Ye Kese Mumkin Hai Keh Zindagi Main Gham Na Mile
Koi Hamain Na Mila Kisi Ko Ham Na Mile
Kia Chal Chali Hai Mere Muqadar Ne Muj Se
Payar Tera Mila Magar Tum Na Mile
Tadpe To Bahot Par Woh Maan Nhi Paye
Ise Dil Ki Mahobbat Woh Jaan Nhi Paye
Ek Din Chale Jayenge Ise Duniya Se
Tab Woh Kahenge
Laut Aao Hum Tumhe Pehchan Na Paye.......
Na Paas Jaane Deta Hai Na Door UsSe Hone Deta Hai,
Na Dil Se Mere Noor Uskakhone HiDeta Hai.
Na Jaane Kesi Likhi Hai KismatKhuda Ne Meri,
Na Dil Se Muskurane Deta Hai NaKhul Kar Mujhe Rone
Hi Deta Hai.
Dil pe kya guzri wo anjaan kya jane..
Pyar kise kehte hain wo nadan kyya jane..
Hawa ke sath ghar uda legaya parinde ka..
Kaise basaya tha ghosla wo toofan kya jane..
Tere pyar mein khudko aisa khoya
Na Din Mein Soya Na Raat mein Roya ...
.
Ab To unki Ruswai se bhi Pyar hai hume,,,
Bas khuda se Milne ka Intejaar hai hume
Rote Rote Unki Bewafaai hassa jati hai...
.
Ae khuda tu baata
Itna Dard kyu hai
jab Unki yaad aati hai...
Pyaar Jab Milta Nahi Toh Hota
Kyon Hai, Agar Khwabon Mein Wo
Aaye Toh Insaan Sota Kyon Hai,
Jab Yahi Pyaar Aankhon Ke Samne
Kisi Aur Ka Ho Jaye,
Toh Dil Itna Rota Kyon Hai
नयनों से नैन मिलाकर, महोब्बत का इजहार करूँ
बन कर ओस की बुँदे, जिन्दगी तेरी गुलजार करूँ
संवर जाएगी तेरी मेरी जिन्दगी, इश्क के सफर में
थाम ले तू हाथ मेरा, मैं तेरे हर वादे पे ऐतबार करूँ.