Tufaan me logo ko sahare bhi milte hai.Samunder me logo ko kinare bhi milte hai.Iss jhan me sabse pyari hai zindgi.Lekin kuch log zindgi se pyare bhi milte hai.
Teri Ulfat Ko Kabi Nakam Na
Hone Denge Teri Mohabat Ko
Kabi Badnam Na Hone Denge
Meri Zindgi Me Suraj Chade Na
Chade Par Teri Zindgi Me
Kabi Sham Na Hone Denge.
talash karoge to koi mil bhi jayega,
Magar hamari tarah aapko kaun satayega.
Mana ki kami nahi aapko"APNO" ki,
Magar kya HAMARI" jagah koi or le payega......
Teri Dharkan Hi ZindagiKa Kissa Hai Mera..
Tu Zindagi Ka Ek Eham Hissa Hai Mera.....
Meri Mohabbat Tujhse,Sirf Lafzo Ki Nahin Hai..
Teri Rooh Se Rooh Tak KaRishta Hai Mera...!!
वो बेवफा हमारा इम्तेहा क्या लेगी…
मिलेगी नज़रो से नज़रे
तो अपनी नज़रे ज़ुका लेगी…
उसे मेरी कबर पर दीया मत
जलाने देना…
वो नादान है यारो…
अपना हाथ जला लेगी.
Kis kadar tujhko chaha kabhi gaur to kar.
Itna to mai khud ka talabgar nahi..
Wo tum ho jise ulfat hai mujhe.
Warna mai wo khud garj hu.
Jise khus se bhi pyar nahi...
मेरी यादो मे तुम हो, या मुझ मे ही तुम
हो, मेरे खयालो मे तुम हो, या मेरा
खयाल ही तुम हो, दिल मेरा धडक के
पूछे, बार बार एक ही बात, मेरी जान
मे तुम हो, या मेरी जान ही तुम हो.
Wo jab bhi mujhse milti thi to har bar mujhse pucha karati thi...
"tum mere hi ho na...??"
aur mai uski kasam kha kar usse bola karta tha....
"ha mai tumhara hi hu..."
.
.
.
Par kash... Maine yahi sawal usse bhi ek baar puch liya hota...
Agar Kush Hai Woh Dekh Kar Ansu Meri Ankhon
Me,
To Khuda Ki Kasam Hum Muskurana Hi Chod
Denge.
Tadapte Rahenge Use Dekhne Ko
Magar Uski Taraf Palke Uthana Hi Chod Denge.
Wo Manjil Hi Kya Meri Jo Dukh De Us Ko,
Khuda Ki Kasam Us Manjil Pe Hum Jana Hi Chod
Denge!
Khuda Jane Mohbbt Me Kya Dastur Hai,
Humne JisKo Chaha Wo Humse Dur Hai.
Husn Walo Me Mohbbt Ki Kami Hoti Hai,
Ya Fir
Chahne Walo Ki Takdir Buri Hoti Hai...!!
muskurati aankho se afsana likha tha,
shayad apka meri zindagi mein aana likha tha,
taqdeer to dekho mere ansuon ki,
inka bhi aapki yaad mein beh jana likha tha.
Mohabbat her shakhs ko azmati hai,
Kisi se rooth jati hai,
Kis pe muskurati hai
ye khel hi kuch aise hai
Koi dhondta hai umer bhar,
Kisi ko pal mein mil jati hai