• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Waqt Lagta Hai Rishte Banane Me, Aur Ruthe Ko Mnane Me, Ek Pal Me Toot Jate Hai Rishte Sare, Dard Tab Hota Hai, Jab Aankhe Roti Hai Kisi Apne Ko Bhulane Me.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kalam thi hath mai likhna sikhaya apne, Takat thi hath mai hosla dilaya apne, Manzil thi samne rasta dikhaya apne, Hum to sirf dost the, Aashiq banaya Aap ne
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Har Lafz Ko Kagaz Pe Utara Nahi Jata, Har Naam Ko Sar E Aam Pukara Nahi Jata.. Hoti Hai Dosti Me Kuch Raaz Ki Baaten, Is Khel Me Dil Haara Nahi Jata..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • उस पगली को क्या पता जिस मंदिर मे वो मेरी मौत की दुआ करती है, उस मंदिर मे हमने अपनी जान गिरवी रखी है उसे पाने के लिए .!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tujhe paane ki iss liye zidd nahi karte, Kyu ki tujhe khone ko dil nahi karta, Tu milta hai to isliye nazre nahi uthate Ke phir nazre hataane ko dil nahi karta, Khwabon mein isliye tujhko nahi sajate Ke phir neend se jaagne ko dil nhi karta.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tere Dil Mein Ek Ghar Hm Bana K Rahenge, Teri Aankho Mein Apni Tasveer Chipa K Rahenge, Tum Rooth Jao Chahe Jitna Bhi Hmse, Per Tere Surkkh Hoto Per Hum Apni Muskurahat Jhalka K Rahenge.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Q Mashoom Zindgi Uske Liye Barbad Karta Hai. Jo Tere Maatam Pe Bhi Samil Nahi Hoga. Jise Tu Jeete Ji Nahi Paa Sakaa. Wo Marne Ke Bad Tujhe Haasil Kya Hoga
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Har Baat Ka Koi Jawab Nahi Hota Har Ishq Ka Naam Kharab Nahi Hota.. Yuh To Jhum Lete Hai Nashe Me Pine Wale magar Har Nashe Ka Naam Sharab Nahi Hota.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Isk wale aankho se aankho ki baat samajh lete hai. SAPNE me mil jaye to mulakat samajh lete hai. Rota to aasman bhi hai apni Dharti k liye. Log uske ashkon ko BARSAAT samajh lete hai. Poonam wapas aa ja
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mohabbaton Ki Saza Be-Misal Di Uss Ne, Udhas Rehne Ki Aadat Si Daal Di Uss Ne, Maine Jab Bhi Apna Banana Chaha Usko, Baato-Baato Main Baat Taal Di Uss Ne.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Nazare mile to pyar ho jata hai, Palke uthe to izhaar ho jata hai, Na jaane kya kashish h chahat me Ke koyi anjaan bhi hamari Zindagi ka haqdaar ho jata hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Teri Ek Muskaan Se Bahaaron Me Phool Khil Jaye.. Tere Chhune Se Murat Bhi Insaan Ban Jaye.. Hum To Nahi Is Qaabil Ki Maang Sake Tujhe Rab Se Par Tere Aane Se Meri Zindgi Jannat Ban Jaye..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Khyalon Mein Woh Hurdum Mere Sath Sath Rahti Hai Na Aankho Se Na Juba Se Mujhe Wo Kuch Kahti Hai Aankhen Hurdum Usske Deedar Ko Tarstati Rahti Hai Kaano Mein Wo Mere Kuch Kuch Kehti Rahti Hai Apni Zulfein Jab Woh Mere Chehre Per Bikhra Deti Hai Bari Saadgi Se Phir Woh humari taraf Muskara Deti Hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tujhe Dekhta Hu To Accha Lagta Hai, Tujhse Bolta Hu To Accha Lagta Hai, Bhale Hi Ho Dard Dunia Bhar Ka Mere Jeevan Me Par, Mai Ek Pal Tujhe Sochta Hu To Accha Lagta Hai.Miss You
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Quastion:Sachaawala Pyar Kise Kehte Hai? 1)Do Dilo Ka Milna 2)Har Wakt Apne Sathi Ko Miss Karte Rehna Uske Baare Me Sochte Rehna 3)Sathi Ke Khusi Me Apni Khusi Dhundna 4)Jivanbhar Sath Dena...Jaldi Riply Karo Muze Aapke Jawaab Ka Intjaar Hai.... From.Kishor Upase B
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dil Ki Haalat Ki Taraf Kis Ki Nazar Jati Hai, Pyar Ki Umar Tamannao Me Guzar Jati Hai, Mai Ro Padhta Hu Jab Yaad Tumari Aati Hai, Zamana Hasta Hai Jab Mohabbat Rooth Jati Ha.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS