Na jeene ki khushi na marne ka gham,
Unse milne ki dua bhi nahin karte hum,
Jeete hain isliye ke shayad woh ek din aayenge,
Marte isliye nahin ki wo akele reh jaayenge....
Paas Hote To Koi Shararat
Karte
Tujhe Lekar Bahon Mein
Mohabbat Karte
Dekhte Teri Aankhon Mein
Neend Ka Khumar
Apni Khoi Hoi Neendon Ki
Shikayat Karte
Teri Aankhon Mein Apna Aks
Dhondte
Khud Se Bhi Ziyada Tujhe
Chaha Karte
Ek Dil Hi Tha Wo Bhi Tere Paas
Hai
Raat Bhar Jaag Ke Kis Ki
Hifazat Karte
Mere Mazhab Mein Shirk
Haraam Hai
Warna Dil-O-Jaan Se Teri Ebadat
Karte
Jane kya zamana mujhse chahta hai.
mera dil thod karmujhe hasana chahta hai
jane kya baat jalakti hai mere chehre se
jo har koi mujhe aajmana chahta hai.
जी भर के देखुं तुझे अगर तुझको गवारा हो,
बैताब मेरी नज़रे हो और चेहरा तुम्हारा हो,
जान की फ़िक्र हो ना ज़माने की परवाह,
एक तुम्हारा प्यार हो जो बस हमारा हो।
Mere dill ke samundar mai dub ke dekho....
Samundar bohod hi gahra hai....
Thordi dur jane ke baad charo wor andhera hai....
Jame uske rukhe sukhe aysa uska nazara hai....
Thorda sa pyar de ke dekho....
Dill humara sab se pyara hai....
Kabhi Furst Me Kisi Din Tum
Mujhe Soch Lena Pal Bhar
Kitna Tumko Chaha Maine
Aur Kya Tumse Paya Maine
Kabhi Jo Khamosh Baitho To
Mujhe Gunguna Lena Ek Pal
Main Ek Nagma Hu Chahat Ka
Dard-E-Gazal Bhi Hu Main Hi
Kabhi Jo Muskurao To Tum
Mujhe Bhi Paas Rakhna Apne
Main Khud Ko Bhi Luta Dungi
Tumhari Ek Muskuraht Pr
Kabhi To Sona Chaho To Tum
Mujhe Bs Yaad Kr Lena
Mahka Kr Khwab Tumhare Main
Main Hrsu Chahat Brsa Dungi
Kabhi Jo Tanha Ho Jao To
Mujhe Apna Bna Lena Tum
Mohabbat Pak H Meri Ibdaat Si
Tumhe Hr Gham Bhula Dungi
Kabhi Furst Me Kisi Din
Mujhe Sochna Bs Ek Pal…
Utre jo teri zindgi ki gehrai me hum, mehfil mein reh ke bhi Rahe tnhai mein hum,Diwangi nahi to ise Aur kya kahe,tujhe dhondte rahe Apni hi parchai main hum
Pyar chupta nahi aankhen chupaane se,
Dil rukta nahi kisi ke samjhaane se.
Ruk jaati hai dhadkan tujhe bhool jaane se,
Hum tujhe yaad karte hain jeene ke bahaane se.
Aj Phir Teri Yad Ayi Barish Ko Dekh Kar;
Dil Pe Zor Na Raha Apni Tanhai Ko Dekh Kar;
Roye Is Qadar Teri Yad Me K;
Barish Bhi Tham Gayi Meri Ashko Ki Barish Dekh Kar...
Unke bina mera jeena kaise hoga,
Unse door mera haal-e-dil kaisa hoga,
Jab tak zinda hai mere saath rehne do unko,
Warna unke bina mera marna kaise hoga…!!!
Har koi pyaar k liye tadapata hai,
Har koi pyaar k liye rota hai,
Meri baat ko galat mat samajhana ai mere DOST,
Pyaar to DOSTI me bhi hota hai.
KHALID REHAN.
Aansu na hota to aankh itni khubsurat na hoti,
Dard na hota to khushiyon ki keemat na hoti,
Poori karta khuda yu hi sab murade,
To ibadat ki kabhi zarurat na hoti...
Her subha se saam tak tere khayaloon mein dooba rehte hain hum,
kab tu samjhegi ye piyaar
ka paygaam,
Rab se dua hain humari ki kavi khfa na ho tum-hum,
yeh ho humari dosti vari piyaar ka anzaam....!!!
By sudip guria....