Zindagi Ki Kitaab Ke Kuch Panne Hote Hai,
Kuch Apne, Kuch Begaane Hote Hai,
Pyaar Se Sanwar Jaati Hai Zindagi Sabki,
Bas Pyar Se Rishte Nibhane Hote Hai.
महफील भी रोयेगी, हर दिल भी रोयेगा ,
ङुबी जो मेरी कस्ती तो साहील भी रोयेगा ,
हम इतना प्यार बीखेर देगे इस दुनीया मे के,
मेरी मौत पे मेरा कातील भी रोयेगा……!!
Meri Baatain Tum Ko Satayegi Jaana,
Meri Yaadain Tum Ko Rulayegi
Jaana,Main Rahu Chahe Na Ruhe
Jaana Meri Mohabbat Ki Dastan
Tum Ko Sari Duniya Sunayegi Jaana.
Bahut Kam Log Hote Hain Zamane Me
Jinhe Sacchi Chahat Ki Pehchan Hoti Hai
Itna Soch Lena Kisi Par Mar Mitne Se Pehle
Gawane Ke Liye Ek Hi Jaan Hoti Hai..!
Kaha Se Laau Wo Rangat Gayi
Baharon Ki, Tumhare Saath
Gayi Roshni Nazaron Ki,
Kahi Se Laut Ke Aao Bahut
Andhera Hai, Chirag Dil
Ka Jalao Bahut Andhera Hai!
Fizao ka mausam jane par, baharo ka mausam aaya,
Gulab se gulab ka rang tere gaalo par aaya.
Tere naino ne kaali ghata ka kajal lagaya,
Javani jo tum pr chadi to nasha meri ankho me aaya.
Ankho mein aansuo ko ubhar ne na diya,
Mitti ke motiyon ko bikhar ne na diya,
Jis raah pe pade the tere kadmo ke nishan,
Us raah se kisi ko guzar ne na diya.
Apni mohabat ka izhar karne wala hun,
chitthi nahi pyar karne wala hun,
koi haseena to ab ghas dalti hi nahi,
koi haseena to ab ghas dalti hi nahi,
isi liye ek budiya se ishq karne wala hun….
:-P
Ghairon Main Hain Jo Shad, Unhain Eid Mubarak
Jin Ko Nhain Ham Yaad, Unhain Eid Mubarak
Masoom Se Armano Ki Masom Si Duniya
Jo Kar Gaye Barbad Unhain Eid Mubarak