum khud aapko GOOD NIGHT kahne aate, Agar aapka aashiyana itna door na hota....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS