Kiss is not like
nokia just connecting people,
not like nike just do it,
not like pepsi yeh dil mange more,
but kiss is like lays no one can eat just one
Har waqt gul bankar muskurana zindagi hain,
gum bhula kar muskurana zindagi hain,
jeet kar muskuraye tho kya muskuraye,
har kar muskurana zindagi hain…
चुपके चुपके पहले वो ज़िन्दगी
में आते हैं;
मीठी मीठी बातों से दिल में
उतर जाते हैं;,
बच के रहना इन हुस्नवालों से
यारो;
इन की आग में कई आशिक जल
जाते हैं।
Jab Bhi Girti Hai Ye Boonde Dharti Per
Mere Dil Mai Ek Aas Hoti Hai,
Jab Bhi Girti Hai Ye Boonde Patto Per,
Mere Dil Ko Tera Ahsas Hota Hai,
Dil Me Tufan Sa Mach Jata Hai,
Jab Tu Door Ho Or Barsat Hoti Hai...
Hajaaro Raat Ka Jaaga Hu Sonaa Chahta Hu Ab,
Unhe Milke Mai Ye Palke Bhigona Chahta Hu Ab.
Bahut Dhoonda Hai Unko Khud Mein, Itna Thak Gaya Hu Ab,
Ki Khud Ko Mitaa Kar Unme, Main Khonaa Chahta Hu Ab.
Har Saans Ke Saath Mujhe Socha Karoge Tum,
Apne Hi Aks Me Dhoonda Karoge Tum,
Jab Yaad Ayegi Tumko Wafa Meri,
Fir Har Shaks Ko Chahat Se Dekha Karoge Tum,
Aaj Meri Tanhaiyon Pe Hans Rahe Ho Na,
Mujhse Bichad Ke Isi Baat Pe Roya Karoge Tum
Faasle milta kar aapas mei pyar rakhna,
Dosti ka rishta yun hi barkar rakhna,
Malum hai dost bahut hai aapke,
Par unke beech apni iss parchayee ka khayal rakhna…
Zindagi Ke Har Pal Mein Unhi Ko Paate Hai,
Bhul Jaaye Khud Ko Par Unhe Nahi Bhulate Hai,
Jaane Kya Baat Hai Unme Aye Mere Khuda,
Jitna Door Hote Hai, Wo Utna Kareeb Aate Hai.
Meri Zindagi Ke Raaz Mein Ek Raaz Tum Bhi Ho,
Meri Bandgi Ki Pyaas Mein Ek Pyaas Tum Bhi Ho,
Tum Kya Ho Ye To Main Nahi Janta Magar,
Meri Zindagi Ke Kaash Mein Ek Kaash Tum Bhi Ho.
Kuch Simti Hui Chhoti Si Duniya Hai Meri,
Iss Dil Ki Gehraiyon Mein Aapko Le Jaun Kaise.
Aasman Ki Uchaiyon Tak Mere Khwab Bikhre Hain,
Apne Armaano Ki Hadd Main Dikhaun Kaise.
Muskurana Meri Aadat Hai Aansuon Ko Chhupa Kar,
Par Har Gham Ko Apni Hassi Se Behlaun Kaise.
Dosti Hi Meri Chahat Hai Aur Dost Meri Zindagi,
Ishq Se Apni Berukhi Ka Sabab Bataun Kaise.
Hokar Meri Sarhadon Mein Shamil,
Aap Hi Jaan Lo Mujhe,
Kisi Aur Tarah Aapko Khud Se Milwaun Kaise…
वो बोली "किसकी मोहब्बत ज्यादा है, तुम्हारी, या मेरी???"
मैंने भी कह दिया...
"जा के समंदर के किनारे तुम अपने हाथों में पानी उठा लेना,
जितना तुम उठा लो वो तुम्हारी चाहत ओर ...
जो उठा न सको वो हमारी चाहत..."