Koi Na Mita payega Dil Ke Is
Fasale Ko, Teri Chaht Me Bhul
Jata Hu Mai Sare Zamane Ko, Uthe Jo
Meri Nazar Tere Chehre Pe
Muskan Aaye, Teri Diwangi Me
Bhul Jate Nazare Jhapkane Ko.
Apko Apne Zakham Dekhna Chahta Hoon Mein
Magar Kiya Karun Bahoot Hi Door Hain Ap,
Apko Chahta Hoon Banana Sathi Apna,
Mgr Manta Hoon, Rashmo Ke Haathoon Majboor Hain Ap…
Maana K Mujhse Wo Khafa Rahe Honge;
Ho Sakta Hai Wo Mujhe Aazma Rahe Honge;
Hum Utni Hi Shiddat Se Yad Karenge Unhe;
Jitni Shiddat Se Wo Hame Bhula Rahe Honge...
सुन :loudspeaker: मेरी :heart_eyes: जान, तू :princess: कितना भी Fb :iphone: पे Cυтє, ѕωєєту, Aиgєℓ:relaxed: नाम रख ले, पर हमारे :sunglasses: लिए तो तू :princess: हमारी प्यारी सी पगली :girl: ही रहेगी...
Tham lena mera hath,
kabhi piche jo chhut jau.
Mana lena mujhe jo tumse kabi ruth jau,
Mana mai nasamjh hu,
par wo tara hu jo aapki har arzu k liye tut jau.
Tumhain Bakshi Hai Dil Pe Hukmarani, Aur Kia Dete
Yehi Thi Bas Hamari Rajdhani, Aur Kia Dete
Sitaron Se Kisi Ki Mang Bharna Ik Fasana Hai
Tumhare Naam Likh Di Zindgani, Aur Kia Dete
Wo Ham Se Mangta Tha Umar Ka Ik Dilnishain Hissa
Na Dete Us Ko Ham Apni Jawani, Aur Kia Dete
Bicharte Waqt Us Ko Ik Na Ik Tuhfa To Dena Tha
Hamare Pass Tha Aankhon Main Pani, Aur Kia Dete
Yad Kisi Ko Karna Ye Bat Nahi Jatane Ki;
Dil Pe Chot Dena Adat Hai Zamane Ki;
Hum Apko Bilkul Yad Nahi Karte;
Kyu Ki Kisi Ko Yad Karna Nishani Hai Bhool Jane Ki!!!
मेरी रूह में न समाती तो भूल जाता तुम्हे,
तुम इतना पास न आती तो भूल जाता तुम्हे,
यह कहते हुए मेरा ताल्लुक नहीं तुमसे कोई,
आँखों में आंसू न आते तो भूल जाता तुम्हे|
Pyar Aur Maut Se Darta Kaun Hai,
Pyar To Ho Jata Hai Ise Karta
Kaun Hai, Hum To Kar De Pyar Me
Jaan Bhi Qurbaan, Par Pata To
Chale Hamse Pyar Karta Kaun Hai.
Apni To Zindgi Hi Ajeeb KahaniHai
Jis Chiz Ko Chaha Vo Begani Hai
Haste Hain To Sirf Duniya K Liye
Varna In Aankhon Me Pani HiPani Hai ♪ ღ • ° █▐ ●║♥ ๋• ┼๔ เ ภ ƒ∑ • ╝☆ ੴ
Aayse juda hue hum....Roo na sake....
Mit gaye duriyan....paar jee na shake...
Chord gaye wo mujhe....paar dur na jaa shake mujhse....
Pyar hum kar te the use....Paar wo na kar paye mujhse....
Nafrat karte the wo mujhse....Paar hum na kar paye nafrat use....
Rooth gaye the hum use....Paar dur na gaye wo mere nazron se....