• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Kalam thi hath mai likhna sikhaya apne.. Takat thi hath mai hosla badaaya apne.. Manzil thi samne rasta dikhaya apne.. Hum to sirf dost the.. AASHIQ BANAYA Aap ne By:-AshuTosh ChouDhary
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ye Chand b shayad kisi se Pyar krta h , Baadlo me chup k kisi ka Deedar krta h , Kho jati h dunia neend k Aagosh me aur ye tanha kisi ka Intzaar krta h .
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • us bewafa ko ham aab kbhi bhul na paayege. mere pyaar ka sila diya es kadar ha bhul na payega. khud ki kasam hai mere dost dik gyi uski parchai bhi. to jaan se maar ke hisab chukayege.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Sab Khushiyan Tere Naam Kar Jaayenge, Zindgai Bhi Tujh Pe Kurbaan Kar Jaayenge. Tum Roya Karoge Humen Yaad Kar Ke, Hum Tere Daaman Mein Itna Pyar Bhar Jaayenge ...!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jaise Waqt Tham Sa Gaya Hai Tere Jaane Ke Baad, Jaise Mushkurahat Kho Si Gayi Hai Meri Tere Jaane Ke Baad, Tu Gayi Mera Sab Kuch Le Gayi, Magar Fir Bhi Kyun Roj Yaad Aati Hai Teri Tere Jaane Ke Baad..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Khoye Huwe Ansuo Se Mohbat Muje b Hai Teri Tarha Zindgi Se Sikayat Muje b Hai Tu Agr Nazuk Hai to Pathar Main B Nahi Tanhai Me Rone Ki Adat Muje b Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Na jane kyun meri zindagi me tum aaye the.... Na jane kyun mene tumhe chaha tha.... Na jane kyun mene tumse milne ki bekarari dikhai thi.... Na jane mujhe Tumse Kaab Pyar Ho Gaya.... Tu Mujhse Dur Gaya To Ehsas Ho Gaya.... .
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tumhari pasand hamari chahat ban jaaye, Tumhari muskrahat dil ki rahat ban jaaye, Khuda khushiyo se itna khush kar de apko Ki aapko khush dekhna hmari adat ban jaaye
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ansuoo Ke Sagar Me Dil Ko Duboote Hue, Tamam Raat Guzar Di Humne Roote Hue, Mazak Kaisa Kiya Humse Taqdeer Ne, Unhe Paa Na Sake Unke Hote Hue..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mera khamosh labjo ko aaj tujhse bhuat kuch kehna hai,dil bhuat kuch baya krna chahta hai tujhse.. Mgr ho k v pass tu aaj nai hai..aur mai tahna akeli usi zindgi k moda pa khadi hu... !
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kadmo ki duri se dilo ke fasle nhi badte, Dur hone se ehsas nhi marte, Kuch kadmo ka fasla hi sahi hamarebeech, Lekin aisa koi pal nhi jab hum apko yad nhi krte..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Do Mithi Baatonse Nahi Hota Pyar, Har Phool Nahi Banta Galeka Haar, Yun To Zindagi Me Kayi Aate Hai Aur Jaate Hai, Har Koi Nahi Banta HaMara Yaar..iii
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Pyar Ka Badla Kabhi Chuka Na Sakenge Chah Kar Bhi Aapko Bhula Na Sakenge Aap Hi Hain Mere Laabon Ki Hansi Aapse Bichadre To Fir Kabhi Muskura Na Sakenge..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Roop Hai Ya Roshni Jo Dil Ko Jalati Hai Paas Ho Dil Ke Kareeb Tum Magar Sapno Me Aakar Kahi Door Tum Chali Jati Ho Hokar Yaado Me Saath Aksar Tum Kehkar Chali Jati Ho…. Chandu
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Unki Galiyon Me Safai Abhiyaan Zara Dhayan Se Chalana Yaaron Shayed Bikhre Sapno Ke Malve Ke Saath Mere Dil Ke Tukde Bhi Mile..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • wo tera dekhana or dekhane ke bad najar fer lena yed aata hai wo teri jolfo ko hatha se hatna yed aata hai wo satha bitae pal yed aate hai wo tera phon karn yed aata hai wo tera sahelio ke bich khada ho kar hum dekhan yed aata hai wo teri kasme bade yed aati hai kiu hue to bewafa tera wo akhari salm yed aata hai , , , sacha pyer kabhi nhi milt
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Door Rahkar Bhi Humse Vaasta Rakhna, Mulakat Na Sahi Par Yaado Ka Silsila Rakhna, ChuLo Aashma Ko Aap Meri Tammana Hai, Par Mere Tak Vaapas Aane Ka Rasta Rakhna.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS