Chehre pe mere zulfo ko phailao kisi din,
Kyu roz sirf garajate ho, baras jao kisi din,
Khushbu ki tarah guzro mere dil ki gali se,
Phulon ki tarah mujhpe bikhar jao kisi din.
मै तेरे प्यार में कहां-कहां न गया
कभी भावना से मिला कभी कामना से
दर्द जबभी उठा की मिन्नतें वंदना से
मैंने तुझको खोजा दर पर संवेदना के
हवा जब पूरवा चली यूं लगा तूने छुआ
मन की चेतना खींचा कभी रजनी ने।
न जाने क्यूं ऐसा लगा तूने याद किया
तेरा शिकवा मुझे प्यारा लगा जान से।
तू मेरे अन्तर्मन में यूं समाया, यूं समाया
आंसुओं को तेरे भाग्य-रेखा से मिलाया।
"KASH AAP HMARE HOTE"
apke liye khusiyan dhudh lata
apke liye hr rat ko sitaro se sjata
apke sath khusi ka btwara kuch is trh krta jisme apke gmo ko lekr apne hisse ki khushiyan v aapko de deta.
apse pehle subah mai uth jata aur chay bnakr apko nid se jgata.
"KASH AAP HMAARE HOTE"
Khud me hum kuch is tarah kho jate hai,
Biti hui yaadon ko lekar ro jate hai,
Nind nahi aati ratoon me par,
Unko khwab me dekhne ke liye so jate hai
By:-AshuTosh Choudhary
Aapke Husn Ko Dekhkar O Sanam,
Sabhi Jaane Kyun Ghas Khakar Gir Jaate Hain,
Aap Apne Husn Ko Kahin Chhupa Lijiye,
Varna Yeh Log Tog Bemout Mare Jaate Hain…
Wo Din Mohabbat Ka Aaj Bhi Yaad Hai Mujhko
Mere Sang Bitaye Pal, Kya Yaad Hai Tujhko
Aaj Bhi Dil Tadapta Hai Mera, Ussi Sirhane Ko
Mere Baalon Ki Khushbu, Kya Yaad Hai Tujhko
Wo Din Suhane The, Bada Josh Tha Dil Diwane Ko
Mera Pal Pal Tujhpe Marna, Kya Yaad Hai Tujhko
Hagge-marru Kahela ke Hug Kar Liya....
Kiss-Me.Chocolate De ke KiSs kar Liya....
Baat karo kahe ke Lafzon Se Baat Hi Chin Liya....
Pyar Karo Kahe Ke Dil Hi Chura Liya....
Abhi to ishq me aisa haal bhi hona hai
K ishq rokana tum se mahal hona hai
Har aik lab pe hain meri wafa k afsane
Tere sitam ko abhi la zawal hona hai
Baja k khar hain lakin bahar ki rot me
Ye teh hai abb k humen bhi nahal hona hai
Tumhen khabar hi nahin tum to loot jao ge
Tumhare hijar me lamha bhi saal hona hai
Hamari rooh pe jab bhi azab otaren ge
Tumhari yaad ko us dil ki dhal hona hai
Kabhi to roe ga wo bhi kisi ki banhon me
Kabhi to us ki hansi ko zawal hona hai
Apni Aakhon Ke Samunder Main Utar Jaane De
Tera Mujrim Hoon, Mujhe Dub Ke Mar Jaane De
Zakham Kitne Teri Chaahat Se Mile Hain Mujhko
Sonchta Hoon Kahoon Tujhse, Magar Jaane De
Socha tha jab milenge raah chalte kabhi, dil ki baaten juban par na aane denge, hamne lab khole bhi nahi aur wo sab jaan gaye, khaamoshiyon ko samazne ki wo adaa unme aaj bhi hai….
Kasam Dekar Mujhe Majbur Na Karo;
Khud Tanha Hojaoge Itna Ghuroor Na Karo
Mana K Ap Pe Mera Haq Nahi;
Apne Ap Ko Mujh Se Door Na Karo
Pyar Kiya Hai Humne;
Hame Zindagi Se Majboor Na Karo...