Chahat Paane Ki Hasrat
Kise Nahi Hoti...
|
Magar Har Kisi Ki Aisi
Kismat Nahi Hoti...
|
Koi Ek Hota Hai jo Sama
Jata Hai Dil Me...
|
Har Kisi Se Ye Muhabbat
Nahi Hoti...
Man hi man ma usa bhut payar karta tha Par kaha nahi kabhi kuki thoda darta tha Suna ha mana chana lagi ha kisi or ko Aaj uska bina jinda hu magar Pahala saas bhe nahi chalta tha.
Poojta Hun Tumhe Apne Bhagwan Se Jyada
Mantaa Hun Tumhe Apne Imaan Se Jyada
Kartaa Hun Tumhari Izzat Apni Aan Se Jyada
Chahta Hun Tumhe Apni Jaan Se Jyada
Tadpe To Bahot Par Woh Maan Nhi Paye
Ise Dil Ki Mahobbat Woh Jaan Nhi Paye
Ek Din Chale Jayenge Ise Duniya Se
Tab Woh Kahenge
Laut Aao Hum Tumhe Pehchan Na Paye.......
Paas Hote To Koi Shararat
Karte
Tujhe Lekar Bahon Mein
Mohabbat Karte
Dekhte Teri Aankhon Mein
Neend Ka Khumar
Apni Khoi Hoi Neendon Ki
Shikayat Karte
Teri Aankhon Mein Apna Aks
Dhondte
Khud Se Bhi Ziyada Tujhe
Chaha Karte
Ek Dil Hi Tha Wo Bhi Tere Paas
Hai
Raat Bhar Jaag Ke Kis Ki
Hifazat Karte
Mere Mazhab Mein Shirk
Haraam Hai
Warna Dil-O-Jaan Se Teri Ebadat
Karte
Uljhan Agar Koi Aaye To Mujhse Na Chupana,
Sath Na De Jubaan To Aakhon Se Bata Dena,
Har Kadam Par Sath Rahenge Hum Aapke,
Apna Jo Banaya Hai To Kabhi Na Hame Bhulana.
Fark hota hai khuda aur peer mein....
Fark hota hai kismat aur taqdeer mein....
Agar kabhi kuch chaho aur wo na mile to....
Samajh lena ki kuch aur achcha likha hai taqdeer mein..!!
जो मुस्कुरा रहा है, उसे दर्द ने पाला होगा...,
जो चल रहा है, उसके पाँव में छाला होगा...,
बिना संघर्ष के इन्सान चमक नही सकता,
यारों...,
जो जलेगा उसी दिये में तो, उजाला होगा...।
Aisi Kya Dua De Hum Apko
Jo Apke Labo Pe Hasi K Phool Khila De
Bus Yahi Dua Hai hamari Khuda Se
Ki Sitaro Se Roshan apki Takdir Bana De…!!
By - Silent love.
hum hain to abhi rah mein hai sang-e-giran aur
hai khun-e-jigar josh mein dil khol ke rota
hote kai jo dida-e-khunnabafishan aur
marata hun is aavaz pe har chand sar ud jaye
jallad ko lekin wo kahe jaye ki han aur
logon ko hai khurshid-e-jahan tab ka dhoka
har roz dikhata hun main ik dag-e-nihan aur
leta na agar dil tumhen deta koi dam chain
karta jo na marata koi din aah-o-fugan aur
pate nahi jab rah to chad jate hain nale
rukati hai meri taba to hoti hai ravan aur
Tum bahaar ho bahaar hee rehna,
mere dil ke ghar mein hee chhupi rehna,
bacha lunga tumhein main sab dukho se aansuon se,
bas mujhse PYAAR karti rehna…