Baha Ke Aanshu UsNe Mujhe Ye Sawal Kiya,
♥
Kiyu Aakir Tumne Mujhe Is Qadar Pyaar Kiya,
♥
Kuch Ayese UsKe Sawal Ne Mujhe Tarpa Diya,
♥
Ki Badi Muskil Se MaiNe Apne Aanshoon Ko Chupa Diya,
♥
UsNe Apni Qasam Dekar MujhSe Kaha Meri Saadi Me Zaroor Aana,
♥
MaiNe Hansh Kar Us Waqt Haa Me Sir Hila Diya,
♥
Meri Hansi Ne Us Ko Kuch Aysa Tarpa Diya,
♥
Usne Fir Se Rote Hove MujhSe Wahi Sawal Kiya,
♥
UsKe Aanshu Ko Saaf Krte Hove Maine...
♥
Aakhir Ye Jawab Diya, Ja MaiNe Tumhe Aazad kiya...!
Pard Se Barish Ke Boond Gire To Use Seena Se Laga le Na....
Paero Tale Mitte Bhig Jaye To Use Bhigne Maat Dena....
Apne Ankho Se Barish Ho To Use Bandh Kar Lena....
Dil Mai Andhera Ho To Thorda Sa Pyar De Dena....
Kabhi Mere Jorurat Ho To....
Ankh Bandh Kar Ke Mujhe Yaad Kar Lena....
Zinda Rohunga To Tere Paas Aa Jaunga....
Mar ke Bhi Tere Paas Rohunga....
Hamare Ashk Mein Apka Khwab Chhupa Hai
Hamari Khushi Mein Apka Ehsas Chupa Hai
Tum Hamari Dastan Mein Raho Ya Na Raho
Lekin Is Dil Mein Hamesha Aapke Liye Pyar Chupa Hai…
Jaane Lage Jab Woh Chod Ke Daman Mera....
Toote Huye DiL Ne Aahat Kar Di,
Sochha Tha Chupa Lenge Her Gum Apna,
Par Kambhat Aakhon Ne Ro Kar Bagawat Kar Di....
Fark Hota Hai Khuda Aur Peer Me....
.
Fark Hota Hai Kismat Aur Takdeer Me...
.
Agar chaho Aur Na Mile To Samj Lena
.
Kuch Aacha Likha Hai...
.
Aapki Takdeer Me...
<3 RAJ
Nazr Nazr Se Milao K Raat Kat Jye.
Koi Ghazal Hi Sunao K Rat Kat Jye.
Tmhra Door Rehna B Ek Azab Sa Lgta Hai.
Hmre Pas Chale Aao K Rat Kat Jye.
Hume Or Na Satao Muhobat K Imtihan Me.
Zara Chehra To Dikhao K Rat Kat Jye.
Rat Bht Lambi Hai Teri Yadon K Lye.
Aaj Koi Kahni Sunao K Rat Kat Jye.
Sari Umr Men Andhero Me Raha Hon.
Aaj Asi Roshni Phelao K Rat Kat Jye.
Men Ne Tere Siwa Khuda Se Kuch Nai Manga.
Khuda K Liye Aaj Chaly Aao K Rat Kat Jye.
एक आरज़ू सी दिल मैं अक्सर छुपाये फिरता हूँ … प्यार करता हूँ तुझ से , पर कहने से डरता हूँ … नाराज़ ना हो जाओ कहीं मेरी गुस्ताखी से तुम …. इसलिए खामोश रह कर भी ,तेरी धड़कन को सुना करता हूँ
Saqi par ilzam na aaye
chahe tujh tak jam na aaye
tere siva jo ke ho muhabbat
meri javani kam na aaye
jin ke liye mar bhi gaye hum
wo chal kar do gham na aaye
ishq ka sauda itna garan hai
inhen hum se kam na aaye
maikhane mein sab hi to aaye
lekin “jigar” ka naam na aaye..iii
Ek Aurat Kabr Par Bethi Thi,
Musafir Ne Puccha: Aapko Dar Nahi
Lagta.?
Aurat: isme Darne KI Kya Baat Hai,
Kabar Ke Andar Grmi Lag Rahi Thi To
Bahar Aa Gyi.
Garmi E Hashrate Nakaam Se Jal Jate Hain.Hum Chirago Ki Tarha Shaam Se Jal Jate Hain.Shmaa Jalti Hai Jis Aag Mein Numaish KeLiye.Hum Us Aag Mein Gumnaam Se Jal Jate Hain.Jab Bhi Aata Hai Tera Naam Mere Naam Ke Sath.Jane Kyun Log Mere Naam Se Jal Jate Hain.
Meri Har Saans Mein Mehakta Paya Hai Tujhe;
Har Sapno Mein Dil Se Mangwaya Hai Tujhe;
Phir Kyon Na Karein Tumhein Itni Mohabbat;
Jab Khuda Ne Mere Liye Hi Banaya Hai Tujhe!