• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Shadi ka wada kia Perveen se, Warna mohabbat to thi Nasreen se, Anjane men sab kehdia Mehreen se, Kia haal hua tha pocho Samreen se, Ab umeed hai sirf Noreen se, Lekin baat banegi Sabreen se, Ya phir dekho Ambreen se, Nahi to shayed Nosheen se, Or hosakta hai k Zareen se, Warna setting to hai hi Farheen se:p:d:-)
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • कोई खुशियों की चाह में रोया कोई दुखों की पनाह में रोया.. अजीब सिलसिला हैं ये ज़िंदगी का.. कोई भरोसे के लिए रोया.. कोई भरोसा कर के रोया..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Koe Mila-hi Nahi Jis Ko Wafa Date. Her Ik Ne Dokha Diya Kis Kis Ko Saza Dete. Ye Humara Zarf Tha K Khamosh Rahe Dastan Sunate To Mehfil Ko Rula Dete.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ek Shamma Andhere Me Jalaye Rakhna; Subah Hone Ko Hai Mahoul Banaye Rakhna; Koun Jane Wo Kis Gali Se Guzre; Har Gali Ko Phoolo Se Sajaye Rakhna!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • KHUDA ne "AANKHEIN" kitni Ajeeb banayi Hai... Jab yeh Uthti hai toh DUA ban jati hai,angel.png Jab yeh Jhukti hai toh HAYAA ban jati hai,;wink.png Uth ke Jhukti hai toh ADAA ban jati hai,/smile.png Jhuk ke Uthti hai toh KHATA ban jati hai,sunglasses.png Yeh KHULTI hai toh Duniya unhe RULA deti hai,♥♥ Par BANDH hoti hai toh yeh duniya ko RULA deti hai........glasses.png
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • DiL To Unka Bhi Machalta Hoga, Husn Bhi So So Rang Badalta Hoga, Uthti Hogi Jab Nigahe Unki Tab, Khuda Bhi Gir Gir Ke SambhaLta Hoga.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Palko Ki Nami Me Chupa Kar Khwabo Ko Humne Unhe Jane Ki Ijazat De Di Hum Toot Kar Bikhar Gaye Tukdo Me Aur Unhe Muskurane Ki Ijazat De Di...!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kuch Is Tarah Mera Imtehan Lete Hain Wo Meri Jaan Hokar Bhi Meri Jaan Lete Hain Wo Naraz Hain Is Kadar Ki Baat Tak Nahi Karte Par Har Aahat Par Mera Naam Lete Hain Wo..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Gehri thi Raat Lekin hum soye nahi,Dard Bohat tha dil mai per hum Roye nahi,Koi nahi Humara jo puche hum se,Jaag rahe ho kisi ke liye ya kisi ke liye soye nahi!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Lovely Lines..!! Teri Dharkan Hi Zindagi Ka Kissa Hai Mera... Tu Zindagi Ka Ek Eham Hissa Hai Mera... . . Meri Mohabbat Tujhse, Sirf Lafzo Ki Nahin Hai... Teri Rooh Se Rooh Tak Ka Rishta Hai Mera...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ho Sake Toh Hamari Yaad Saath Rakhna, Dosti Ka Itna To Ehsaas Rakhna, Apki Duao Se Milegi Khushiya Mujhe, Ye Soch Ke Har Dua Me Mujhe Yaad Rakna.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • अपनी साँसों मे महकता पाया है आपको, क्यों ना करे शिददत से याद आपको, जब हमारे प्यार के लिए ही, खुदा ने बनाया है आपको…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • itni chahat krte rhe hm unse itni mohabbat krte rhe wo hmse IK andhi si ayi jmane ki aur juda ho gye hmesha k liye wo hmse hm unse....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Yaad Aapko Hum Har Pal Kiya Karte Hai, Har Pal Aapka Naam Liya Karte Hai, Agar Na Aaye Koi Sms Aapka To, Purane Sms Ko Hi Padh Liya Karte Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS