• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Aapko Dekhne Ki Hasrat Si Ho Gayi H Is Kadar Milne Ki Chahat Si Ho Gayi H Chahe Aapka Sms Aaye Ya Na Aaye Mobile Uthakar Dekhne Ki Aadat Si Ho Gayi H.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • लाखो की हंसी तुम्हारे नाम कर देंगे, हर खुशी तुम पे कुर्बान कर देंगे, आये अगर हमारे प्यार मे कोई कमी तो कह देना, इस जिन्दगी को आखरी सलाम कह देंगे।
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Saamne Na Ho To Tarasti Hai Aankhe, Yaad Me Teri Barasti Hai Aankhei?. Mere Liye Nahi Inke Liye Hi Aa Jaao, Aap Ka Bepanaah Intezaar Karti Hain Aankhe !!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Uljhan agar hai to humse na chhupana. sath na de juban to aankho se batana. Har kadam par sath hai hum apke, Dost banaya hai to haq jarur jatana..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tera muskurate huye aana humko achha laga, Woh tera sharam se guzar jana achha laga.. Door se dekhna woh tera paas aakar, Nazarein jhukana achcha laga. Woh jo barson se tere seene me kaid hai, Aankhon se batana achcha laga.. Tera jaate waqt mud kar dekhna, Phir kadmon ka ruk jana achcha laga..!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ek Insan Mila Jo Jeena Sikha Gaya, Ansuo Ki Nami Ko Peena Sikha Gaya, Kabhi Guzarti Thi Veerano Main Zindagi Apni, Woh Shaks Veerano Main Mehfil Saja Gaya!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Na Yaad Tumhri Bhulege Na Sath Tumhra Chodege Na Krege Dil Se Dur Tumhe Na Dosti Tumse Todege Agar Tut Bhi Jaye Galti Se To "Feviqick" Laga Ke Jodenge Samjhe.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Meri Zindagi Tere Hone Se Chalti Hai.... Din Ki Dhup Teri Muskurahat Se Khilti Hai.... Hansta Chehra Tera Mere Jeene Ka Sahara Hai.... Tum Bin Iss Duniya Mai Aur Kaun Hamara Hai....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • DiL Dhadkan k Bina Jism Rooh k Bina, INsAn Chahat k Bina Husan Tareef k Bina PhooL khushbo k Bina, Aur Hum Udaas Hai Aap k Bina..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kismat Kismat Ki Baat Hai, Aj Din Aur Kal Raat Hai, Kavi Dhoop To Kavi Barsaat H, Ye DOSTI Ka Silsila Chalta Rahega Jab Tak Hum hai Tabtak Hamra Msg Hai...!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aaz Zindgi Se Jyada Mere Liye Maut Suhanni Hai, Iss Dard Bhari Zindgi Ki Bas Ek Hi Kahani Hai, Jab Bhi Chaha Usey Aansuo Ki Kimat Batana. To Usne Kaha Pagal Ye To Teri Aankho Ka Paani Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Hum chale the ik dafa,kisi aashiq ke dard ki aag mitane Jab hosh aaya"armaan" to wo aag Hum apne dil mai laga baithe the....... Deb
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tum Chupa Naa Sakogi Main Woh Raaz Hun, Tum Bhula Naa Sakogi Main Woh Andaaz Hun Gunjta Hun Jo Dil Main Main Wohi Saaz Hun Jo Tumari Dhadkano Se Nikalti Hai Wohi Tumare Dil Ki Awaaz Hun.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • woh bin bole har baat ka samjhna, woh jhut mut ki takrar, woh khamosh ikrar. Isi ehsaas ka naam hai ‘Pyaar’…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Hontho Pe Itni Pyaas Na Rakha Karo, Khwahisho Ko Belibas Na Rakha Karo, Main Jo Hu Tera Saath Nibhane Ke Liye, Khud Ko Meri Jaan Itna Tanha Na Rakha Karo.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • ढलती शाम का खुला एहसास है , मेरे दिल में तेरी जगह कुछ खास है , तू नहीं है यहाँ मालूम है मुझे ... पर दिल ये कहता है तू यहीं मेरे पास है
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tuje dil se juda kbhi hone nA denge Tuje nind b aaye to sone nA denge Teri muskan hme itni pyari hai k Hm mar b gye to tuje rone nA denge.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS