• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Apni har ik saans teri ghulam kar rakhi hai, logo me ye zindagi badnam kar rakhi hai, aaina bhi nahi ab to kisi kam ka… hamne to apni parchhayi bhi sanam tere naam kar rakhi hai…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kabhi ro ke muskuraye , kabhi muskura ke roye, Jab bhi teri yaad aayi tujhe bhula ke roye, ek tera hi to naam tha jise hazar bar likha, Jitna likh ke khush hue us se jayada mita ke roye.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • ग़म एक अनुभव है, जो हर किसी के पास है.., ख़ुशी एक एहसास है, जिसकी हर किसी को तलाश है.., पर जिंदगी तो वही जीता है,. जिसे खुद पर विश्वास है..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • I see you aankho se, I feel you saaso se, I remember you chaahat se, I believe you jaan se, I care you dil se, "I love you" kasam se.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dil ye mera Tumse Pyar karna chahta hain Apni Mohabbat ka izhaar karna chahta hai Dekha hain jab se Tumhe aye mere Sanam Sirf tumhara hi Dedaar karne ko dil chahta hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ek Shaks Pas Reh Ke Samjha Nhi Mujhe Is Baat Ka Malal Hai Shikwa Nahi Mujhe Main Us Ko Bewafai Ka Ilzam Kaise Du Usne To Dil Se Hi Chaha Nahi Mujhe
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • ban sahara be sahara k liye, ban kinara be kinaaro k liye. jo jiye apno k liye to kya jiye, jee sake to jee hazaaro k liye
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Teri har jhalak ehsas hai, Tu sukun hai tu hi pyas hai, Jo ki lab pe ake ye ruk gaya aur ban gaya ye junun bhi. Kehte hai hum yahi Ishq hai, Chahe ise tu saza kahe, Jo pahunch gaya meri rooh tak use kaise khud se juda kahe.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dekho Subah Se Raat Aa Gai, Tanhai Me Rhne Ki Baat Aa Gai, Hum To Yuhi Baithe The Sitaron Ki Panah Mei, Chand Ko Dekha To Apki Yaad Aa Gai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kash Wo Meri Taqdir Ban Jaye, Main Uska Aaina Wo Meri Tasvir Ban Jaye, Jamin Aasman Se Toot Jaye Mera Nata, Mgr Uska Pyar Meri Jageer Ban Jaye
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mushkil is dunia me kuch bhi nahi, phir bhi log apne irade tod dete hai, agar sacche dil se mango kuch, to sitare bhi kisi ke liye apni jagah chhod dete hai….
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Har pal haske jiya karte hai, Tumse dil ki har baat kiya karte hai, Tum khaas ho humare liye, Isliye to har waqt aapko yaad kiya karte hai.. Swee2
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Hakikat jaan lo bichhad jaane se pehle meri sun lo apni sunaane se pehle ye soch lena bhulaane se pehle bahut royi hain ye ankhein muskurane se pehle..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • काश की खुशियो की दुकान होती, उनमे हमारी थोरी पहचान होती, सारी खुशियाँ डाल देता तेरी दामन मे चाहे, उनकी कीमत हमारी जान क्यो न होती.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Humaray Baad Nahin Aaye Ga, Tumhain Chahat Ka Asa Maza ? Faraz?! Tum Logon Se Kehtay Phiroo Gay, Mujhe Chahao Us Ki Tarah
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Namumkin Hi Sahi Magar Mohabbat Tujhi Se Hai Teri Gali Me Aake Kho Gaye Hain Dono Mai Dil Ko Dhoondti Hu Dil Tum Ko Dhoondta Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS