Kabtak mere
ishqse inkar kregi
khud tutkar 1din
to muje pyar kregi
me itna jala dunga
use ishq ki aag me
ki izhaar wo
mujse sare bazar kreg..
By:-#AshuTosh_ChouDhary
किस्मत में लिखी हर मुश्किल टल जाती है,यदि हो बुलंद हौसले तो मंज़िल मिल ही जाती है,सिर उठा कर यदि आसमान को देखोगे बार-बार,तो गगन को छूने की प्रेरणा मिल ही जाती है !!
Kyon daren ki zindagi mein kya hoga..
har waqt kyon sochen ki bura hoga..
Badhte rahen manzilon ki aor hum..
Kuchh na bhi mila toh kya tazurba toh naya hoga.
Sapne the, sapno k aap sahil hue,
Na jane kaise hum apki pyaar k kabil hue,
Karazdar rahege hum uss hasin pal k,
Jab aap hamari zindagi mein shamil hue
Wo khubsurat is kadar H kya karu,
Sare zamane ki unpar najar H kya karu,
Ji chahta H jala du sare shehar ko,
Lekin us shehar Me unka v ghar H kya karu.
Mazboor ye haalaat idhar bhi he udhar bhi
tanhaaii ki ek raat idhar bhi he udhar bhi
kahne ko bahut kuch hai magar kis se kahe hum
kab tak uuhi khamosh rahe aur sahe hum
dil kahata hai duniya ki har ek rashm gira de
kyu dil me sulagate rahe, logo ko bata de
haan.. humko muhabbat hai, muhabbat
hai,muhabbat hai
ab dil me ye baat idhar bhi hai udhar bhi
Mazboor ye haalaat idhar bhi hai udhar bhi�.
Chupa Loon Is Tarah Tujhe Apni Baahon Mein,
Ki Hawa Bhi Guzarne Ki Izazat Maange,
Ho Jaun Itna Madhosh Tere Ishq Mein,
Ki Hosh Bhi Aane Ki Izazat Manage.
jivan kya hai chalata phirta ek khilona hai
do aankhon mein ek se hansana ek se rona hai
jo jee chahe wo mil jaye kab aisa hota hai
har jivan jivan jine ka samajhauta hai
ab tak jo hota aaya hai wo hi hona hai
raat andheri bhor suhani yahi zamana hai
har chadar mein dukh ka tana sukha ka bana hai
aati sans ko pana jati sans ko khona hai
Veeraan Hai Mehfil Meri Jab Se Tum Gaye Ho
Bujh Gayi Hai Saari Roshni Jab Se Tum Gaye Ho
Andheron Ke Saaye Mein Hai Rooh Meri
Roshni Ne Chhora Daaman Jab Se Tum Gaye Ho...iii
Karoge Yaad Gujre Jamaane Ko
Tarsoge Hmare Saath Ek Pal Bitaane Ko
Fir Awaaz Doge Vapas Bulaane Ko Aur Hum
Kahenge
Darwaaza Ni Hai Kabra Se Bahar Aane Ko..
Jiski Stupid Baate Bhi Lagti Ho Naughty,
Har Jhuth Bhi Lagta Hai Jiska Saccha,
Jiske Sath Ladte Hue Bhi Aa Jaye Smile,
Use Kehte Hai True Love In Life Style.
Hume Jeene Nahi Deti Hai Ye Gujari Huyi yaadein
Hame Se Bhooli Nahi Jati Hai Ye Biti Huyi Baatein
Ab Kaise Kahein Hum Tum se Ye Dost Teri Baatein
Hame Har Pal Yaad Dilata Hai Teri Har Chhoti chhoti Baatein.
Aankhon Ke Sagar Mein Jalan Kaisi Hai,
Dil Ko Tadapne Ki Ye Lagan Kaisi Hai,
Baraf Ki Tarah Pighal Jayegi Zindagi Apni,
Yeh Door Rehne Ki Khayi Kaisi Kasam Hai.