• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Toofan Mein Kashti Ko Kinare Bhi Milte Hein Jahaan Mein Logo Ko Sahare Bhi Milte Hein Duniya Mein Sab Se Pyari Hai Zindagi Kuch Log Zindagi Se Pyare Bhi Milte Hein
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Hum Par Jo Guzri, Kya Tum Sun Paaoge Naazuk Sa Dil Rakhte Ho, Rone Lag Jaaoge, Bahut Dukh Diya Hai Taqdeer Aur Duniya Ne Mujhe, Baitho Kabhi Mere Pass, Mohabbat Karna Bhool Jaaoge..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mere duaon mein samil hain aap is tarah Phoolon mein hoti hai.. Khushbu jis tarah Khuda aap ki zindagi mein itni khushiyan de.. Dharti pe hoti hai barish jis tarah
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • बड़ी नादान है इस निक्कमे दिल की हरकतेँ, जो मिल गया उसकी कदर ही नहीँ, और जो ना मिला उसे भूलता ही नहीँ।
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dil Ke Zakhmo Ko Unse Chhupana Pada, Palke Bheegi Thi Par Muskuraana Pada, Kaisi Ulti Hai Pyar Ki Ye Rasme, Roothna Chaahte Thay Par Unko Manaana Pada..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dil Ka Rishta Hai Humara, Dil Ke Kone Mein Hai Naam Tumhara, Har Yaad Mein Hai Chehra Tumhara, Saath Nahin Toh Kya Hua, Zindagi Bar Dosti Nibhane Ki Waada Hai Humaara.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kuch Is Tarah Mera Imtehan Lete Hain Wo Meri Jaan Hokar Bhi Meri Jaan Lete Hain Wo Naraz Hain Is Kadar Ki Baat Tak Nahi Karte Par Har Aahat Par Mera Naam Lete Hain Wo..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Roj Ye Dil Unki Yaad Mein Tadapta Hai, Par Isme Bhi Chahat Ka Nasha Hota Hai, Jitna Chahe Rok Lo Khud Ko Tum Lekin, Zindagi Mein Pyar Ek Dafa Jarur Hota Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tere ghamand ko dekh kar, teri tammana hi chhod di humne, jara hum bhi to dekhe, tujhe kon chahta hai hmari tarah..! By - Silent love.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Zindagi Khoobsurat Hai Isse PyaarKaro, Har Raat Ki Nayi Subha Ka IntezaarKaro, Wo Pal Bhi Aayega Jiska IntezaarAapko Hai, Bas Rab Par Bharosa Aur Waqt ParAitbaar Karo.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Is dil ka kaha maano ek kaam kar do, Ek be-naam si mohabbat mere naam kar do, Meri zaat par faqat itna ehsan kar do, Kisi din subha ko milo aur shaam kar do.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • "सुरज कॆ सामने रात नही होती, सितारो सॆ दिल की बात नही होती, जिन दोस्तो को हम दिल सॆ चाहतॆ है, न जानॆ क्यो उनसॆ मुलाकात नही होती"
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Nazar jab tumse milti hain, Mein khud ko bhool jata hu. Bus ik dharkan dharakti hai Mein khud ko bhool jata hu. Tumhe milne se pehle mein Bohat sajta sanwarta hoon. Magar jab tum sanwarti ho Main khud ko bhool jata hu.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kasailai Pani Ma Yo Dukha Chahanna Tipera Kasailai Chudaauna Chahanna Timilai Thaha Chhaina Kati Chahanchhuu Bhanera Timro Ti Yaad Le Kati Tadpi Baschhu Mero Yo Jiwanma Aru Kohi Thiyena Birsera Pani Ma Birsanna
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Dil Ki Haalat Ki Taraf Kis Ki Nazar Jati Hai, Pyar Ki Umar Tamannao Me Guzar Jati Hai, Mai Ro Padhta Hu Jab Yaad Tumari Aati Hai, Zamana Hasta Hai Jab Mohabbat Rooth Jati Ha.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Thaam Lena Mera Haath Kabi Piche Jo Chhut Jau.. Mana Lena Mujhe Jo Tumse Kabi Rooth Jau.. Mana Mai Nasamajh Hu Par Wo Taara Hu Jo Aapki Har Arzoo Ke Liye Toot Jau..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Nigaahon Mein Jabse Tum Rehne Lagi Ho, Mere Dil Mein Ajib Umange Machalne Lagi Hai, Jumkar Utar Aayi Dil Mein Bahaar, Meri Mohabbat Bhi Ab Muskurane Lagi Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Itni Shiddat Se Chaha Use Ki Khud Ko Bhi Bhula Diya, Unke Liye Apne Dil Ko Kitni Hi Baar Rula Diya Ek Baar Hi Thukraya Unhone Aur Humne Khud Ko Maut Kee Neend Sula Diya..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS