Ehsaan Nahi Ehsaas Hai Aashiqui
Zndgi Ke Mod Pe Imtehan Hai Aashiqui
Aashiqui Me Jaan Dena Badi Baat Nahi
Umar Bhar Saath Nibhane Ka Naam Hai
Aashiqui..!
Aaj Meri Us Jaan Se Mulakat Ho Gyi,
Meri DiL Ki Baato Me Wo Kuch Aisi Kho Gyi,
Jab Maine Puchha Ki Aati Hai Yaad Meri,
To Pass Aa Kar Meri Baaho Me So Gyi.
DiL Me Basa Ek Naam Hai,
Unki Khusbu Tak Ki Hume Pehchan Hai,
Agr Tum Mere Na Ho Sake To Koi Ghum Nahi,
KyoKi Ishq Me Loot Jana To Aashiqo Ka Kaam Hai.
Pyar Ki Wajah Nahi Hoti
Mohabbat Saza Nahi Hoti
Pyar Me Hoti Hai Imaandari
Pyar Me Duniadari Nahi Hoti
Pyar Jaan Se Pyara Hota Hai
Pyar Se Jaan Pyari Nahi Hoti..!
Woh Jab Bhi Mujh Se Milti Thi.
Har Bar Masomiyat Se Mujh Se
Pucha Karti Thi...!
K Tum Mere Hi Ho Na...???
Aur Main Har Bar Us Ke Chehre Ko
Apne Haathon Se
Chu Kar Qasam Khaya Karta Tha.!
Par Kash.!
Maine Ek Bar Us Se Pocha Liya Hota...!
Ki Tum Bhi Meri Hi Ho Na...!!
Kisi mod pe akele na chodna,
Armano se bhare dil ko na todna,
Ye Duniya begani hai to kya hua,
Tamanna yehi hai ki aap hamari dosti na todna
By: AshuTosh ChouDhary
Zindgi Ka Har Khwab Haqiqat Ban Jaye,
Khushi Ke Chirago Se Zindgi Roshan Ho Jaye,
Mehak Jaye Yu Zindgi Aapki Ki,
Gulab Ke Phoolo Ko Bhi Aapse Jalan Ho Jaye.
प्रेमात पडतांना, तिला प्रेमात पाडायचं
राहून गेलं,
तोंड दुखेपर्यंत बडबडतांना, हवं ते
सांगायचं राहून गेलं.
ती हो म्हणेल की नाही म्हणेल की देईल
ठेवून एक मुस्काटात,
हा अशुभ विचार करता-करता हवं ते
घडायचं राहून गेलं.
Pyar ka nasha aaysa hua kihum mitt gaye....
Jeevan ke haar kadam tujhse puri hue hai....
Khabon ke pyaas aag se bhi nahi bujhte....
Aag laga do dill mai, phir dill mai garmi nahi lagte....
Pyar ka nasha aaysa hua aur, kisi ke nasha hi nahi chardti....
Dil Me Chupi Yado Se Sawaru Tujhe;
Tu Dikhe To Apni Ankho Me Utaru Tujhe;
Tere Naam Ko Mere Labon Pe Aise Sajaye Rakhun K;
So Bhi Jaun To Khwab Me Pukaru Tujhe!!!