Taaro ki bi kuch kahani hogi ,
Antrishk ki duniya bi suhani hogi ,
Aise hi nhi he asman ki sundarta ,
Jarur woh bi kisi k
"pyaar" ki nishani hogi.....Kishor Upase {P}
Badle The Woh, Mausam
Hame Keh Gaye Achhe The Woh,
Bura Hame Keh Gaye, Hamne
Toh Ki Thi Har Pal Wafa Unse,
Nibhai Khud Se Na Gayi Toh,
Bewafa Hame Keh Gaye.
Deewane Hai Tere Naam Ke Is Baat Se Inkaar Nahi, Kaise Kahein Ki Humne Aapse Pyaar Nahi, Kuchh To Kasoor Hai Aapki Adaon Ka, Hum Akele To Gunhegaar Nahi.
Kuchh cheeze hum purani chhod
aaye hain,
Aate aate uski aankho me paani
chhod aaye hain,
Ye aisa dard hai jo bayaa ho hi nahi
sakta…
Dil to saath le aaye dhadkan chhod
aaye hain…!!
Dil Ki Awaaj Se Nagme Badal Jaate Hai,
Sath Na De To Apne Badal Jaate Hai,
Palke Bhi Jara Samhal Ke Rakhna Kyun Ki,
Palke Jhapkane Se Sapne Badal Jaate Hai.
Gairo Par Marne Ki Unki Fitrat Ho Gayi,
Hamari Mohobbat Unki Shikayat
Ho Gai, Sari Duniya Ko
Chahte Hai Wo Apnana, Bus Ek
Mere Hi Naam Se Unhe Nafrat Ho Gayi.
Meri mohabat hai wo koi majboori to nahi
wo mujhe chahe ya mil jaye zarurito nahi
ye kuch kam hai ke basa hai meri sanso me
wo samne ho meri ankho ke zaruri to nahi…
Aye Ajnabi Na Jane Kyu Aapse
Baat Karna Acha Lagta Hai,
Na Jane Kyu Aapse Pyar Karne
Ka Mann Karta Hai, Shayed
Dil Ko Aapse Pyar Ho Gaya
Hai Par, Na Jane Kyu
Izhar Karne Se Darr Lagta Hai!
हसना हमारा किसी को गवारा नही होता,
हर मुसाफिर ज़िंदगी का सहारा नही होता,
मिलते है हर लोग तन्हा ज़िंदगी में,
पर हर कोई आप सा प्यारा नही होता.
By - एस पी पोटे