Kya maangu khuda se tumhe paane ke baad,
Kiska karu intzaar tere aane ke baad,
kyo kisi ke liye jaan luta dete hai log,
Mujhe maloom hua tumhe paane ke baad…
Waqt Badal Jatey Hai.... Insaan Badal Jatey hai,
Waqt Waqt Pe Rishto Ke... Andaaz Badal Jatey hai,
Kabhi keh Diye Apne Ho... TO Kabhi Kah Diye Paraye,
Din Or Raat Ki Tarha..... Zindgi Ke ahsas badal jatey hai.. ?
Badi Muddat Se Aas Lagai Hai Maine,
Khabar Jo Unke Aane Ki Suni Hai Maine,
Andhere Mein Thokar Khakr Gir Na Jayein Woh Kahi,
Isiliye Apne Hi Daamn Mein Aag Lagai Hai Maine…
Kabi Khusi Se Khusi Ki Taraf Nahi Dekha..
Aur Tumhare Baad Kabi Kisi Ki Taraf Nahi Dekha..
Sanam Tum Mujhe Samajhte Ho Patthar..
Par
Mai To Ek Mom Hu..
Tumne Kabi Mere Dil Ko Chhu Kar Nahi Dekha..!
Milti Thi Mujhe Wo Kbhi Pal Pal Ke Fark Se,
Fir Rafta Rafta Fark Ye Saalon Mai Aa Gya,
Fir Yun Hua Ki Aankh Se Aansu Nikal Pade,
Chehra Kabhi Jo Uska Khyalo Mai Aa Gya.
Meri Ankho Me Jo Tasveer
Basi Hai, Usi Tasveer Me
Meri Taqdeer Basi Hai,
Kis Tarah Juda Kar Du Unko
Apni Ankho Se, Mohabbat Ki
Dunia Mujhe Usi Me Hi Mili Hai!
Humari Har Ada-E-Chahat Aap Se Hai,
Humari Har Manzil-E-Rasta Aap Se Hai,
Kabhi Na Door Hona Humari Zindagi Se,
Humari Har Khushi Ka Wabasta Aap Se Hai.
Tu chamakta chand teri roshni achi lgi,
Tu mera apna hay teri dillagi achi lagi,
Tujsy pehly to nahi tha zindagi ka kuch pata
Tu mila to tujh say mil kar ZINDGI ACHI LAGI..
Ankho Ki Chamak In Palko Ki Shan Ho Tum;
Chehre Ki Hasi Mere Labo Ki Muskan Ho Tum;
Dhadkta Hai Ye Dil Sirf Tumhari Arzoo Me;
Phir Kaise Na Kahu K Meri Jan Ho Tum
मोहब्बत एक अहसासों की पावन सी कहानी है !
कभी कबिरा दीवाना था कभी मीरा दीवानी है !!
यहाँ सब लोग कहते हैं, मेरी आंखों में आँसू हैं !
जो तू समझे तो मोती है, जो ना समझे तो पानी है !!
दिल में सिर्फ आप हो और कोई खाश कैसे होगा,
यादों में आपके सिवा कोई पास कैसे होगा,
हिचकियाँ कहती हैं आप मुझे याद करते हो,
पर बोलोगे नहीं तो मुझे ये एहसास कैसे होगा.
Aaj Phir Teri Yaad Me Marna Hai,
Aaj Phir Khud se Begana Hona Hai,.
Dekho Ek Arse Baad Phir ye Raat Aayi Hai,
Aaj Phir Khud Ko Bhool Kar Tujhe Yaad Karna Hai,
.
Teri Yaadon me Rahunga Ab,
Tujhe Hasil Krne Ke Jazbaat Launga,
Phir sab Jazbaat Tod Ke Dil Bhar Ke Rounga,
Aaj Tujhe Seene Se Lagunga Ye Khawab Dekhunga,
Subah In Khawabon Ko Todh Kar Phir Tadpunga,