Ek pyaara sa Sach:
Maafi Mangne ka ye Matlaab
nahi
ki Aap Galat
ho,
♥♥Aur Koi Dusra Saahhi..,
Par iska to ye matlab hota hai ki
Aap Is Rishtey
ki Dilse Kadar kerte hO.
Agree?
Mai woh tasveer nahi jis par dhool
jam jaaye.....,,,
Mai woh naam nahi jise koi bhool
jaiye.....,,,
Mai woh tamanna hu jo har dil me
basi hogi.....,,,
Jab bhi aap muskurao to iss dil ko
khushi
hogi........,,,
Bharosa Rakho Kabhi
Aap Ka Bharosa Na
Todenge
Chahe Jo Ho Jaaye
Aapka Saath Na
Chhodenge
Chahe Jo Haalat Ho
Aapse Munh Na
Modenge
Tod Denge Sanson Ki
Dor Magar AapkaDil Na
Todenge..!!
Iska Gham Nahi Ki Tu Mera Na Ho
Saka..
Meri Mohabbat Me Mera Sahara Na Ban
Saka..
Gam To Iska Bhi Nahi Ki Sukoon Dil Ka
Lut Gaya..
Gam To Iska Hai Ki Mohabbat Se
Bharosa Hi Uth Gay..!!
उम्र भर चलते रहे
मगर कंधो पे आये कब्र तक,
बस कुछ कदम के वास्ते गैरों का अहसान हो गया.!
ये ना पूछ मैं शराबी क्यू हुआ
बस यूँ समझ ले गमों के बोझ से नशे की बोतल
सस्ती लगी,