Khyalon Mein Woh Hurdum Mere Sath Sath Rahti
Hai
Na Aankho Se Na Juba Se Mujhe Wo Kuch Kahti
Hai
Aankhen Hurdum Usske Deedar Ko Tarstati Rahti
Hai
Kaano Mein Wo Mere Kuch Kuch Kehti Rahti Hai
Apni Zulfein Jab Woh Mere Chehre Per Bikhra Deti
Hai
Bari Saadgi Se Phir Woh humari taraf Muskara Deti
Hai
Bharosa Rakho Kabhi Aap Ka Bharosa Na Todenge
Chahe Jo Ho Jaaye Aapka Saath Na Chhodenge
Chahe Jo Haalat Ho Aapse Munh Na Modenge
Tod Denge Sanson Ki Dor Magar AapkaDil Na Todenge..!!.........
Promiss swee2
True Lines ???...
Jab Ek Ladki Ek Ldke K Liye Roti Hai.
To Iska Mtlb,
Wo Use Bohat Jydaa Pyaar Karti Hai
Apni Zindgi Se Jydaa Shayd..
But.:
Jb Ek Ldka Ek Ldki K Liya Rota Hai.
To
Is Ka Matlab Duniya Me Us Ladki Ko
Usse Jyada Pyar Koi Nhi Karta.
Har Raho Se Hum Aapki Raah Ko Saza Denge
Sapno ki daulat ham aap par luta denge
Na koi phool hai aaj mere daman me
Lekin apke aane par ham apni palke bichha denge.
Kabi Dekha Hai Usko Nazar Bhar Ke
Rubaru Hote Hi Palken Jhuk Jati Hai
Keh Do Unse Guzre Na Hamari Dil Ki
Galiyon Se
Unke Kadmo Ki Aahat Se Meri Dharkane
Rook Jati Hai..!
Tere hr gum ko apni rooh me utaar lun
Zindagi apni teri chahat me sawaar lun
Mulakat ho tujhse kuchh is tarah meri,
Sari umer bas ek mulakat me guzar lun
Apne hatho se chehre ko chupate kyu ho
Sharmate ho toh samne aate kyu ho..??
Tum meri tarah bhi kar do ikrar-e-wafa
Pyar karte ho to fir chhupate kyu ho….??
Muskurati Ankho Se Afsana Likha Tha,Shayad Apka Meri Zindgi Me Aana Likha Tha.Taqdir To Dekho Mere Ansuon Ki,Inka Bhi Apki Yaad Me Beh Jana Likha Tha..
Nas Nas me Uska Pyar lahoo bankar Bahata Hai,
Har Pal Khayalo me Uska Chehra RehtaHai.
Meri Dua Le Aayegi Ushe Paas Mere,
Mera Mann ka Vishwas yahi Kahata Hai
करीब इतना रहो कि रिश्तों मैं प्यार
रहें … दूर भी इतना रहो कि आने का
इंतज़ार रहे .. रखो उम्मीद रिश्तों के
दरमियान इतनी कि टूट जाएँ उम्मीदें
मगर रिश्तें बरक़रार रहें …
Nazare mile to pyar ho jata hai,
Palke uthe to izhaar ho jata hai,
Na jaane kya kashish h chahat me
Ke koyi anjaan bhi hamari
Zindagi ka haqdaar ho jata hai.
Bhar Ayi Meri Ankhen Jab Uska Naam Aya;
Ishq Nakaam Sahi Phir Bhi Bahut Kaam Aya;
Hum Ne Mhbt Me Aisi Bhi Guzari Raten;
Jab Tak Ansu Na Bahe Dil Ko Aram Na Aya....