Love is when u tell after a fight that u dont want 2 talk & still u check ur mob 2
know if u have missed call or msg!!!
Feel the innocence of true love.
वक्त बदल जाता है इंसान बदल जाते हैं वक्त वक्त पे रिश्तो के अंदाज बदल जाते हैं कभी कह दिया अपना तो कभी कर दिया पराया दिन और रात की तरह जिन्दगी के ऐहसास बदल जाते है ।।
aksar jab hum aap ko yaad karte hain
apne rab se yahi faryad karte hain
umar hamari bhi lag jaye aap ko
kuy ki hum aap par khud se jyada aitbar karte hain
Raat Ke Tanhai Mein Akele
The Hum, Dard Ke Mehfilo Mein
Ro Rhe The Hum, Aap Bhale
He Humare Kuch Nhi Lagte,
Par Phir Bhi Aap Ke Bina
Bilkul Adhoore Hai Hum!!
दीदार की आग, जब दिल में भड़कने लगती है
तुझे देखने को, मेरी आँखें तरसने लगती हैँ...
बादलों के बरसने का हमें, इंतजार नहीं रहता.
तेरी याद में ये आँखें, खुद ही बरसने लगती हैं.
Mohabbat ki daastan sunane aaye hain,
Tabaah krne k bad wo pyar jatane aye
hai
Aansu pochh liye the hamnein kab ke
Magar wo fir se aaj hume rulane aaye
hai.
Mere Kareeb To Aao Ki Bahut
Udaas Hu Mai, Apne Seene Se
Lagaao Ki Bahut Udaas Hu Mai,
Kisi Bhi Jhoote Dilase Se Dil
Behlaao To Sahi, Bas Aaj Toot
Ke Chaho Ki Bahut Udaas Hu Mai!
IS Shehar K Badal Teri Zulfon Ki Tarha Hai,
Ye Aag Lagate Hai Bujhane Nahi Aate,
Tum Bhi Ghairo Ki Ada Seekh Gaye Ho,
Aate Hai Magar Dil Ko Dukhane Nahi Aate..!!!
Bichadte Waqt Us Ne Kaha Tha, Na
Sawaal Karna Na Jawab Milega,
Mujhe Bhool Jaana Qaraar
Milega, Hum Us Muqaam Par
The, Na Sawaal Kiya Na Jawab
Mila, Na Bhool Sake Na Qaraar Mila.
Najanay kaisi Hawa chali hy..
K Sheher Saara badal gya hy..
Kisi ki Aankhien badal gai hain..
Kisi ka Chehra badal gya hy..
Haseen Din thay Jameel Raatain..
Na khatm hoti thien Apni Batain..
Ajab Chup si theher gai hy..
Wo jab se Lehja badal gia hy..
Fizaien Be-Noor ho rahi hain..
Hawain Chup Chap Ro rahi hain..
Bus ek Judai sy Apny ghar ka..
Tamaam Naqsha badal gya hai.
Udas tujhe dekhne se
phele ye ankhe na rahe..
kafa ho tu mujhse to ye
sanse na rahe..
agr gum hi du tujhe
to teri zindgi mai
hum kya humari yadein bhi na rahe..