• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Lekar Aana Usse Mere Janaze Par Ek Aakhri Haseen Molakat To Hogi Aye Dost Mere Jism Pe Jaan Na Ho Magar Meri Jaan To Mere Jism Kai Pass Hogi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Khushi Mile To Muskura Nahi Sake, Aur Gum Mile To Aanshu Baha Na Sake, Is Jindagi Ki Yehi Raj Hai, Jise Chaha Use Paa Na Sake Aur Itna Chaha Ki Bhula Na Sake!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • आज हर एक पल खुबसूरत है, दिल मे मेरे सिर्फ तेरी ही सूरत है, कुछ भी कहे ये दुनिया गम नही, दुनिया से ज्यादा मुझे तेरी जरूरत है…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • ishq whi hai jo ek tarfa ho, izhaar-e-ishq to khwaaish ban jati hai. agar ishq ko aankho mai dekho to, zubaan khulte hi numaayish ban jati hai.....
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Woh karte hai baat ishq ki, Par ishq ke dard ka unhe ehsas nahi, Ishq woh chand hai jo dikhta hai sab ko, Par usse pana sab ke bas ka kaam nahi
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aakhon Ko Sapno Ki Nahi Hai Ijaazat Dil Pe Toh Jaise Aayi Hai Koi Kayamat Hontho Ko Muskyrane Ki Nahi Hai Jarurat Jabse Khushiyon Se Doori Ban Gayi Hai Apni Haqikat
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Bichadte Waqt Us Ne Kaha Tha, Na Sawaal Karna Na Jawab Milega, Mujhe Bhool Jaana Qaraar Milega, Hum Us Muqaam Par The, Na Sawaal Kiya Na Jawab Mila, Na Bhool Sake Na Qaraar Mila.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ajnabi raah thi, Tute se alfaaz the... Kahi jhuki palko me, Mohabbat k kuch raaz the. Na koi saya tha, Na koi aahat thi.... Khamosh raaste par chal rahe the hum, Sirf dhadkano ki awaaz thee.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aap yaad nhi karte hum bhula nhi sakte, Aap hansa nhi sakte hum rula nhi sakte, Pyar aapki kitni kubsurat hai, Aap jaan nhi sakte aur hum bata nhi sakte..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kuch Pal Itne Haseen Hote Hain.. Jinhe Yaad Karke Ankho Me Ansoo Aa Jaate Hain.. Kisi Ko Baat Karne Ki Fursat Nahi.. Aur Kuch Baat Karne Ko Taras Jaate Hain..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Chand Se Ki Thi Guzarish Humne, Mare Chand Se Ker Mulakat Kabhi, Chand Bhi Muskuraker Dhal Gaya, Kaha Mat Ker Mujhe Sherminda Abhi, Tera Chand Ko Dekh Ker Phir Na Main Kabhi Chamak Payunga, Roshni Tere Chand Ki Hai Kuch Alag, Shayad Main Kho Jayunga…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kaha Talaash Karoge Tum Mujh Jaise Ek Shakhs Ko,, . . . . Jo Tumhare Sitam Bhi Sahe Aur Tum Se Mohabbat Bhi Kare.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • De do apna hath hatho mein hamare, Rahna hai dil ko sath tumhare, Yu hi nhi rahte khoye hue ham Hame aate hai har pal khyal tumhare.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Zindagi Tune Mujhe Bahut Kuch Sikhaya Hai.har Shaam K Baad Subah Hi Tune Bataya Hai.dubti Kaise Hi Kashti Jab Saahil Ho Nazar Mein.ye Manzar Bhi Tune Hi Mujhe Dikhaya Hai.jin Hatho Se Likhe The Khat Unko.unhi Hathon Se Un Khatoon Ko Jalaya Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mhbt Insan Ki Zarurat Hai; Dilo Par Mhbt Ki Hukumat Hai; Apke Pyar Ki Wajah Se Hai Zindagi Hamari; Warna Khuda Ko B Hamari Zarurat Hai...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ankho Se Aankhe Milakar To Dekho Humare Dil Se Dil Milakar To Dekho Saare Jaha Ki Khushiyan Tere Daaman Me Rakh Denge Humse Pyar Ka Izhaar Karke To Dekho
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Chehre pe mere zulfo ko phailao kisi din, Kyu roz sirf garajate ho, baras jao kisi din, Khushbu ki tarah guzro mere dil ki gali se, Phulon ki tarah mujhpe bikhar jao kisi din.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • आग दिल में लगी जब वो खफ़ा हुए, महसूस हुआ तब, जब वो जुदा हुए, करके वफ़ा कुछ दे ना सके वो, पर बहुत कुछ दे गए जब वो बेवफ़ा हुए!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS